Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai
    Doston ak successful trading ky liye zarori ha ky humein ak Acha knowledge or experience ho or humein trading rules ka bi pta ho agr en sb par hum skills hasil kr lein gy to hum ak successful trading kr sakty hein forex mein Kamyaab traders ki yahi nishani hai ky wo pahly mukamal skills hasil krty hein or phr bad mn trade krty hein or agr loss ho bi jaye to apni us galti ko theek krty hein taky wo galti dubara na ho saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

    dear eik success ful trader k liye zahruri ha k wo is main eik time table set krein ur os k muta biq is main kam krein tab hi wo is main acha trader ban sakta ha hume is main demo account main lazmi parctice krni chaiye ur small risk k sath trading krni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

      Hamare Paas money management system Ka Hona bahut jaroori Hai Pata hona chahiye ki Mani Mansion system Kaise work karta hai aur iski have se hum sab log kaise kar sakte hain market Mein Saari Baaton Ka Pata laga lena bahut jyada important hota hai aur Market is participate karti hai Jis trader ke paas knowledge nahi hai vah tractor kabhi bhi kamyabi Se Kam Nahin kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

        As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein successful hone ke liye Hamen apna time table banana chahiye Apna Kaam time ke sath karna chahiye Iske knowledge or experience ko Sikar zada Se zyada minute Karke posting aur trading ka kaam karega piR acchi earning Haasil Hogi demo accont par zyada Se zyada practice Karen aur small risk ke sath apni trading Shuru Karen Agar loss ho bhi Jaaye pachtana na per aur zyada Sezyada learning practice aur mehanat Karen pIR hai Kamyab trider Ban sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

          jee han ek successful tread kay lyia must b important Knowledge and experience jab tak ya donu chzya nahi hun gi humara pass tab tak hum ek acha treader b nahi ban skta hein is lyia humay chyia kay hum apna skills ko increase kar len ek acha tread kay lyia.
          • #6 Collapse

            Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

            G brother main ap ki bat sy agree kerta hon k forex treading main kamyabi ka raz knowledge or experience ha tu ap ko chayhae k jab join kery sab sy pehly forex related knowledge lay or practice kerian demo platform ak best practice platform ha ha as pa jay or practice kerian jis sy ap ak successful trader ban sakty ho or as sy ap skills level or experience level main azfa ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

              ak sucessfull tradiimgg k liyeee bhtt zrorii hai kl huumm iss kaam.ko bht timee daim airr issey he apna bestt frndd bnaa lainm iss see yehh Hogaa.....k hm apnaa zoada time isko faim.gy learningg krakim gyy experiencee hasill lraiinn gy dil lgaa k mehnaat kraiin gyy isss kaam k liyer tb jaa k hee kamyab Hon gyy iss kaam meiiinnn
              • #8 Collapse

                Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                G Dear apki bat sahi hai agar ham acha knowledge hasil karenge aur achi skills banainge to ham utni he achi trading kar painge is lye hamen chahiye k ham learning pe focus karen aur acha knowledge hasil karen aur apni mistakes pe control karna chahiye aur learning pe focus karna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                  G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain forex Mai wahe log kamyab hotay Hain Jon ke pass knowledge aur experience ho experience app demo pe practice krkai gain KR saktay Hain jitna zyada experience hoga utni ache trading hoge aur utne a he profit hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                    Good bro ek achi post he aapki is se me agree kerta ho k jab bhi trading ki jai to sub se pehle aap Demo account per practice karte rahe or sath sath market k sath bhi attach rahe dekhen k routine me market ka trend kis taraf ja raha he or trading kis cheez me ki jai jeha se profit bhi haasil kia ja sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                      forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                      • #12 Collapse

                        Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                        Bhai jaan aap ka Sawal mujhe bahut pasand Aaya Hamein successful trading ke liye mehnat aur imandari ki zarurat hai Agar Hum mehnat Karenge to hum successful trader Ban sakte hain Agar Hum mehnat Nahin Karenge to junior Hi Reh Jayenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                          Ak success full trader key lye ya steps zaroori hai.
                          1 Forex ka advance knowledge
                          2 Forex ka mechanical analysis aur fundamental analysis
                          3 Lalach ka na krna
                          4 Discipline ka hona
                          5 TP aur SL ka istmal
                          • #14 Collapse

                            Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeeel786 پيغام ديکھيے
                            Doston ak successful trading ky liye zarori ha ky humein ak Acha knowledge or experience ho or humein trading rules ka bi pta ho agr en sb par hum skills hasil kr lein gy to hum ak successful trading kr sakty hein forex mein Kamyaab traders ki yahi nishani hai ky wo pahly mukamal skills hasil krty hein or phr bad mn trade krty hein or agr loss ho bi jaye to apni us galti ko theek krty hein taky wo galti dubara na ho saky
                            Assalamu Alaikum zahira si Baat Hai successful trading ke liye acchi learning or knowledge Ka Hona zaroori hai aap ke paas analyses ka Sahi Hona jaruri hai jisse aap market ki movement par Najar Rakhta ke Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ak successful Trading ky liye kiya zarori hai

                              Successful trading ki aik hi requirment hey keh ap key pass trading kerny ki koi planning aor strategy honi chaey. Phly to yeh dekhna chaey keh ap trading news per ker rhy hain ya technical analysis per. Phir usi ky analysis ki buniad per trading kerni ho gi. Koi high level knowledge ki zarorat nhen hoti bes kuch samjh bojh honi chaey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X