Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon
    Sir agar hum forex mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker agar apna loss kerty hien tu hum as mien aa ker hum ko na umeed na hona hota hai agar hum as mien aa ker na umeed ho jaty hien tu yeh achi bat ba hai hamain he rbar forex say acha umeed rakhna hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

    Firex trading mein agar aap ko kisi bhi time loss ho jaye to loss kay waqt aap ko na.ukeed ho kar dil nahin harna chahye aur hamein chahye hota hai ky hum bardasht karain. hamien chahye hta hy k loss ko learning ky liye istemal karyn aur loss pr preshan hony ki bjaye loss ko learning mein lyn.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

      Dear brother loss aur profit tu her business ka hissa hota hey iss liay loss ki waja se preshan nhi hona chahiay balkay loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur forex trading men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay jahan tak mera khayal hey forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

        dear bro forex trading main profit loss to hota hi rehta hy kabhi loss to kabhi profit ager loss ho jai to jis mistake se loss hova ho us mistakes ki reason dekhin ignor mut kren aur apny losses se sabak seekhin ager reality dekhin to loss hi ap ko kamyabi ki taraf lay ja sakta hy
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha jb apko profit hasil hota ha to apko khoshi milti ha lekin loss sa bhi preshan naen hona chayay balkay loss sa bhi seekhna chayay aur jis ghalti ki waja sa loss howa ho usay dobara naen krna chayay
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

            Dear brother trading ka jo kaam he us me jitne chances profit k hote he utne chances loss k bhi hote he or agar aap loss karte he to aap na umeed na ho balke us loss ko analysis kero k aap ne konsi mistakes ki he jis ki waja se aapko loss huwa he or phir agle din aap fresh mood k sath dubara apna target set kar k market me trading ker sakte he or us k liye ek achi se planning honi chahiye se aap faida uthal saken.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
              Sir agar hum forex mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker agar apna loss kerty hien tu hum as mien aa ker hum ko na umeed na hona hota hai agar hum as mien aa ker na umeed ho jaty hien tu yeh achi bat ba hai hamain he rbar forex say acha umeed rakhna hota hai.
              Assalamualaikum Forex trading business mein loss ka hona bahut dafa ho jata hai lekin Hamesha hi ki hamm useless ki vajah se mayoos Na Ho balke analyse Karen ki hum kis jagah par mistake kar rahe hain aur is mistake ko track Karen aur fir se trade Lagaye
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein Agar Hamein loss ho jaaye a to Hamein na Umeed Nahin Hona chahiye dil Chota nai karna chahi Pareshan hone ki bajah Hame Apne Dil Ko mazboot karna chahiye aur Hosla Karke a mehnat Karke knowledge or experience ko achi Tarah Sikar Apna Kaam start karen Inshallah kamyabi aapko zaroor milegi aur accha profit Bhi Milega
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                  Hi g bel kul hamy chahiye k hmy ager forex trading main loss ho jae to saber sy kam len aur agy barhein na umeed na hon na umeed to nahi hona chahiye na umeed ho k hm pher agy kam nahi kr sakty is leye koshish karen k hm is main kamyabi haseel karen aur agy barhein agy brh k hm main pher confidence paida ho ga agy barhny ka jazba paida ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                    Hi g bel kul hamy ager Forex trading main loss ho jae to hamy n umeed Nahi ho a Chahiye na umeedi sy Bach a Chahiye ye bohat hi zaroori hai hany Chahiye k hm homat dy kam Karen aur agy barhein aur is main success Hons aur agy barhny ki koshish karein ye to bohat zaroori hai mehnat main azmat hai mehnat sy kam Karen Sur successful hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                      G Han bilkul bohat ache baat ki Hai ap ne profit aur loss hmesha sath sath he hoty hain na to profit hone par over confident hun k loss face krna par Jae aur na he loss hone par naumeedi hun k forex ko chor jaen ye dono situations he theek ni hain jab bi loss ho koshish kren k in se learn kren aur in ko overcome krny ki koshish kren kyun KY hmare losses he hmare liye acha lesson hoty hain is ko learn kr k hum ache profit ko easily gain kr sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                        Loss b trading ka hisa Hai jaha per hum trading Kar ke profit Kar sakte Hai waha per hume loss b hota hai hai tu ya risky kam lakin mahnat ke sath kiya Jaye tu ho jata hai agr loss ho b Jaye tu tension na le koi bt ni agr loss howa Hai tu profit b ho Jaye ga bus forex ko chore na karte rahe aik na aik din fida ho Jaye ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                          Dear profit or loss ap ko zindgi k hr shoby m mily ga koi b kam asa ni hota jis m profit ho or loss na ho ya loss ho or profit na ho forex m b hamy kbi loss milta hy k kbi profit ham profit sy to khush ho jaty han mgr loss jb hota hy to umeed chor daty han hamy umeed ni chorni chiay balky jin mistakes ki wja sy loss hoa us sy sekhna chaiy or dobara himt or hosly sy kam krna chaiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                            BiLkUl sahi Kahaa Hai aaaP Ne Loss BiSsiness ka bhoT Hii Important HiSaa Hta Hai Or loss Ki Waja se hUmeN NaaumeeD Nahi HoNa ChaahiYe BaLke peHlay se bhi zyaada MeHNat KarNi Chaahiye Taakay Zyaada se Zyaada Chances proFit k HoOn Or HuMeN ApNi ghaltiOn se SeeKhNa chaahiYe Or Aik Hii Ghalti Ko Baar Baar DoHraanay se ParHeZ KarNi ChaahIye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading Mien Agar Loss Ho Tu Na Umeed Na Hoon

                              Bhai jan loss aur profit to har business ka hisa hain aur apko forex mein ihtiyt se kam karna chahye aur apko forex mein zada mehnat karni chaye aur apko is ein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein profti hasil kars akte hain aur humko is mein zada ehnat karni chahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X