Forex trading aik aisa business hay jo keh knowledge par depend karta hay aur agar humary pass trading ka knowledge acha hay to hum achi earning kar sakty hay aur agar humary pass kam knowledge hay to eski waja say nuqsan bhi kar sakty hay ziada tar esmain log kam knowledge honay ki waja say nuqsan kar rahy hay jab keh aisa karna theak nahi hota
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим