Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe
    Dear forum Members Many kafi dafa ye dekha hai baz trader boht he hard worker hote hain sara sara din trading krte hain or jaha se bhe knowledge milte hai wo hasil krte hain laken baz dafa ye bhe dekha gya hai ke wo jaldbazi boht he krte hain Intzar nhe krte hai or Lalach main aa kr trading krte hain wo samjhte hain ke time profit earn kren gyen laken essa Bilkul bhe nahe hai jub tk ap Intzar nhe kre gyen tb tk ap profit earn nhe kr paye gyen kyn ke trading ose time per krne chahye jub market ap ko full signal de rahe ho or ap ki trade ka wining ratio 90% hona chahye yad rakhen thora sa Intzar ap ko acha profit de sakta hai or thori se bhe jaldbazi ap ko acha loss de sakte hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

    G han brother ap nay achi bat ki hay, bahut saray traders mehnat kar k achi tarah forex ko learn kartay hain but phr bi un ko loss ho jata hay q kah woh sabar nai kartay aur jald bazi main aa kar trade open kar letay hain jo ghalat direction main open ho jati hay aur un ko loss ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

      g jhan han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear me samjhta hon jis tarha ek hath me panchon ungliyan ek jesi nhe hoti thek aesy he har banda ek jesa nhe hota har ek ki apni apni tabyat alg alg hoti hai forex me ab jo log sabr sy kam lety han wo kamyab ho jaty han or jo lald bazi ka muzahera karty han wo na kam rahty han
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

        dear friend apki bat bilkul theak ha aksr dost forex trading mn bahot mehnat krtay hn aur forex k baray mn achha knowledge aur experience bhi gain kr letay hn aur phir bhi nakam ho jatay hn uski waja yeh ha k woh achhay waqt ka intazar naen krtay aur betuki trade lga detay hn
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

          Gee haan aksar members forex mein bahut zayada mehnat ker rahay hain lakin unn ki mehnat uss waqt bilkul zaya ho jati hai jab woh forex mein beghair intezar kay jaldi mein trade lagatay hain aur apni sari mehnat per pani phair detay hain aur loss ker bethtay hain tou phir aise mehnat ka kya faida
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

            Agar ap mehnat karty hai to ap ko chahiye k ap wait kary agar ap wait nahi kary gy to ap ko profit b nahi mily ga is liye ap ko mehnat k sath sath wait b karna seekhna hoga q k har waqt trading nahi kar sakty ap.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

              G bilkul bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me agree krta hun apki bat se kun k forex me sbr krna bht zaruri hy agr hum trade start krty han or intezar nhe krty to phr ham phr ziada loss k dar se apni trade close kr dety han jo k loss me hoti hy lakin agr hum thora sa wait kren to phr hamari wohi trade hamen acha profit dy kr jati ht
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hardluck پيغام ديکھيے
                G han brother ap nay achi bat ki hay, bahut saray traders mehnat kar k achi tarah forex ko learn kartay hain but phr bi un ko loss ho jata hay q kah woh sabar nai kartay aur jald bazi main aa kar trade open kar letay hain jo ghalat direction main open ho jati hay aur un ko loss ho jata hay.
                Yes dear me agree krti hu ap ki bat se but dear hum ko trade hamsa market ko dakh kr krni chahiy agr hum trade market ko dakh kr kry gay to hum ko loss ni ho ga blky profit ho ga or trading krty wakt hum ko greedy ni krna chahiy kuch log greedy me a kr trade krty hai or in ko loss ho jata hai but asa ni krna chahiy hum ko trade achy or fresh mind se krni chahiy market ko dakh kr trade kry
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                  Jaldbazi Ka Gaon Shaitan ka kaam hota hai isliye Hamein jaldbazi bilkul Nahin Karni chahiye aur Hamesha Sadar se kaam Lena chahi Sabar se kam Kiya vah Hamesha fayda deta hai aur Hamein Hamesha Intezar Karna chahi ki Jab Bhi Hamen achha mauka Mile entry. Ka to fix a trading Lagani chahiye kisi lalaj ke bagair Chhoti Chhoti lot Lagani chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Masoom1 پيغام ديکھيے
                    Dear forum Members Many kafi dafa ye dekha hai baz trader boht he hard worker hote hain sara sara din trading krte hain or jaha se bhe knowledge milte hai wo hasil krte hain laken baz dafa ye bhe dekha gya hai ke wo jaldbazi boht he krte hain Intzar nhe krte hai or Lalach main aa kr trading krte hain wo samjhte hain ke time profit earn kren gyen laken essa Bilkul bhe nahe hai jub tk ap Intzar nhe kre gyen tb tk ap profit earn nhe kr paye gyen kyn ke trading ose time per krne chahye jub market ap ko full signal de rahe ho or ap ki trade ka wining ratio 90% hona chahye yad rakhen thora sa Intzar ap ko acha profit de sakta hai or thori se bhe jaldbazi ap ko acha loss de sakte hai
                    Assalamualaikum Ji Bhai Forex trading main hard working to Sabhi karte hain lekin jab tak aap patience ke sath Forex trading Nahin Karenge tab tak aap ko accha profit Hasil nahi ho sakta acche profit ko Hasil karne ke liye patience bahut zaroori hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                      G Dear apki bat bilkul sahi hai aksar aesa he hota hai k acha knowledge hone k bawajood bhi loss hota hai us ki waja yehi hoti hai k log sabar nahi karte market ko sahi se analyis nahi karte aur jaldbazi main a k unko lagta hai k wo acha profit earn kr lenge aur phr hota ye hai k bahut loss ho jata hai unko
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                        Brother theek keh rahe he aap k hum log ziada mehnat to karte he lekin us mehnat ka koi faida nahi ho sakta jab tak aap ek ache time ka wait nahi karte or jaldbazi me apna loss ker dete he or us k sath sath apna account bhi baz dafa wash kerwa dete he is k liye zaroori he k hum log ek ache tareeqe se market ko watch kare or news ko dekhen us k baad signals ka wait kare or us k baad hame trading kerni chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                          hanji dear ap bilkul sahi kah rahy hai ap ki post main new trader k leay aik motivation bat boli gai hai ju k aik new trader ko achi tra say isko parh kar isko amal karna chaheay iss main jald bazi say kam nahi laina chheay balky iss main ap ko pehly achi tra say market ko analysis kr k confiramtion ko diakh kar phir he order lgana chaheay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                            Ji bilkul koi jaldi nahi honi chahiye pehly araam sakoon se cool mind se situation dekho pir shru kro. Session dekho pir start kro
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat Bhe Krte hain or Intzar Nahe

                              bhai ap ny theak kaha jaldi ka kam hamesha shitaan ka hota hai. traders ko chahy k wo mehnat krny k sath business k basic rules ko b yad rkhy. jesy hr kam mai jaldi nhi krna etc. mehnat ka phal mitha hota hai. r agr trader thorda sabar sy kam ly to wo bohut bardy loss sy bach skta hai or wo profit hasal kr skta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X