Overbought and oversold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overbought and oversold
    RSI technical indicator ko me es ley use karta hay ye indicator technical base par market ka oversold aur overbought condition ka bata sakta hay, agar market ko overbought aur oversold condition ki conformation large time frame me ho jaye to long aur short term key orders me bahot zeyda profit ho sakta hay, hamy kabi be overbought aur oversold condition key against trades ki opening nahi karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overbought and oversold

    Aap ke baath sahee hay dear brother lekin RSI par Mera ye experience hay ke jab be oskay hisaab say trading ke hay wo hamesha loss may he rahe hay kionka ek pair jab oversold ya overbuy may jatha hay tho oska trend ban chuka hotha hay our trend k agenst trading karnay may hamesha loss he hotha hay.
    • #3 Collapse

      Re: Overbought and oversold

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      RSI technical indicator ko me es ley use karta hay ye indicator technical base par market ka oversold aur overbought condition ka bata sakta hay, agar market ko overbought aur oversold condition ki conformation large time frame me ho jaye to long aur short term key orders me bahot zeyda profit ho sakta hay, hamy kabi be overbought aur oversold condition key against trades ki opening nahi karni chaye.
      Assalamualaikum Forex trading hi nahi balki agar aap Kisi bhi Business mein overbought ya over sale Karte Hain Tu Iss main aap ko nuksan ka Samna karna padta hai Kyunki aap Hamesha Apne capital ke mutabik apne lot size ko set Karen tab hai aap Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Overbought and oversold

        Forex mein market aksar over bought aur over sold hoti rehti hai aur aap nay dekha bhi ho ga aur suna bhi ho ga aur iss ka pata aap ko RSI indicator sae achi tarah ho jata hai aap iss cheez ko samajhain kyun kay aksar traders yehin per hi ghalti kertay hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Overbought and oversold

          over bought aur over sell ko cehk karny k leay hmesha ap ko big time frame use karna chaheay ager ap RSI bhi use kar rahy hain tu ap ko kam say h4 ya daily chart par RSI lgana chaheay kyon k ye time frame ki accuracy achi hai aur ap ko fake movement kam he milti hai is leay jitna time frame big ho ga utna he fake signal kam milyga.

          اب آن لائن

          Working...
          X