Money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management
    Forex trading main new members jab pehli bar trading krty han tu unko chaiya k sahe money management k sath or ak achi strategy planing k sath trading kren or kam sa kam risk wali trading kren taky agar los ho v tu recover ho saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management

    Dear brother app belkul sahe keh rahai Hain money management he would wahid tool hai Jo appke risk ko km krta hai aur apple account ko wash honay say bachata hai hamai money management ko sath laikar trading krni chaye aur per trade apnai capital ke 3% say zyada risk nhe laina chaye
    • #3 Collapse

      Re: Money management

      App nay bohot he achi baat kahi ha ke traders kay pas ager trading kay liye achi trading strategy majood ho aur phir iss achi trading strategy kay sath sath traders kay pas aik acha aur proper money management plan majood ho tu phir traders ko forex trading mai kafi achy results hasil ho sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Money management

        dear fellow money management is the most important factor in the forex market es liye hamein es factor py bohat mehnat karni chahye ,agar ham apni investment ko ek plan k tehet use nahe karein gay tu ham kabhe bhe acha profit nahe earn kar saktay es liye dear fellow ,apni investment k sath safe play karna bohat he zarori amal hai,cz agar ham high risk laina start hojayein gay tu hamein os k kafi khoufnak nateja bhe face karna partay hain
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Money management

          jbb bje hum real aaccnt se yaa boussn aaccnt se tradiimg startt krtaik haim to zrorii hain k hum momeyy managmntt kO seekh laiin q k isey ko naa seekhnai see accnt wshh krwaa laitayy haii hum apnaa....yeeh hmain batatee haii k kitnaa capital py kine lot k sth aurr stop loss sath trade krmee chaiyai ta k hmaiiin nuqsaan na hO ziaada na recover krnaa k tensionn
          • #6 Collapse

            Re: Money management

            G Dear apne sahi kaha hai agar ham apne capital k hisab se trading karenge to bahut he acha result mile ga hamen aur hamara account bhi wash nahi hoga is lye hamen hamesha kam volume ki trade lagani chahiye aur stop loss take profit se kam hona chahiye is lye hamesha apni best planning se he trading karen
            • #7 Collapse

              Re: Money management

              yes brother ap nay thek kaha hai forex main money mangement ko follow karna bohut he zrori hota hai phir he ap is main sucessfull trader ban sakty hain iss leay hmain money mangment k sath kam akrna chaheay phir he ap forex main successfull trading kar sakty hain aur apny dreams ko pora kar skaty haiin
              • #8 Collapse

                Re: Money management

                hamy money management kar kay kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Money management

                  forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy money management kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain forex aik unique business hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management

                    forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hamy money manament kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex kabe be band na hony wala international or legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management

                      Dear forex users forex main money management bht ahmiyat ke hamil hai.Jo banda ache money management kr skta hai wo kabhi nakam nhe ho skt. Hum ko chahye kay kam say kam risk wali trade chalain takeh hamain kam say kam loss ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management

                        Main Aapka kaam bahut pasand ho sakta hai hum log dekhte hain ki yahan se kaam karte hain bahut logo ko nuksan hota hai 90% Logon Ko kam karne ke time par nuksan ho jata hai Kyunki inke Paas lack of capital hota hai neck of information Hoti Hai lack of knowledge hota hai lack of experience Hota Hai Jab infilon Ke Paas nichijou ki Kami Hoti Hai To wo Log Yahan Par kabhi bhi Toofan method ke sath earning nahin kar sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: bilo786 پيغام ديکھيے
                          Forex trading main new members jab pehli bar trading krty han tu unko chaiya k sahe money management k sath or ak achi strategy planing k sath trading kren or kam sa kam risk wali trading kren taky agar los ho v tu recover ho saky
                          Assalamu Alaikum Forex trading business Kaisa business hai agar aap is ke account ko acche tarike se manage nahi karte to aap bahut jald Apne account Se Lekar darte hain na isliye Forex trading business Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamesha Apne account ki money management Jarur Karen Jiska main aapko chahiye ki Apne capital ka 50% hi trade Mein Le Gaye Baki 50% save Rakhe Taake aap canalised galat hone ki vajah se trade opposite Mein Jane Se aap apne dost ko recover kar sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management

                            forex main seb se best money management wo hoty hai jis main trader apnay investment or margin k hisaab se trading karta hai wo apny aanay wali tention k liay kafi invest or margin bacha kar rahhta hai ta k jab koi trade phansay usay recover kar lia jata hai jab boht zaida ne trader aisa nai karte phir boht jaldi apny trade phansa laite hai account wash karwa laite hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X