Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?
    Aksar aisa sub k saat hota hai k jab wo kesi trade say loss kar jatay hai taab wo jaldbazi mai dosree trades laga daita hai takay jitna jaldi ho sakay wo apnay losses ko recover kar sakay lekan es kisam k situations mai sub kuch olat hojata hai ao already keye howay losses ko recover karnay k bajaye hum mazeed loss kar jatay hai es leye kabi be es kisam ki practice nahe karne chaheye ..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

    G Bilkul bro essa he hai loss recover krne ke chakar main ek tu jaldbazi boht hote hai or 2sre bat big lot size laga kr trading krte hain or jo capital hath main hota hai wo bhe loss ho jata hai kabhe bhe jaldbazi na kren yad rakhen greed ho kr trading krna means ke loss ko invite krna jitna ho sake apne knowledge main mazeed ezafa kren or practice kren demo per knowledge or experience kren jitna ziyadeh knowledge ap ke pass hoga ap profit bhe utna he acha earn kr saket ho
    • #3 Collapse

      Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

      Loss ko jaldi recover krnay ke koshish ka matlb hai mazeed loss karna agar loss ho Jaye to hamai chaye ke hm ossko jaldi recover krnay kelye na ke tukai ke trades lagay hamai market ko hamai ache opportunities dainay ka wait krna chaye agar hm emotion ko control krkai kaam karaingay to loss be recover hoga aur profit be hoga
      • #4 Collapse

        Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

        Loss k baad direct ik trade close karna apr dosra open karna kabi be apkay haq mai nahe ho sakta kii k aos time emotions aor decision power kafe ziyada uncertain hota hai aor agar ap aisa kartay hai tu mazeed losses ho sakti hai es leye maire khyal mai apki ye baat bilkul drost hai k direct trade open karnay k bajaee sabar o tahamul say kam laina chaheye aor wait karna chaheye achay aor perfect time k leye
        • #5 Collapse

          Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

          g han brother los sk bad aik tu foran recovery trade nahi lgani chaheay au big lot k sath recovery trade nahi lgani chaheay aksar new trader ye he galti karty hain jiss ki waja say unko loss hota ha jab bhi unko loss hota hai jaldi bazi main bgair analysis karty hoay wo double volume k sath trade open kar laity hain jis say aur ziada nuksan ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

            Jeevan Sara gane bahut bada bahut ho gaya hai to Hamein dusra date jaldi mein bilkul bhi open nahin karna chahie Agar Humse dusra test bhi jaldi mein open kar diya to ho sakta hai usne bhi Hamein bahut bada loss ho aur Hamara account Khatre Mein Jaye Agar Hame Apna account Bachana Hai To Mai Pakistan Forex Mein dusra trade tab Lagana chahiye Jab Main Market ke bare mein purandara ho jaye FIR Ham Pakistan post mein bahut accha profit Hasil kar sakte hain aur apna lahsun we recover kar sakte hain kar sakte hain thanks
            • #7 Collapse

              Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

              Waqie drust bat he yeh kch logo ko jab trading me loss hota he to unki igo heart hoti he or wo Anna ka masla Bana letay hain or phir jaldbazi mein or trade lga detay hain jo ghlt sabit hotay hain aisa ni karna chahiye soch samjh k or hosla k sath Kam kren
              • #8 Collapse

                Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                Forex trading main kuch asa members han jin ko jab loss hota ha tu wo ghusa main a jaty han or emotions k shikar ho jaty han or bari lot size sa trading kr k arr parr krna ki kushish krna lagty han asa traders ko hargiz asa kam ni krna chaiya bhalky hmesha emotions ko door rakh k trading krni chaiya
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                  G bilkul sahi keh rahe he aap k jab ek baar loss ho jai to us trader ki koshish hoti he k me jald se jald pana loss recover ker sakon or wo fori tor per dosri trading start kerta he jis se uaka or loss ho jata he is se bachne k liye aap sabar se kaam le or ahtiyat kare or thande dimagh se soochen k mene konsi mistakes ki he jis ki waja se mera loss ho gaya he, or dosri baat k koshish kare k apni trading ko stop ker de or us din mazeed koi trading na kare or Agle roz fresh mood k sath pehle market ko analysis kare sath news ko read kare signals ka wait kare or phir apni trading start kare. Jitna ho sake hum logon ko sabar se kam lena chahiye jiski waja se hum log loss se bach sakte he.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                    Aksar aisa sub k saat hota hai k jab wo kesi trade say loss kar jatay hai taab wo jaldbazi mai dosree trades laga daita hai takay jitna jaldi ho sakay wo apnay losses ko recover kar sakay lekan es kisam k situations mai sub kuch olat hojata hai ao already keye howay losses ko recover karnay k bajaye hum mazeed loss kar jatay hai es leye kabi be es kisam ki practice nahe karne chaheye ..
                    Yes dear agr hum ko trade me loss ho jay to hum ko dusri trade ni lgani chahiy hum ko trading dusri tb lagani chahiy jb market tazi se movement krti hai tb agr ap trade kry gay to ap ko profit zaror ho ga is liy trade hamsa market ko dakh kr krni chahiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                      Hamare yahan par kaam karte hue policy planning ke saath kaam karna Hota Hai Kuch Log Yahan Par daily Vashishtha kaam karte hain day training karte hain aur kuch Log Yahan Par night time working karte hain American section Mein kaam karte hain aur night time trading Karte Hain Jo Jana gas method hai wo hame dekhna Hota Hai ke market ke mood mein kis time par jyada ho rahi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                        forex aik online business hain hamy kabe be jald baze mai kam nahi karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                          g han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai ager ham ko loss ho jae to es baad jaldi main trade a laga den es waqt ham tenshion mai hote hai ager ham trade lagayen ge to ham sahe trade nahi laga payen ge aur ham ko loss ho ga trade ko es waqt lagayen jab hamara cool damagh ho.es waqt ham ko profit ho ga.,
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                            g han sir meraay khiyaal seey demo account kaa sub seey bara advantage yee heey keey hum begair koi loss kiyee hueey real account peey work kerr keey earning kerneey keey qabil benn jaateey hai forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa aur aap achhi earning leey sakeey geey
                            PAK ARMY ZINDA ABAD
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss k bad jaldbazi mai trade mat lagao?

                              Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai ghar armatrading karte hue loss ho raha hai aaram se recover karna chahte hain toh Hamein jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahiye Kyunki jaldbazi Se Hum Aur Bhi Rahoon decision Le sakte hain aur Hamara band Pahale Se he confused Hoga hamein chahiye ki hum market ko achi Tarah Se Na Lage karne ke liye Pehle Apne mind ko fresh Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X