Loss recover karne k lye big lot size use karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover karne k lye big lot size use karna.
    Dear forex members ,,,
    Kuch doston ka khyal ha k agar loss ho Jaye to big lot size see ham account loss recover Kar saktey han,,,,,

    Forex members yeh straghety totally ghalat ha k AP pehle see loss ma Han aur agar ap pir loss ma chlae gye to account wash ho Jaye ga. AP ka Kya khayal ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

    G forex trading business mein agr loss ho jata hy tu us loss ko recover karne k liye hum ko ziada bari lot size laga kar trading nhi karni cahaiye kiok agr ziada lot size laga kar trading kartay han tu is se loss aur ziada ho sakta hy aur account wash ho sakta hy is liye agr loss hota hy tu us ko planning se sabar se kam lot size use kar k trading kar k recover karna cahaiye
    • #3 Collapse

      Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

      Gee nahin bhai mein aap ki baat sae ittefaq nahin kerta kyun kay agar loss recover kerna ho tou humain market mein small lot ki trades kerni chahyeain ta kay humain mazeed loss na ho aur agar hum bari lot laga ker loss recover kerna chahtay hain tou uss sae humara loss mazeed barh sakta hai iss lye aaraam sae loss ko recover kerain
      • #4 Collapse

        Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

        Loss recover karne ke liye big lot size ki nahi AP ki practice aur AP ke knowledge ki hai AP ke pas agar acha balance hai aur AP ke pas knowledge nahi hai to AP wo bhi loss Kar jayen ge is liye practice karain aur learn karain emotions ko control karna seekhain aur is tarah jitni achi practice ho gi AP utna earn karain ge
        • #5 Collapse

          Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

          Ji bilkul , trading mein hamesha apni account balance ke mutabiq jitni choti lot size use karain utna hi loss se bach sakain gy, aur loss ko recover karne ke liye bdi lot size ki trade aik galat aur emotional deciesion ha, aisa karna apne aap ko zyada loss ko face karne ke mutradif ha.
          • #6 Collapse

            Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

            Agr ri lot soz lgi ho to bra loss i ho sgta hy us k liya hamy chiya ham jb apni trading krty hy to jb ham enter hoty byy us taonw ham nko acha entry k sath acaha enter hona chiya ham achintrha sy ham entr ho lngy to hi ham kamyab ho paye gy our loss hamara cover ho sgy ga
            • #7 Collapse

              Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

              G nahe ye sahi way nahe hai k ham apna loss recover karein balkay hamein ye daikhna chahye k loss kion hoa hai agar ham koi galti kar rahy hain tu hamein wo galti dur kar k mazeed behter strategy k sath trade start karni chahy e,os k baad step by step balance k hisab say lot laga k loss recover karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

                Forex mein ko log apna zyada loss karty hain wo isi tension mein a jaty hain or us loss ko dil mein bitha lety hain r ghabraye rehty hain. wo chahty hain ky jald az jald un ka loss kisi treeqy se cover ho jaye. wo fresh mind nhin rkh skty or jald bazi mein aa kar bgher proper analysis kh trades lagaty hain or lot soze bary rkhty hain jis ki wjha se wo loss or zyada kr lety hain hata ky account wash hjaty hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

                  loss k time pr short break lena zaruri hota hai tan k ap ki trade ap k ehsaab ki nazar na ho loss men insan ki zehni kabliyat b kam hojati hai thori break ly k loss ki wajah ko samj k agy move krna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

                    Forex trading business mein agr loss hota hy tu us ko hum tab hi recover kar saktay han jab hum achi planning karain aur achi strategy ko use karain aur sabar se Kam lot size use kar k trading karain kiok agr loss hota hy aur him ziada lot size use kartay han tu is se aur ziada loss hota hy tu account wash ho sakta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

                      Big lot size ki waja say ap loss recovere kar sakty hyn agr market ap ki favour ma jay too soo ap ko chaye k ap itna bara risk lanay ki bajay thora thora kar apna risk recover karin ar ye time zayda lay ga liken ap recover kar lain gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

                        Forex trading business main lose ko recover karny k liye lots small use karna chahiye kio k big lots size use karny say lose aur be zaida ho jata hai aur jub hum lots size zaida use karty hain tu isi tarah agar pir say lose ki taraf chala gia tu account wash hony k chances hota hai lose ko recover karny k liye small lots use kary isi tarah hum apny lose ko easly k sath recover kar sakty hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss recover karne k lye big lot size use karna.

                          forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain yai kabe be katem na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X