Thread ko read karen aur uss k mutabik reply post karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Thread ko read karen aur uss k mutabik reply post karen?

    Sahi baat ki hai dost aap nay.Jab hum kisi thread ko open kertay hai to pehlay humey uss thread ko bohat achi tarah parh kay uss kay baad soch samajh kay jawab post kerna chaiye.Bohat sey members sirf apnay posts ki tadad poori kernay kay liye baghair daikhay or parhay aik he formulay pay posts ker rahey hotay hai.Jis say thread open kernay waley member ko koi faida nahi ho raha hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Thread ko read karen aur uss k mutabik reply post karen?

      je bilkul aisa hi ha sab se pehlay hamaray lye zaruri ha k ham thread ko ashi tarah se read karain, samajh kar k phr post karni chaye ta k thread ma jo topic discuss ho ya question ho os k mutabiq post karna chaye ta k jo read karay os ko bhi benefit ho aur hmari post thread k mutabiq ho ta k hamara trading bonus ziadah aye aur ham ashi tarah se trading karain aur profit earn karain
      • #18 Collapse

        Re: Thread ko read karen aur uss k mutabik reply post karen?

        g bilkul sahi kah rahy haian hume kbhi b bina read kiye thread ko post nahi karni chahaye kyu k hum bina read kiye jab post karty haain to pouch kuch aur rahy hoty haian aur hum kuch aur post karty haian humari post thread k bilkul relevant nahi hoti hai is liye hume chahye k phly achi tara thread ko read kar laain phr post kaarin.
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #19 Collapse

          Re: Thread ko read karen aur uss k mutabik reply post karen?

          reply best kro thread k mutabik thread ko properly read karky reply dena chahiye kio k thread ko read karna chahiye us ka mutabak humey reply dena ko k agar humara post say related na ho tu fourn delete ho jata hai. Humey chahiye k quality waly posting kary jo fourm k rules main allow ho aisa posting karna chahiya.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Thread ko read karen aur uss k mutabik reply post karen?

            Thread ma keye gaye question k mutabiq hi reply karna zroori ha us sa sub parny walo ko faida hota ha our concept clear hota ha agar hum aisa nahi karengy our waisy hi page bharty rahengu to us sa na to kisi our ko faida hoga our na post reply karny waly ko kuch khaas faida hoga ye bat ap na buhut hi achi kahi ha k pihly thread ko ghour sa pharna chaheye us k baad reply karna chaheye thanks very much

            اب آن لائن

            Working...
            X