fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain
    jee dosto main apko aj fundamental analysis kay baray main btata hon ky kaisay analyse kiya jata hai for example ap kay pas ek pair euro/usd hai agar ap daikhty hain hai america main berozgari ki ratio ziyada hai yaa majmuii paidawar main kami hui hai yaa bramdaat main kami hui hay to eska matlab dollar weak howa hai to euro strong howa hai to ham euro buy krain gy and agr dollar strong howa hai to hm euro/usd ko sell krain gy ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: amjad1 پيغام ديکھيے
    jee dosto main apko aj fundamental analysis kay baray main btata hon ky kaisay analyse kiya jata hai for example ap kay pas ek pair euro/usd hai agar ap daikhty hain hai america main berozgari ki ratio ziyada hai yaa majmuii paidawar main kami hui hai yaa bramdaat main kami hui hay to eska matlab dollar weak howa hai to euro strong howa hai to ham euro buy krain gy and agr dollar strong howa hai to hm euro/usd ko sell krain gy ..
    Assalamualaikum fundamental analysis of used country k economy ko analyses karne ke bad aapko Pata Chalte Hain I mean agar aap USD ke kisi pair ke sath trade kar rahe hain to aapko USA ki economies zaroor check karna Hogi tab hai aap ek successful trade Laga sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

      G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain fundamental analysis ka Matlab kise mulk ke syasi iqtisadi aur baqi halat ko daik Kar analyse krna ke currency ke Kya state hoge agar kise mulk Mai berozgri ke ratio zyada hai to currency ke qada km hoge agar berozgri ke ratio km hai to waha ke currency uper jayege
      • #4 Collapse

        Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

        Fundamental analysis news aur economic data ke base per kiya jata hai . traders kisi b currency say related major economic news , political news ko follow karty hain aur iss ke base per kisi b currency ke future price ko predict kar kay trading karny ke try karty hain. Fundamental analysis kay liye news aur data ke bohot importance hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

          analyze ko zindagi kay har department me bohat hi ahmiyat hasil hay aur jo log acha ilam rakhtay hain aur es kay bary me acha tajurba hota hay wo market ki movement aur aany wali news ko sun kay andaza lagatay hain kay furture me market ki position kaya ho gi
          • #6 Collapse

            Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

            g ha ap ne buhat acha sawaal kiya hy fundamental enalysis wo hota hy jis se ap ki markite ko nuqsaan na puhanchaye or is se ap ko koi loos bhi na ho is liye har markite waly analys karty hy is liye is se un ko koi nuqsaan bhi nahi hota or wo loos se bhi bach jaty hy is liye men kehta hun k har markite waly ko analysis hi karna chahiye ta k un ko koi paroblam no ho saky
            • #7 Collapse

              Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

              hamain is forum main fundamental analyse kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi emtoion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karny main bi ko iprblm na ho saky gi aur hamain expericne ho ga tab hi huma chi trade karein gay
              • #8 Collapse

                Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

                hamain analsye kar k hi trade karni ho gi at k earn karein gay aur hamain anlyse kar k hi hum perform karny main bi asani ho saky gi aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi humsucess hon gay aur hamain market main bi greed ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum trade karny main bi asani ho saky gi tab hi hum run karein gay ta k earn ho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: fundamental analysis kiya hota hai kaisay analyse krty hain

                  haamy fndamental analysis ko learn kara ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live trading kar sakty hain forex ami hamy analysis ko kabe be ignore nah karna chahey hamy soch samj kar is mai risk lena ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is maai apny boss ap he hoty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X