Take profit vs greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit vs greed
    Dear ma ap sub ko ye mashwara dena chahta hon k trading karty waqt hum greed jaisy beemari ma pans jaty ha our acha hasa profit jo himain mil raha hota ha greed ki waja sa vo loss ma chala jata ha es leye greed sa bachny k leye humain chaheye k apny trade k saat take profit lazmi use kary us sa ye hoga k trade auto pa jab teke profit point ko hit karega to vo profit ma close ho jayega so gteed sa bachy and take profit ka use kary thanks very much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit vs greed

    اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
    Dear ma ap sub ko ye mashwara dena chahta hon k trading karty waqt hum greed jaisy beemari ma pans jaty ha our acha hasa profit jo himain mil raha hota ha greed ki waja sa vo loss ma chala jata ha es leye greed sa bachny k leye humain chaheye k apny trade k saat take profit lazmi use kary us sa ye hoga k trade auto pa jab teke profit point ko hit karega to vo profit ma close ho jayega so gteed sa bachy and take profit ka use kary thanks very much
    Dear members,, greed is a curse " is leay hamien greed se bachty hoy profit hasil krna chahiye or.apna mind fresh rakhna chahiey..jtna zyada relax mind se work kre ge hamien itna profit hoga
    • #3 Collapse

      Re: Take profit vs greed

      dear apki baat bahut usefull hay agar hamko take profit milta hay to hamain usay he hasil krnay k baad markeet say nikal jana chaye aur agar ham is main lalach krtay hain to hamko tp ki bajaye sl say bhi wasta parr sakta hay is liye lose bahut bari bimari hay is say bachna hamaray liye bahut he mushkil kaam hay is main sharmindagi aur lose k ilawa kuch bhi hasil nai hota hay markeet to apnay hisaab say work krti jati hay laikin ham he is main apna kaam changed krtay rehtay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Take profit vs greed

        G bhai ap ki bat thk ha trading mein aisa hota ha k traders akser lalach mein aa jaty haen traders ko chaye k wo lalch na krean aur apni gread ka Hal nikalaen wo take profit use krean ziada ki lalach mein Thora bht bhi kho daina bewaqoofi ho ge agr ap tp ni lagaty tu trailing stop ka use kr laen.
        • #5 Collapse

          Re: Take profit vs greed

          G bahi acchi post ki hai ap na take profit hum nahi lagata or lalach krta hain ka zyada s zayda profit mila is lia take profit lazmi lagain or lalach na karian jab bi ap lalach karian gain tu ap ko loos ka alwa kuch nahi milta hota asa hai ka jab profit hota hai tu hum tp hata data hain ya tp change krta hain ka zayda profit ho laken hota kia hai ka market phr wapas jana suru kr jati hai or ap ka profit bi loos mai chala jata hai os wakat perashani or pashtawa ka alwa khuch nahi bachta or phr ya hi kahta hain kash ka tp lagai hoti ya change na ki hoti is lia lalach mai na para
          • #6 Collapse

            Re: Take profit vs greed

            G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me is lalach ki waja sy hamen hasil shuda profit bhi apny he hatho sy waste karna parta hai so hamen is bat kla kahs kheyal rakhna chahye kah ham ny jo profit hasil kia hai kam sy kam ham us ko waste na kren lalach kay nazar na karen
            • #7 Collapse

              Re: Take profit vs greed

              Forex trading main aksar man ya dekha ha k kuch log apna acha khasa profit la chuka hoty han phr v unki greed ni jate r wo bry loy size sa trading shuro krdety han asa krna sa unko lea hua profits bhe loss main chala jata ha asa members ko chaiya k wo greed sa door rahen or jitna profit asani sa mila usi pa shukr kren
              • #8 Collapse

                Re: Take profit vs greed

                Bhai jan apko is mein apna take profti lagana chahye aur apko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein ap zada earn kar sakte hain aur forex hi sab kuch hain jis mein ap earning kars akte hain aur apko is mein zada greed nahi karna chahye aur forex mein apko ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit vs greed

                  Dear greed aik buhat bara azab hai ham is mein buhat loss karte Hain agar ham greed karain ya emotions mein a ke trading karain to ham wrong trading start Kar dete Hain jis ki waja se hmain loss hota hai is se bachne ke liye hmain pehle demo practice karna ho gi Jahan ham apne emotions ko control karna seekhain ge aur apni strategy ko emotionless filter karain phir Jan us pe earning ho gi then ham us strategy ko real pe apply karain ge is tarah ham safe aur achi trading Kar sakte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit vs greed

                    forex aik online business hain hamy is main apny emotion or lalach ko main rakh kar is main kam karna chahey hamy market ko achy sy samaj kar is main take profit ko laga kar is maim mehant or sabar sy kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or loss sy bach skty hain is main hamara koi be boss nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit vs greed

                      forex trading main greed aik enemy hai jis se koi bhi trador kamyb nahi ho skta hai es liye aghr ap apni trading main achi eraning ahsil karna chahty hain tu apko greed ko avoide krna cahhye q k greed se ap k apss jo kuj hota hai wo bhi nahi mil pta hai es liye apni rading main apny take profit ko apny account ko nazr main rakh kar trading karen ta k apko loss ho tu bhi small lve l par ho or stah aghr loss bhi ho jay tu wo bhi mange kar sako
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit vs greed

                        bhai aghr ap profit lena chahty hen tu apko sb se phly lalach ko chorna hoga Agar main aapne capital khoya hu aur mera balance agar 100$ tarah hoto main sirf 0.10$ wala volume use karunga.kyo ki is se jada volume mere trade main lose la sakty hay apko lalch ko chorna hoga ///
                        • #13 Collapse

                          Re: Take profit vs greed

                          Yes sir hum ko as mien aa ker her bar kam kerty hien tu hum as mien aa ker earing hasil ker sakty hie as lye hamain as mien aa ker bar kam karna hota ai or as mien khud ki life ko set kerna hota hai agar hum as mien aa ker aa ker greed kerty hien tu hum as mien belkul bee earning hasil nahi ker sakty hien as lye as mien aa ker her bar hum ko kam karna hota hai or as mien dil say try kerna hota hai or as mein khoob kam karna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Take profit vs greed

                            ji haan aur aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki dad ko Mangta Hoon Garam Pakistan Forex may take profit is small karte hain aur Hamara take profit fat hone wala Hota Hai To Hum laalach Mein Jaate Hain Ki Hamein is Se Jyada profit bhi ho sakta hai lekin Hamein Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye Hame Apne take profit Ke Par hi Apne trade close karne Honge aur usse Hamein Achcha profit ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Take profit vs greed

                              forex traders ki sab sy bari dusman lalach ha jis ki waja sy bohat loss ho jata ha ku k ham zayada earn karny ki lalach karty han or thori profit k bad trade closs ni karty or zayada ki lalach karty han jis ki waja sy market reverse hony sy loss mi chaly jaty han ya rato rat ameer hony k lia ham bari trade karty han jis sy k account wash ho jata ha or ham loss kar jaty han sb

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X