Dear demo wo wahid chez hai jo apko apki trading ki mistakes batata hai apko batata hai k apne kaha ghaltian ki hain aur apke pas kitna knowledge hai trading ka jo newbies demo main achi practis karta hai mehnat karta hai is se acha learn karta hai to wo real account main bhi utni he achi trading kar sakta hai aur jo ghaltian ap demo main karen un ko repeat kabhi mat karen tabhi apko kamyabi mil sakti hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим