markeet main achay ya buray har faislay k ham khud zimadaar hotay hain..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet main achay ya buray har faislay k ham khud zimadaar hotay hain..
    dear jub ham main say kisi ko acha profit hota hay to ham yeh kehtay hain k hamaray pass bahut acha knowledge hay jis ki wajah say hamko earning hue hay aur jub hamko lose hota hay to ham yeh kehtay hain k markeet nay haamray sath bahut bara dhokha kia hay asal main lose aur profit k ham khud ziamadaar hain markeet to apnay kaaam main kaam rakhti hay .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet main achay ya buray har faislay k ham khud zimadaar hotay hain..

    G han forex trading men jab loss hota hey ya account wash hota hey tu iss men hamari apni ghalti hoti hey iss men forex trading ko bura bhala nhi kehna chahiay kiun k forex trading men hum pe koi pressure nhi hota apnay faisalay khud kartay hen faisala sahee ho ya ghalt yeh hamari waja se hi hota hey
    • #3 Collapse

      Re: markeet main achay ya buray har faislay k ham khud zimadaar hotay hain..

      G han brother market main design makings apni hoti hai jab profit ata hai to hum kush ho ker kahty hai k meree strategy bohat successful ho gai hai agar wohi loss main aa jay to pher tens ho jaty hai jab hum khud hi fisla kerty hain to pher market ko blame kyun k market galat chali gai es trah to trading main nahi hot k kud galti aur dosrun ko blame trend main trade krain kuch nahi ho ga aur apna feslay per dat jain
      • #4 Collapse

        Re: markeet main achay ya buray har faislay k ham khud zimadaar hotay hain..

        Ap ki baat theak hai k market mai acjhay ya buray faisal key hum khud he zimadar hai. Es tarah hum ko jo bhe faisal krna hai tou es key lye hum ko market mai earning krna hai. Tou jo bhe faisal krna hai tou wo bohat zada planning sey krna hai. jis key bad hum market mai trade kr sakty hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: markeet main achay ya buray har faislay k ham khud zimadaar hotay hain..

          G han brother ap nay thek kaha hay, jab kisi trader ko profit ata hay to khud ko profit ka zimadar samjhta hay kah us ki waja say profit aya hay aur jab loss ata hay to woh market ko blame karta hay esleay hamain chaheay kah loss aur profit dono ka zimadar khud ko man lena chaheay q kah loss aur profit hamari open honay wali trades par depend karta hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X