Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?
    Hum sub ye mantay hai k forex mai kafe ziyada excitement mojood hai aor buhot say log esko enjoy be kartay hai lekan ziyada over excited hona be maire khyal mai apkay leye nuqsaan ka bais ban sakta hai q k over excitement mai shaid ap koi ghalat trade na laga do ya ap baghair kesi proper study aor analysis k market mai enter na ho jaoo so har kesi ko chaheye k es bathoo ka khas toor par khyal raka karay..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

    Ea baath mai koi shak nahe k over excited hona trading k leye achi cheez nahe kiu k over excited ka hona emotional hona hai aor jitnay be expert traders hai wo es baath pay ziyada focus daite hai k emotion ko har time control mai rakna chaheye khas kar trading k duran so jab humare leye koi cheez nuqsaan deh ho sakte hai humay chaheye k osko kabi be try na karay aor ziyada koshish kiya karay k osko ignore kartay rahay kesi be situation mai
    • #3 Collapse

      Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

      Exactly agr hum bht ziyada exited ho jayein gy ya hum over confident ho kar trading karein gy to hum forex me loss me hon gy.. Agr hum yeh chahty hain k hum trading me success hasil karein tou Hume bht ziyada exited ho kar trading nai karni chahiye q k sometimes hum apni excitement me apna e loss kar dete hain jis ka Hume andaazaa nai hota..
      • #4 Collapse

        Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

        jbbbbhe tradingg krtaii hain hum.too hmaiin jbb bhe faidaa ho rhaa hotaa haio too hmeshaa hee hum bhhtt zoada over excitedd ho jataiibhaiin aurr bhhtt aacha trader smjhnaii lg prhataii haiin hum iss ee khudd oy controlee nhee rehtaa haii to hum.loss kr behtaii hain waqtt py close nhee krtaii haiin tradeee ...isliyee kbj bhee over excitedd nhee hOna chaiyaiii
        • #5 Collapse

          Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

          Trading mei aap ko kabhi bhi over excited nahi hona chahye nah hi over confident hoa chahye ap ko chahye hota hy ky aap smjhdarj se apnj tradinv jari rkhain agar aap ko profit ho rha hai to b aap sabr ka muzahira karyn or trades karny mein bhut ehyyat se kam lain kyun ky yeh bht risky business hai aur ap ko kahin b loss hskta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

            Hamy zeada over ho knhamy kam jai kena chiya hamy chiya ham aona kam sahi trha sy hamjeht iyr ham aavu mhant k stah ham kam jry agr ham mhantk stah sabi trha sy ha kam kry gy to hambhir zeada acha kam kr sgty hy agr ham mhnat sahi key gy to bhot acha ham kamyab ho jaye gy mhant hamy krni chiya sahi trha sy
            • #7 Collapse

              Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

              Ji bilkul koi bhe cheez ho over excited over confidence etc.nuksaan he hota hey.so apny aap ko normal rakhein pir trade shru krin.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

                forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai jab kam kar rahy hoty hain to hamy excited nahi hona chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

                  forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex mai hamy bonus milny ky bad be excited nahi hona chahey forex aik famous business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex trading Karte Hain To Hamein aur excited Nahin Hona chahie Hamen Jab Bhi trading Karni Hoti Hai Hamein Soch Samajh Kar trading karna hota hai agar Hamsar samajhkar trading Karenge to Hamein Pakistan Forex Mein advocate bahut hi accha profit Hasil ho sakta hai thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

                      282 refrigerator Dekhenge Apne trading karte waqt aa jaibu net profit Hona start ho jata hai to Jhalawar excited ho Jate Hain aur Kabhi Kabar wo apne friend ko Apne loss ki taraf se Jaate Dekh Kar bahut hi are you so jate hain aur apne friend ko close kar dete hain aur Main Yahi kahunga Ke Jab Bhi aap trading kar rahe ho aapko thoda profit Hui Hai Jyada aap isme Jada excited Na Hua Karen aur planning ke sath Kiya Karen
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k duran ziyada over excited hona acha nahe?

                        forex aik online business hain hum is mai pairs or currency mai trading karty hain hum is mai agar over excited ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X