Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?
    Ik he pair mai ziyada trades open karna maire khyal mai sub say bari bewaqofi hoti hai q k sub investment ko ik he baskets mai dal daina kabi be ache baat nahe hoti same osi tarha ik he pair mai agar ap different type trades open kartay ho tu ap ik he pair mai stuck hojatay ho jeski waja say apka sara ka sara investment be zaya ho sakta hai lehaza kabi be ziyada trades ik pair mai open mat karay...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

    Belkul Bhai app sahe keh rahai Hain aik he pair Mai mukhtalif position open krna loss zyada krna hai ya correlated pair pe ikatay trading krna be na munasib hai hamai chaye ke aik pair pe aik he trade mukamal money management ke sath lagaye tb hm safe reh saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

      brother ap nay sahi sawal kia hay,maiaray khayal say hamko ziada pairs main kaam krnay say ziada best hay k ham aik he pair main kaam karain aur jub hamain kisi confirmations say markeet main order milay to hamko usi main entery laina chaye aur usi main he baar baar hamko entery laini chaye q k hamko us pair pay trust hay hamko usi main he kaam say faida hoga aur experience bhi barhay ga.
      • #4 Collapse

        Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

        Zahir see baat hai jab ik pair mai ziyada trades open hongay tu sub trades sirf ik pair ki movement par depends kartay hongay aor agar wo pair apkay trades k against mai chala gaya tu sub k sub trades apke leye nuqsaan ka bais ban jaengay esi leye ye baat bilkul droost hai k ziyada trades lagana sirf ik yani same pair mai kabi be ik ache baat nahe ho sakte so jab be trades lagao tu pori chanj partaal karnay k baad he lagaya karo
        • #5 Collapse

          Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

          aik he pairs main ziada rade open karna bohut risky hota hai kyon k jab ap ki trade loss main jaygee tu ap ko sari trade nuksan dain gay ager ap nay wo he trade aleda aleda pairs main lgai hongee tu ap ko kuch main profit mil raha ho ga aur kuch main loss mil raha ho ga iss leay ap ko aik he pair pay sab trade nahi lgani chaheay.
          • #6 Collapse

            Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

            Ji bikul aik hi pair per ziada trades open kerne se app ki her trade aik hi traf jaye gi is lie aik hi pair per ziada trades kabhi bhi open nai kerni chahiye kiun k ager us pair ki move down hui to app ki sari trades hi loss main ka ri hon gi balkay mere khayal se app ko aik time main ziada trades open bhi nai kerni chahiye yehi aik kamyaab trader k lie best hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

              Ji bilkul main apki bat se mutafiq hoo, agar ham ne zyada trades open karni hi hain to mukhtalif pairs par kar lain, laikn aik hi pair par zyada trades aksar loss deti hain aur waqat ka zya b hota ha, mere khyal mein hamain agar zyada trade open b karni ho to zyada se zyada 2 pairs par karni chahye, kiu is tarah aap un sab ki movement ko ache se analysis kar lo gy jab ke zyada pairs par analysis mushkil ho jata ha.
              • #8 Collapse

                Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

                G bhai ap ki bat thk ha hamaen aik pair mein itni ziada trades ni krni Chaye q k aik pair mein itni trades milti hi ni haen agr hm aisa krty haen tu ye aik bht berhi mistake ho ge hamari k hm baghair kisi trade k trading kr rahy haen forex mein tuka bazi ni chalti ye aik proper market ha juwa tu ni ha na k baghair sochty samjhny trade lga di es lye aisi ghalti kbhi na krean. Jis se ap ko nuqsan hi ho. Han agr achi trade mili ho tu achy lot size se hm aik hi trade laga sakty haen wo bhi risk ko dakhty howy
                • #9 Collapse

                  Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

                  Dosto mera khyal hai k agar ek he pair mem trade ki jaye to banda uska expert ban sakta hai jo k zyada profitable ho sakta hai. Han ye hai k bohat zyada trades ek he pair men open nahin karni chahye ta k sari investment ek he pair men na lag jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

                    ak he pairr meinnbjjt saree tradess nhee open krnee chaiyaiii...ak timee pyy waiseyy hhee ak he tradee lganee chaiyaiii...hmaiin haan agaar dekhaa jaii kk markett breakk hO gyee haii koi newsss a agyee haiii tOo phrr kabhii bhee moqqaa nhee zaiyaa nhee krnaa chaiyaiii....dsre tradee lgaa dainee chaiyaaiiii
                    • #11 Collapse

                      Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                      Belkul Bhai app sahe keh rahai Hain aik he pair Mai mukhtalif position open krna loss zyada krna hai ya correlated pair pe ikatay trading krna be na munasib hai hamai chaye ke aik pair pe aik he trade mukamal money management ke sath lagaye tb hm safe reh saktay hai
                      Yes dear hum ko forex trading me aik hi pair me trading ni krni chahiy q ka jb hum aik hi pair me. Zyda trading krty hai to hum ko is me loss ho jata hai hum ko phly aik trade lagani chahiy agr hum ko is trade me profit ho to pir hum ko dusri trade krni chahiy wo trade bi market ki movement ko dakh krni chahiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

                        Ji haan saragar Koi Pakistan Forex Mein kaam karta hai aur ek hai pair bahut jyada trade open kar deta hai to use bahut bada nuksan ho sakta hai lekin Hamesha Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye Hame chahiye Hamen Pakistan Forex Main Jab Bhi kaam karna hai ya trade open karni hai tu sabse pahle market ko bahut jyada analyses Karke Tere Main Apna naya trade open karna chahiye aur hum ISI se bahut accha profit cancel kar sakte hain aur Jyada trade bhi Hamen open Nahin Karni chahi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ik pair mai ziyada trades open karna kaisa hai?

                          Bro ap ki bat se agree krta hon kabhe bhe ek he pairs per ek he time per 2 ya 3 trade open na kren jesa ke ap ne example diya hai ager sare investment kise basket main dal dyen tu wo achi bat nahe ho gye or ap freez ho jaye gyen ek he jagah pe or confusion bad jaye gye hamesha ek he pair per 1 time he order lagaye or jo bhe order lagayen tu market ke trend ko zaroor analyses kren then ap forex se acha profit earn kr pao gye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X