Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye
    Bohat say traders aisy hay jo keh market main nuqsan kar lety hay aur jazbati ho kar badi lots ko use karna shuru kar dety hay humay chahiye keh apny jazbat ko kabo main rakhy aur agar hum say koi galti hoi hay jis ki waja say humay nuqsan uthana para hay to us galti ko humay theak karna chahiye aur apni trading ko ziada mohtat andaz say karna chahiye
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

    G Han bilkul theek kaha Hai ap ne kabi bi jazbaat men trading ni krni chaheye kyun KY jazbaat log hmesha nuqsan uthaty Hain us time hmara mind apni Jaga py ni hota jis ki waja se aksar hum markeet k trend k against trade lga bethty hain aur humen bohat Sara nuqsan face krna par jata Hai is liye koshish kren k apny mind ko emotions se door rakh kr trading kren ta k loss ho he na aur Agar ho bi to itna jo easily recover Kiya ja sake aur forex join krny walun ko bi bar bar yehe baat kahe jati Hai k emotions ko control men rakhen ta k loss se bcha ja sake.
    • #3 Collapse

      Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

      yes dear jazbat main trader ko aker apni trade ka na he faisla karna chaheay aur na he new order lgana chaheay kyon k emotion ka bohut ziada amal dakhl hota hai iski wja say hamri trade ko bohut nuksan pounchta hai iss leay apny mind ko fresh rakh kar kam karna chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

        Bilkul hemsha jazbat ma kbi be trade na karin soo ap ko cahye k ap hemsha cool mind ho kar market ki prediction kar k pir trade karin taky ap earn kar sakyn ar jazabat ma long term loss he hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

          Yes dear ap NY bilkul kaha Hai apny jazbat ko control rhkna chiyee jazbat main a Kar trad ni lgani chiyee aksar jazbt main a Kar galat faisla le liya jata Jo bad main pachtatyy Hai forex main apny emotion ko control rhko kosish Karo ous waqat markeet open Karo jb bilkul free ho mind fressh huo tb axhei trad laga sky gyy ..
          • #6 Collapse

            Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
            Bohat say traders aisy hay jo keh market main nuqsan kar lety hay aur jazbati ho kar badi lots ko use karna shuru kar dety hay humay chahiye keh apny jazbat ko kabo main rakhy aur agar hum say koi galti hoi hay jis ki waja say humay nuqsan uthana para hay to us galti ko humay theak karna chahiye aur apni trading ko ziada mohtat andaz say karna chahiye
            Assalamualaikum Forex trading business mein agar aap apne emotions aur Jazbaat ko control nahi kar sakte to aap is business ko bhi nahin kar Sakenge Kyunki agar aap Chahte Hain ki aap Forex trading Mein kamyabi Hasil Karen To Apne emotions ko side par Rakhna bahut jyada Jaroori hai
            • #7 Collapse

              Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

              G Haan bhai aap ne theek Kaha hai Hume kabhi b trading me emotional nai hona chahiye.. Hume yeh bt samjh leni chahiye k loss aur gain business ka hisa hain aur agr hum apny loss pe emotional hon gy ya disheart ho jayein gy to hum kabhi b aik successful trader nai bn skein gy.. Hume apny emotions pe control karna chahiye ta k hum patience se apny Loss ko handle kar skein aur apni trading improve kar skein..
              • #8 Collapse

                Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                Bohat say traders aisy hay jo keh market main nuqsan kar lety hay aur jazbati ho kar badi lots ko use karna shuru kar dety hay humay chahiye keh apny jazbat ko kabo main rakhy aur agar hum say koi galti hoi hay jis ki waja say humay nuqsan uthana para hay to us galti ko humay theak karna chahiye aur apni trading ko ziada mohtat andaz say karna chahiye
                Aksar log trading k wqt jazbati ho jaty hain or apna nuqsan krwaty hain... Hota ye h k agr unko thora sa b loss ho jaye to wo koshish kr rhy hoty hain k us loss ko filfor recover kr lien or usi koshish mai wo jazbati ho kr galt faisla kr lety hain jo k unko mazeed nuqsan ki trf ly jata h... Isliye aesa mat kry or relax ho k trade kry
                Thnx
                • #9 Collapse

                  Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                  Trading mei apnay jazbat ko control karna best trader ki nishani hay aur jazbat control karnay mei ap ki kamyabi bhi hay aksar traders care nahi kartay barri lots lagana shuru kar den gay patience high rakhnay ki bajaiy low hoga ye kuch asi wajah hoti hain jo loss ka sabab ban jati hain so care karni chahye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                    g han dear ap ne sdahi kaha hai kabi bi jazbaat men a kar trading ni krni chaheye kyun ky aksar insaan jazbaat men koi na koi galat qadam utha lyta hai jis se us ko bohat bare nuqsan ka samna krna parta hai is liye behter yehe hai k trading krty waqt soch samajh kr step lyn jald bazi se kaam na lyn ta k nuqsan bi na ho aur earning bi ho jae.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                      Hi g bel kul jazbst main a k trading Nahi krni Chahiye jazbst m as in ana theak Nahi hota is leye hany Chahiye k hm jazbst sy bachein us sy hm Sony hi pain main kulhari Marty hein is leye hany Chahiye k hm is sy bachny ki koshish Karen aur Jo b kam Karen thanks damage sy Karen soch samaj Jr karein ta k hm successful hon
                      • #12 Collapse

                        Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                        Hi g bel kul hamy jazbat main trading nahi kr.i chahite bal k hany chahiye k hmbjb b kam karenbto sich samaj kr karen soch samaj k kamvkrny main hi faida hai faida haseel krna asan kam nahi hai is leye hamy chahiye k hm mehnat sy kam karen aue kamyabvhony ki koshish karen mehnat main azmat hai mehnati admi har jagha hi kamyab hai is leye soch samh kr kam karen aur successful hon
                        • #13 Collapse

                          Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                          forex k iss bussiness mein hmaraa sb se bara dushmaan humm khudd hOtaii haiinnn....q k humaiin apnaii emotionss or controlee mhee hOtaa haiii....agaar hum apnaii emotionss pr controle krr lain too bhtt saraii loss seee baachh sktaii haiinn....isliye agar ak achaa trader bnnnaa haii too apnaii emotionss prr controlee seekhnaa hOgaa
                          • #14 Collapse

                            Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                            jee han humay kabi b jazbat mein a jar tread nahi karni chyia wo is lyia kay wo risky hay or loss kay cause ban skta hay jab ap ko loss ho tu ous time ap jazbat mein a kar tread again nahi kran blkay ek achi strategy bna kar or market ko analysis kar len then tread kein ta kay ap successful hun.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jazbaat Main Trading Nahi Karni chahiye

                              g ahn bhai apki tb blkl thk ha agr hm jazbat m a kr trade krtyhan tu us sae hm loss kr askty han asani sae is lya ehme cheyae kae hm jazbat m a kr tradign na krn or axe trah planning kr kae stratgy bna kr trade krn taki hm kamyab ho skaen or axe trah forex pr prfoti bna skaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X