80% of Forex market is controlled by just 10 participants

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Main aap sey agree karta hoon keh forex market ziada tar kis key control main hy. Lekan hum small investors hain aur hum ney small equity sey trading krna hoti hy. Is leye hum just apni trading par dhayan dain aur jis taraf ko market move kr rahi hy, usi taraf ko trades lagayen takeh profit earn kr sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex market kisi k hath man nae ha yahan world ki top currencies or metals ki eja say buhut fast movement hoti ha jis ki weja say loog ye samjhty han k forex ku koi chala reha ha
      • #18 Collapse

        Aap ki thread main haqeeqat ho sakti hy aur yeh high level ki batain hain. Hum small investors hain aur hamain just apni trading par dhayan dena chaheye keh profit par dhayan dena chaheye. Market main changes ki different reasons hoti hain big investors jab chahtey hain market ko reverse kr letay hain, jis sey small investors ko loss ho jata hy.
        • #19 Collapse

          g aap ki baat theek hy main aap ki baat sy mukammal ittefaaq kwerata hoon is markit main jo mean diposter hain wo markit ka rukh change kr daity hain
          • #20 Collapse

            participants ki waja se market controller nahi ho sakti hay, mujy es bary me bilkul b knowledge nahi hay mery khayal me to profit ham es business me mehnat kar k hi kama sakty hey
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Aslam o alikoum dear brother ye to aap na buhat hi useful information share ki hai. aur mujay ye information par kar bara shock laga hai kay 10 banks 80% trades ko control kertay hain. but hamay is say profit kamanay kay liay kia kerna ho ga ye aap bata a .

              اب آن لائن

              Working...
              X