Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha
    RSI aik kafi popular indictors ha aur traders ke kafi bari tadad iss ko daily base per trading decision kay liye use b karti hai.
    Lakin maire khayal say RSI sirf iss time per he acha result daita hai jab market aik range kay andar move kar rahi hoti hai . market ager range mai ho tu phir tu RSI ke madad say bohot bohot achi trading ke ja sakti hai .

    lakin ager market range mai move na kar rahi ho tu phir traders ko RSI ke base per trading karny mai bohot ziada ehtait karna chaiye aur RSI ko sirf range wali market mai he use karna chaiye.

    RSI kay use kay baray mai apny suggestion zaroor share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

    Jo log RSI indicator ko samjhtay hain wo esko bohat value detay hain kyun kay range market mei small trades ka trend ya reversal hamay RSI indicator sey acha mil jata hay so agar hum samajh kar use karain esko ye bohat faidamand hay so hamay RSI ki sahe tarah sey samajh honi chahiye hum faida ley saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

      G bahi ap n sahi kaha hai market ka analysis ka RSI ka indicator bohot zabardast hai market jab movement na da rahi ho or ak hi side pr movement da rahi ho tu ap ka lia RSI best indicator hai is lia RSI ko dahk kr trade karian tu acchi trade open ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

        Dear fellow forex trading may buhut ziada members RSI par trading karthay hay our maray khyal may agar aap ghor karay tho current month may jis nay be RSI k hisaab say trading ke hoge wo loss may hoga Mera jithna experience hay oskay mutabiq trend k muthabik trading karnay may he earning k chances ziada hay chahay RSI kise be level par ho lekin trading trend par karay
        • #5 Collapse

          Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

          Ek acche wale trailer market ko sabse pahle watch Karta Hai Iski market ki movement ko dekhte hain ki Kaise Maut hoti hai uske baad Ye dekh taka is paying investment kitni hai market Kis hisab Se 29 traction ke sath kar rahi hai best planning ke saath Agar wo log kaam kar rahe hain to wo yahan se long time ke liye earning definitely Karenge
          • #6 Collapse

            Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

            Indivater my sab sy acha ya rsi our moveing averie wala indicater hy baki sab indicater fake hoty hy koi b indicater sahi signal nai dyta hy ya sab sahi dykha raha hota hy our is ka asar hota hy sahi trade hoti hy is ki waja sy baki sb indicater ki waja sy hamy loss ho jaty hy or koi bhi sahi signal nai dy raha hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

              Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein agar market smooth ho tou market apni range mein hi rehti hai aur trading kerna aasaan hota hai lakin jub market range sae out hoti hai tou phir iss mein zayada traders kay lye kaam kerna mushkil ho jata hai aur unhain market ki samajh nahin ati aise surat mein trade na lagay kerain
              • #8 Collapse

                Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

                Relative Strength Index (RSI) ko agar use kia jai to ye hamare liye behter hoga isko soch samjh ker use karna chahiye mere khayal k mutabiq jo log RSI ko use karte he wo ek ache trader k tor per usko use kare he agar RSI ki jin logon ko samjh he wo log isko lazmi use kia kare or jo log RSI ka experience nahi rakhte unko bhi is k mutabiq seekhna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

                  G bhai ap ki bt thk ha RSI aik acha indicator ha aam tor pe ye traders k chart pe nazar atta ha maximum traders es se help laity haen RSI darasal market ki highs aur lows ko janany k lye use hota ha aur kuch traders es ki divergency pe bhi trading krty haen
                  • #10 Collapse

                    Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

                    forex trading main achi market milny par ap aghr koi indicators ko use krna chahty hain tu RSI indicators best hai jis main ap ko level diye jaty hain or lvel zero se start ho kar 100 tak hoti hai or aghr es ko use karny ka knowledge gain kar k trading karen tu apko yahi indicators acha profot de skti hai q k indiactators ko use krny ka hunar ana lazmi hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

                      agar hum daikh rahy hon keh market range main hay to humay chahiye keh market ka wait karen kyun keh wati karnay main he faida hota hay tab he hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay esmain bohat sary indicators ko use karty huway he kam karna chahiye es say he faida hota hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market range mai chal rahi ho tu RSI kafi acha indicator ha

                        hamy acha knowledge or experience hasial kar ky RSI indicator ko use kar ky market kai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X