deaar friends ye post asy trader k leay jin ko dmeo main profit hota hai aur real main loss hota hai usski wjaah yeh hoti hai jab wo dmeo par kam karty hain tu apna acount big capital k sath oepn karty hain aur unko mzak main trade karty hain jab k wo real main jab kam karty hain aik tu unka capital kam hota hai aur aik wo real ko demo ki tra big lots k sath kam karty hainn jiss kii waja asa hota ha iss leay jab tak apny demo ko account ko real smajh kar nahi karin ap ko forex main acha experince nahi mil saky ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим