choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.
    dear friends ap ko choti say choti misstake ko normal nahi laina chaheay jab bhi ap apni kisi choti galti ko bhol jaty hain ya ignore samjhty hain tu wo aik din ap say bara nuksan karwati hai jiss say kap ko ziada nuksan ho skata hai iss leay apni choti say choti misstake ko normal nahi laina chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

    dear bro forex trading main mistakes to hoty rehty hn lkn jo traders mistakes ko ignor kerty hn wo seekh ni paty aur mazeed mistakes kerty hn is liy apny mistakes ko ignor mut kren bulkey in mistakes ki reason ko talash kren aur phir in mistakes ko repeat na kren
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

      Ji bilkul forex trading aik bht critical business hy is main app ki choti si mistake se app ko big loss ho sakta hy is lie trading kertay huay kabhi bhi apni choti si mistake ko bhi ignore na krain kiun k jab app mistake ko chota samjhain gay or ignore krain gay to choti choti mistakes app ki rotuine ban jaye gi jis se app ko big loss ho sakta hy
      • #4 Collapse

        Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

        yes dear ap sahi ketay hain k agar hamko lose kis chotay reason say hota hay to hamko usk liye usay ignore nai krna chaye k yeh bahut choti mistake hay jo hamara kuch bhi nai bigarr sakty hay aur agar ham usko wahin say kaboo krtay hain to ham next k liye us chotti mistake say bhi lose hasil nai karaingay balk wo bhi profit main change hona start ho jayege aur kamyabi k darwazay hamaray liye aur bhi asaan ho jayengay.
        • #5 Collapse

          Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

          G bilkul ap.ki bat tight hay m humain apni mistakes se seekhna chaiay aur unhe darguzar bilkul Bui nai karna chaiay Jo log apni mistakes ko follow karte Hain aur unhe improve karte hai wohi asal.main success hasil Kar oate Hain aur aik ache trader ban oate Hain Ayr jo.log apni mistakes ko darguzar Kar dete Hain wo kabhi bhi successful trader ya business men nai ban pate
          • #6 Collapse

            Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

            jab tak mere paas confidence Nahin Hoga Hum Kabhi B S Chatterjee nahi bana sakte hain strategy Kabhi Bhartiya Chauhan running karte hain running karne ke liye strategy model hairstyle CG ke liye Hamare Paas working experience for skills car on a large scale Samay strategy Banane Mein mobile Jyada confidence provide Karti Aur Rasta dikhti hai
            • #7 Collapse

              Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

              Forex mein tou ghalti ki bilkul bhi gunjaish nahin hai aap iss mein choti si bhi ghalti kertay hain tou uss sae bhi aap ko bahut bara loss hota hai aur phir aap sochain kay agar aap koi bari ghalti kerain gay tou uss sae aap ko forex mein kitna zayada loss ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain chotay mistakes hamesha baray nuqsan ka sabab bnti hai hamai chaye ke apni trading life Mai chotay chotay mistakes ko be dhond ke ossko khatam karai agar hm chotay mistakes ko ignor krtay rahaingay to aik din ye hamai bara nuqsan dai skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                  ap naay bilkul sahi kaha hai k hamein forex market main kisi bhe mistake ko chota ya barra nahe samajna chahye baalkay hamein chahye k ham log har galti ko importance dain or os py qabo dalnay ki try karein so that ham log os ko correct kar k behter results hasil kar sakein,dear fellow agar ham forex main kisi point ko miss karein gay tu phr hamein kafi damage hota hai
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                    G bhai ao thik keh raha hain ager ham koi bhi kam kerty hain tu ham sy koi na koi mistakes ho jati hain tu tu us ko ignore tu ham kr daty hain lakan kerna nai chahyae kio chuti sii miss sy ham ko bra nuqsan ho sakta ha. Forex trading ak risky business ha as main bahut ziyada ap ko ahtiat kerni ho ap ko chuti sy chuti mistakes ko qabo main rakhna ho ager ak insan ho bhi jati ha tu as ko dubra repeat nai hona chahyae kio phr wo ak adat ban jati.
                    • #11 Collapse

                      Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                      Yes bro you are right sometimes hum mamoli c ghalti ko ignore Kar detay hain or ziada tawajoo ni de patay es liye Bari mistakes paida honay ka andesha ho skta he
                      • #12 Collapse

                        Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                        bhai aap theak keh rhay hain apni mistakes pe nazer rakhin or koshish karin un ko theak karin un ko dobara se naa dhorain is se aap ko bhot faidaa ho gaa agar ap apni mistakes ko ignore karo gy or us ko theak nahe karo gye to wo kal ap ko bhot bara nuqsan de ge jis ki recovery karni bhot moahkill ho jaye ge apni ghaltiyon se seekhin tab he ap seekh pain gy
                        • #13 Collapse

                          Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                          Bilkul trader ko chahiye apni har mistake ko dekhy us py research kry us k pichy ki wujuhat nikaly apna paper work intact rakhy har ghalti ko note kry aur us k counter actions ly ta k ainda kbhi aisi ghalti dubara na ho ek ghalti ko dubara dohrana bewaqufi ki alamat hai aur choty loss sy Bry loss ki traffic ky jany Wala kam hai agar choti choti ghaltiyan Kar k chorta rahy ga to bri ghaltiyan hon go aur ye bhi ho skta hai k in choti choti ghaltion sy do din apna Sara balance ura bethy aur bri ghalti ka moqa Tak na ay
                          • #14 Collapse

                            Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                            G bilkul jb bhe ap kisi mistake ko ignore krty han tu ap dekhty han k wo mistakes agy ja k bari ho jate han or unko phr thek krna muskil ho jata ha is tarha forex trading main bhe ap ko apni mistakes ko shuro shuro main he handle kr lena chaiya r una dpor krna chaiya taky ap next time wo mistakes na kro or na e wp kabi ap k bss sa bhar ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: choti misstake ko ingnore karny say big misstake paida hoti hai.

                              Ji Haan saragara Mein Chhota Love Ho Gaya Hai To Hamein aage bilkul bhi trade open nahi karni chahiye Kyunki Agar Hum Aage Apna naya trade open Karenge to Hamein bahut bada nuksan ho sakta hai isiliye hamein chahiye Hamen Pakistan Forex Mein tab tak duper nahin karna chahiye Jab Tak Main Market ka pura pata nahin ho jata ki market Hamari Taraf Aayegi Aur Hum baad mein Laga sakte hain FIR Hum Pakistan se bahut accha profit Hasil kar sakte hain aur Apna loss record kar sakte hain thanks thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X