small capital per trading risky hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    small capital per trading risky hoti hai
    Dear members, Forex main agar ka bonus ya capital small ho to us per trading ziyada risky hoti hai aur agar capital ziyada ho to risk kam hota hai..small capital main trader ziyada sy ziyad profit earn karny k chakar main lot size ziyada use karta hai jis ki wja sy agar us ki trade thori si loss main jati hai to dobara entry point per any sy pehly us ka account wash ho jata hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: small capital per trading risky hoti hai

    Dear brother forex trading men hamesha apnay account capital k hisab se trading karni parhti hey kiun k agar capital thora hey aur trade bari laga den tu loss ki surat men account wash bhi ho sakta hey iss liay small capital pe small lot size ko use karen ta k agar acha profit nah mil saktay tu ziyada loss bhi nah ho aur account bhi safe rahay
    • #3 Collapse

      Re: small capital per trading risky hoti hai

      G Bhai app kise had Tak sahe keh rahai Hain lekin agar app ke pas knowledge aur experience hai aur app mukamal money management ke sath trade krtay Hain to mairay khyal may capital zyada ho ya km wo matter nahe krta app market say earn KR saktay hai
      • #4 Collapse

        Re: small capital per trading risky hoti hai

        dear bro forex trading main jitna shota account ho ga utna hi ziada risk ho ga aur jitna bada account ho ga utna hi ap ka account safe rahy ga lkn is ke ilawa ager ap ke pass asha experience and knowledge hy to phir ap small deposit se bh earning ker sakty hn
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: small capital per trading risky hoti hai

          Absolutely trading main capital ki hi bht ahmiat hy jab capital ziada ho to hi achi trading ho salti hy lekin capital kam ho to us main trading bht risky hoti hy is lie humesha apna capital barha ker hi trading krain takay app ko achi earning milti rahay or app ko acha profit hasil hota rahay
          • #6 Collapse

            Re: small capital per trading risky hoti hai

            unko knowledge provide karte rehna chahiye Taki unko Kisi Ko face Na Karna Pade aur ke sath ameyaa dekh lena chahiye kya Hamare account Mein Kitni Achi aur Kitni limit ki currency available liquid kitni hai capital Kitna available hai itna Jyada Mere account mein captain available Hoga uske saath kar sakte hain Agar capital ka mahatva par definitely investment Karenge
            • #7 Collapse

              Re: small capital per trading risky hoti hai

              dear ager ap money mangement ko follow karty hoay kisi bhi account par kam karty hain khua wo chota account ho ya bara account ho tu ap ko uss main risk nahi hota ha jab bhi app bgair rules k kam krty hain tu uss main ap k pas ziada risk paida ho jata hai jiss say chota account main loss hony ka khtra bhar jata haiis leay ap ko sirf rules pay kam karty hoay koi bhi tention nahi hoti
              • #8 Collapse

                Re: small capital per trading risky hoti hai

                you are right that hamara size of gain directly link hai k hamara trading capital kitna hai ,agar hamaray pass balance kam hoga tu hamein os py zaida trade nahe lagani chahye kion k es say risk barh jata hai jab k agar ham balance k hisab say he lot mass select kartay hain tu phr ham stress free trading kar saktay hain
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: small capital per trading risky hoti hai

                  G han sir ap nay bilkul thek kaha hay, small capital k sath trading karna bahut risky hota hay q kah jab koi trade loss main jati hay to small capital ki waja say account wash ho jata hay but agar capital bara ho to account wash nai hota aur trade ko profit main anay ka moka mil jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: small capital per trading risky hoti hai

                    g han bhai forex main achi trading k lye boht zarori hai k hara ccount boht acha ho or big ho aghr hmra account he chota hoga tu humari trading main yah fear hota hai k aghr hmain loss ho gya tu hmara account wash ho jay ga tu zarori hai k apny account ko big karen os k bad trading karen ta k apko account k wash hony ka dar na ho or ap achi trha se trading kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: small capital per trading risky hoti hai

                      agar humary pass small balance hay to agar hum esko sahi say money management kay rules ko mady nazar rakhty huway trading karen gay to he humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay es business main sahi say time daina chahiye aur seekhan chahiye ye achi trading sabar say kam lenay main he faidamnd hoti hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: small capital per trading risky hoti hai

                        forex aik international business hain hamy is mai small caital tab rahkna chahey jab hum forex mai new hon forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: small capital per trading risky hoti hai

                          capital ko high rahkna ho ga to he hum market mai run kar ky acha profit gain kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain is mai hum agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: small capital per trading risky hoti hai

                            small i think esy khaty han matlb kay lot siz kam ho or humay koi tenshon na ho so humay her hal main chia lot siz ko chota rkhay jis say humay fida b ho or loss say b bach jay capital shyad zida lot zsiz ko khaty ha jo kay bhot he riski ha or zida loss b dy skhti ha agar ap kay luck nay ap ka sath na dia to
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: small capital per trading risky hoti hai

                              bhai jan ap ne es k bary m bilkul thek kaha hy kh small capital k sath trade krna boht risky hy es se loss bhe ho skta hy big capitl ki waja se account wash ni hota aur small capital se account k wash hony k chances boht zeyada hain aur esk elawa money management k bary m information honi chaye tb he ap forex m kamyab ho skty hian

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X