how did you know about forex and when will you retire from trading forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how did you know about forex and when will you retire from trading forex
    Hi i want us to share experience of how we got to know about Forex is it from a friend,advert,searching the internet or how. then when will you stop trading. for me my friend told me about Forex who introduced me to the person that taught me trading. about stopping to trade.. i don't think i can ever stop trading Forex.
    share your own story
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ma to khta ho yahe sub sa bast busness ha or is sa acha kohe or bussness ha he nahe ha.or is ki sub sa bari bat ya ha k is ma age ke kohe limit nahe ha student sa la kar is ko retird parsan b istamal kar saktay ha earning karnay ka lia
    • #3 Collapse

      jee forex trading retire wala koi chaker ni ap is my jb tek ap ke life hain tb tek kam ker sktain hain ku is my ap ko investment ker ky bus market ko watch kerna hota hain or ap daily aram sy gher beth ker trade ker sktain or ap ko bth dhun buht sy logh to forex trading my kafi derh sy kam ker rehain or wo isain chorna ni chahtain kabhi bhi ,
      • #4 Collapse

        Wese to Forex aik online aur bohat popular trading ha lekin mje Forex ke bare main mere aik friend ne inform kia jo pehle se Forex trading kar raha tha us ne mje is ke benefits bteaye to main kafi inspire hua aur trading start kar di,Forex aik easy way ha pesa earn karne ka aur money life ki basic need ha so jab tak zarorat ho gi trading karon ga.:)
        • #5 Collapse

          asslamo alaikum bhai bat tu yai hay k hum jab tak aik achi knowledge aur aur expeirience hasil nahi kar laytay humein tarding nahi start karni chahiay aur iss k liay sab say acha demo account ko use karna hay
          • #6 Collapse

            ji bilkul sahi bat ki hai yeh kam kjoi b kabhi kr skta hai lekin shart yeh kam k kam ana chaehay yeh kam etna asnan ai hai es liey smjhen es kam ko .................................................!
            • #7 Collapse

              humain is main agr success hasil karni hay to humain learning kar kay achy say kam karna ho ga humai nis main hard work karna ho ga jis say humain market main loss km ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading ka business retired peoples ke lie acha he aur trading mein hr trader ko sahih profit earn hota he jb trader forex trading mein ihitat se kam krte hien aur apne trading mein experience acha kr lete hien un ke trading se acha profit hota he aur traders ache income le skte hien
                • #9 Collapse

                  forex men ap kabhi retire nahi hoty hein dear forex men ager ap k pas experuence hai tu ap forex men kabhi maar nahi khaty hein or forex men tu jab expereince ho jata hai pher tu ap araam se kam ker ksaty hein
                  Success is the Best Revenge
                  • #10 Collapse

                    Mere Khayal mein Joe traders Forex mein Apne paise close kar Jaate Hain Wohi traders Forex se retirement car Sochenge aur Main Forex mein achha profit Bana Leta Hoon isliye Forex sale retire bhi nahi hoga
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      bhai mein online jobs dhondta tha google par to aik din ya forex ke add agye mein na study kiya is ka bara mein tabhe mujha is ka pata chla phir mara aik dosta tha wo bhe yahe karta tha .
                      • #12 Collapse

                        main to forex main life time kernay k leay aeya hoon dear koin k us jesa koi our business humean nahe milay ga usi main work ker k to forex main he ager professional trader ban jeain to pher koi our kaam kernay ki zarorat nahe hai
                        • #13 Collapse

                          mainay forex trdaing k baray main apny dosto sy suna tha or unho ny he mujhe is main kam krny ka mushwara dia tha ye aik nohat zabardast business hain or mera koi erada nahi hai forex trading sy retire honay ka
                          • #14 Collapse

                            Forex me jab aapko loss ho jata hai toh aapko trading karne ka interest nahi rehta hai isliye mai aap Sabse Aage baat karunga Agar aapko Forex me kaam karna hai text me kaam karne se Pehle Aap market ko acche tarike Se watch karo Parwaz karne ke baad Jab aapko trend Mil Jaye tab hai aap trading ke liye again kaam karo phir aap ko kabhi bhi last Ka Saamna nahi hoga for XP or aap market me trading co stop nahi karoge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear forex ko jab ap trading k lkye I mean profit k liye learn karte ho jitni achii ap ki learning ho gii otna he acha ap ko faida haisl ho skta hy soo ap ko dekh k kam karna ho ga aur tab he ap acha earn kar skte ho aur apni life ko enjoy kar skte ho soo ap ko dekhna ho ga k ye acha kam hy...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X