Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?
    Dear forum Members boht se essy bhe trader hain jin hain thori confusion hote hai ke wo starting main gold or Oil per trading kr paye gyen Ya Nhe tu jawab hai (Han) har koie trader Gold Or Oil Per trading kr sakta hai laken boht kam he log hote hai jo in 2 pairs per profit earn kr pate hain kyn ke in 2 pairs ki market ziyadeh move hote rehte hai or boht he mushkil se trader in ke trend ko analyses kr pate hain ager koie newbie hai tu starting main in 2 pairs per trading na kren koie aam he pair chose kre jis per spread bhe kam ho jesy ke eru/usd gpb/usd etc or hard work ko continue rakhna chahye bhaly ap ke pass kitna bhe experience ho yad rakhen hard work ap ko perfect banata hai or demo per he oil or gold per trading kren or in 2 pair ke trend ko sirf demo per samjhe first main jub ap ki grip mazboot ho jaye in pairs ke uper then live per in pairs per trading kren then ap acha profit earn kr paye gyen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

    dear bro forex market main subh se difficult trading oil and gold ki hoty hy new traders ke pass chon ke experience aur knowledge kum hota hy wo market ki movement ko ni samjh sakty is liy in ko gold aur oil per trading ni kerny chay pehly in ko experience aur knowledge hasil kerna chay
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me agr new trader with out experinece agr gold or oil me trade lety han to un ko loss he hona hai lehaza mera mashwara un ko ye he hai kah un ko pahly achi tarha experince hasil karn lena chaye us kay bad he is me trade leni chahye
      • #4 Collapse

        Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

        dear brother forex trading waisay he complicated business ha lekin forex trading mn crude oil aur gold sb sa ziada dangrous pair hn khas taur pr new traders k liay keun k unkay pass koe khas trading experience naen hota aur in pair ki movement ka andaza naen hota to woh bahot jald apna account wash krwa detay hn
        • #5 Collapse

          Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

          Dear gold aur oil mein trading kerna sirf mushkil hi nahin balkay bahut zayada costly bhi hai aur newbies ka iss mein survive kerna bahut mushkil hai iss kay lye bahut zayada knowledge aur experiance chahyea hota hai jo kay newbies kay pas nahin hota iss lye unn ko currencies mein trade kerni chahyea
          • #6 Collapse

            Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

            Dear friends, gold aur oil par trading karna kisi k leay bi asan nai hay sirf bahut zayada senior traders hi en ki movement ko samajh kar saktay hain aur trading kar k profit earn kar saktay hain but agar koi new traders gold aur oil par trading karta hay to us ka account wash ho jata ha but woh profit earn nai kar sakta.
            • #7 Collapse

              Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

              G Dear apki bat sahi hai gold pe trading to har koi kar leta hai lakin in se acha profit earn karna bahut mushkil hai is k lye ek to apko bahut knowledge chahiye aur us k sath sath apke capital bhi zayda hona behad zaroori hai agar apke pas capital kam hoga tab bhi ap ache trading nahi kar painge in pair pe
              • #8 Collapse

                Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

                G brother aap sahi keh rahe he agar Gold or Oil ki field me trading kerna itna mushkil he to new members ko chahiye k in dono fields se door rahe to hi behter hoga kio k new members k pass itna bonus nahi hota k wo loss ko bardasht ker saken. Is liye agar in dono fields me loss k ziada chances he to phir hame kisi or pair me trading kerni chahiye jis se hame profit ho loss nahi.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

                  New ne wtrader k luyavold our oil pr trading nai krni chiyain my sab sy zeada loss in my hi hota hy in my kbhi hhi gold oil ya sab paire pr trading nai krni chiya in my bhot zeada loss ho jata hy hamra is luya in my hamy kbhi bhi trading nainkrni chiya new new ko our eurusd pr knrlrni chiya us my loss zeada nai hota hh
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

                    G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain trading bnda har currency pair commodity aur metal per KR sakta hai lekin kise market ko janay Bina oss Mai trade nahe krna chaye gold aur oil do aise markets Hain jinka spread be zyada hota hai aur iss Mai movement be zyada hote hai lehaza hamai pehlai unko sahe samjna chaye pir trading krni chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

                      mera khyal hai k aghr tu new trador full knowledge rakhty hain trading se related yah un ki itni capbility hai k wo har pair main trading karny kar skty hain tu un ko definatelly trading kar leni chahye en pairs main q k forex main jo bahtr kam krta hai wohi eraning hasil krta hai or aghr new trador main itni himat or ability hai tu wo gold oil main bhi trading kr skta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

                        agar hum forex mai new hain to hamy oil mai or gold mai kam nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad saber karna chahey hamy expert ban ky forex mai mahent sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache eanring hasal kar saky gy is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Newbie ke liye Gold or Oil trading krna asan hai?

                          agar hum forex mai new hain to hamy gold mai kam nahi karna chahey ky is mai kam karna risky hota forex ak legal business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wal businss hain oil be aik risky pair hain hamy expert ban ky in mai kam karna chahey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X