Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay
    Dear friends, kuch traders zayada spreads walay pairs par trading karnay say dartay hain aur sochtay hain kah spread zayada honay ki waja say un ki trade ko profit main anay k leay bahut time lagay ga but main un say kehna chahta hon kah jen pairs ka spread zayada hota hay un ki movement bhi fast hoti hay aur agar ap sahi trade open kartay hain ap ki trade jald hi profit main aa jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me agr ap teez movement waly pear pe trading karty ho to apko is me zeyada channce hoty han apka takeprofit or stop loss kay hit hony ka qk is ki movement bhot teez jo hoti hai to isi lye he darty han new trader trading karny sy
    • #3 Collapse

      Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

      dear forex family member aap ki baat say ittefaq karta hn aksar oqaat market slow ja rhi hoti hay un lamhaat mn aap ka ic mn trade lagana nuqsaan deh sabit ho sakta hay , uc ki main waja hay keh zayada spread normally tou jald cover ho jaata hay , lekin zayada tar in ki movement taiz he hoti hay, hamen chahye keh pehlay practice kar len uc kay baad bara risk len. jis mn keh zayada khatraa ho woh na karen.
      • #4 Collapse

        Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

        Dear brother aap ne theek keha he i am agree with you k jin pairs ki spreads ziada hoti he unki market me movement bhi fast hoti is per new members ko bhi trading nahi kerni chahiye jeha tak mera khayal he k jis pair ki movement ziada fast ho us se news members ko door rehna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

          Dear brother app kuch had Tak sahe keh rahai Hain lekin may samjta hn ke har zyada spread walai pair ke movement fast nhe hote kuch pair dead Matlab slow movement krtay krtay achanak jerk ke sath oper ya nechai ati hai oss waja say aisay market ko predict krna Thora mushkil hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

            ji jin pairs mein ap dekhty hain k spread zyada hai un mrin trade krny ka experience ao hasil kryn to ap ko pta chaly ga ky un ki movemnt bhut fasg hai aur ap jn mei kam kr k thory waqt mein zyada profit gain kr skty hain. lrkin un mein trade krna zyada risky bhi hota hh thory kam mein ap ko zyada nuqsn bhi ho skta hy.
             
            • #7 Collapse

              • #8 Collapse

                Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
                Dear friends, kuch traders zayada spreads walay pairs par trading karnay say dartay hain aur sochtay hain kah spread zayada honay ki waja say un ki trade ko profit main anay k leay bahut time lagay ga but main un say kehna chahta hon kah jen pairs ka spread zayada hota hay un ki movement bhi fast hoti hay aur agar ap sahi trade open kartay hain ap ki trade jald hi profit main aa jati hay.
                Jyada separate wale fair play moments fast nahi hoti Milke major currency pairs ki Mumbai Paas Hoti Hai phone main market kuch hi der mein bahut jyada pyaar down ho jati hai isliye major currency players mein sahi tarah se trading Karen
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

                  G bilkul jin pairs ka spread zayda hoo ga un ki movement b itne he zayda fast hoo gi ar chaye wo opar ko hoo ya necahay ko ho aik bat aur hai agr in say profit ho ya loss wo use movement say zayda hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

                    g han bhai forex trading main jitny bhi pairs k spread zayda hoty hain un ki moving bhi fats hoti hai es liye hmain ayse pairs koz yada trading k liye use nahi krna chahye q k sread se hmain commetin bhi otn ahe dena parhta hai jitna spread hota hai tu kam spread waly pairs main trading karen ta k ap achi trading kar skaen or achi eraning hasil akr skaen
                    • #11 Collapse

                      Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

                      je ziada tar aisa he hota hay jin pairs main spreads ziada hota hay to us main movement bhi us lehaz say hoti hay aur esi teez movement ki waja say hum market main bohat acha profit bna sakty hay bs humay chahiye keh jab bhi trade place karen gay to he achi earning kar sakty hay es business main sbar say time dainay main he faida hota hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Zayada spreads walay pairs ki movement fast hoti hay

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain is mai jo pairs tazz move karty hain n ma spread be hoty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X