Trading k leye time management be zarore hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k leye time management be zarore hai?
    G bilkul har trade k leye time management ki zarorat hoti hai bina proper time management agar trading kee jaee tu maira nahe khyal k wo kamyab ho sakta hai q k agar apko pata ho tu sub say mushkil kaam perfect time par trade lagana hota hai es leye jitna focus ap time ko manage karnay par daingay otna he apke trading ka result acha ayega so ziyada say ziyada koshish karay takay behtare ho apkay leye...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k leye time management be zarore hai?

    G belkul Bhai app sahe keh rahai Hain time ka forex trading ke oper aik gehra asar parta hai Mai. Samajta hn ke agar app koye aur kaam kartay Hain to oss time appko belkul be trade nhe krna chaye kiun ke app ka Sara rujhan oss time market pe nhe hota balakai app ka zehan divide hua hota hai jis ke waja say app sahe trafing nahe KR sakaingay agar app koye aur kaam krtay Hain to trading kelye wo time mukhtas KR dai jis time app belkul free ho
    • #3 Collapse

      Re: Trading k leye time management be zarore hai?

      Bilkul teeek kahan hai apnay trading k leye time management lazim hai jab ap mai time ko manage karnay k skills hongay tu maira yaqeen hai k ap apni trading ko behtar tareeqay say kar saktay ho kiu k achay trade k leye right time ko pick karna hota hai aor ye taab hoga jab ap mai ye skills mojood ho
      • #4 Collapse

        Re: Trading k leye time management be zarore hai?

        Jeevan Sara Graham Pakistan Forex mein bahut accha trading karna chahte hain tu hamesha ke liye bahut hi jyada mehnat karna hoga Agar Hum mehnat Nahin Karenge To Ham Pakistan Forex Mein Ek accha trader bilkul bhi nahi ban Sakte isiliye hamein chahiye kya main Pakistan Hoon Main Jab Bhi Apna trade open karna chahi to Hamein market ko Jarur analyses Karke FIR Trading Company chahi ISI Tarah Hum Pakistan Forex se bahut accha perfect cancel kar sakte hain aur hum Pakistan Forex mein bahut hi jyada Kamyab trader Ban sakte hain thanks
        • #5 Collapse

          Re: Trading k leye time management be zarore hai?

          Ji bilkul forex trading aik achi earning dainay wala business hy lekin is main achi earning sorf usi ko milti hy jo achi learning or knowledge hasil kerne k baad trading karay or proper timing k sath trading kray kiun k forex trading main time management ki bht ahmiat hy achi trading k lie achi timing daina bht zaroori hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading k leye time management be zarore hai?

            As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein Kamyab hone ke liye Hamein time ki management bahut zaroori hai Hi Agar Hum Forex trading co time ke sath knowledge aur experience increase Karenge Jitnazjyada mehnat Karke time spend Karenge Hum Itni achi earning milegi Agar ham time ke sath kaam Nahin Karenge time se trading Nahin lagayenge toHamein bahut zyada nuksan hogaAgar Hum time ke sath Soch Samajh Kar trading lagayenge analyses Karke Tu Hamein main bahut acchi earning milegi aur kamyabi Hogi
            • #7 Collapse

              Re: Trading k leye time management be zarore hai?

              forex mai kam karny ky liye time management zarore hain forex aik bohat bara business hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is mai part time ya full time trading kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading k leye time management be zarore hai?

                agar hum ache trading karna chatey hain to hamy time management karne chahey forex aik online business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k leye time management be zarore hai?

                  agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy money management karne chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k leye time management be zarore hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                    G bilkul har trade k leye time management ki zarorat hoti hai bina proper time management agar trading kee jaee tu maira nahe khyal k wo kamyab ho sakta hai q k agar apko pata ho tu sub say mushkil kaam perfect time par trade lagana hota hai es leye jitna focus ap time ko manage karnay par daingay otna he apke trading ka result acha ayega so ziyada say ziyada koshish karay takay behtare ho apkay leye...
                    Acchi trading karne ke liye time management karna bhi bahut jyada Jaroori hai agar aap acchi money management Karke trading nahi karte to aapko loss hone ke chances bahut jyada hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k leye time management be zarore hai?

                      bhi trading main time management bohat hi zaruri ha jb koi b new person trading main ata ha wo time management pr tawajo bilkul b ni deta or loss kr k beth jata ha usy sirf ya hi hota ha market sell jay gi ya buy or wo ata ha market ko 5mnt daikhta or market main enter ho jata ha jis sy us k 95% loss hota ha jo us ny time management ni kia trade krny main agr trading main kamyabi hasil krni ha to time management pr bohat kam krna pry ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k leye time management be zarore hai?

                        forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X