Market ka analysis kerna.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka analysis kerna.
    Dear mumbers forex treading main ham Market ka analysis kerty hain jo bahut zaroori ha as k baghar ager ham tread laty hain tu wo kamyab tread nai hoti tu haamy chahyae k treading kerny sy pehly market ka analysis zaroor kerin or sb indicater ko use kerian tk ap maket ko janch saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ka analysis kerna.

    G dear ye ache trador ki nishani hai k wo jab bhi trade leta hai to sab se pehle us pair ka trend dekhta hai us k bad market ki news ko read karta hai phr wo planning karta hai k us ne kab market main in hona hai aur kab exit hona hai to wo is tarah se kamyabi hasil karta hai aur hamen bhi planning se he kam karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: Market ka analysis kerna.

      g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me jo market ko analysis kary bena he trade open karta hai to wo tukky ki trading karta hai us ko aesi trading ka koi profit nhe hota or kafi had tak us ko loss he hota hai lehaza jo banda market ko analysis kar kay trade open karta hai to mery kheyal me wo en din expert ban jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Market ka analysis kerna.

        market ka analysis sab say aham point hai or yehi wo point hai jahan ham teeh kartay hain k ham sahi rastay py chalay hain ya ham nay koi galt rasta chose kar liya hai,dear fellow forex market main technical analysis ki bohat he zaida ehmiat hoti hai es liye hamein es quality o hasil karna chahye so that ham jo bhe trade lagayein hamary pass os ki koi mkazbot wajah zaror ho
         
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Market ka analysis kerna.

          g han bhai apki tb blkl thk hka hmesha sae market ko smj kr kam krnae sae hy apko forex pr kamyabi ml skty ha agr hm foerx pr kam krna chty han or axe trah forex saekamyab hona chty han tu hme cheyae kae hm forex pr axe trah mhnt sae kam krn or axe trah market ko analysis kr kae smj kr kam krn isi trah hm kamyab ho skty han
          • #6 Collapse

            Re: Market ka analysis kerna.

            market main analysis karna bohut he zrori hota hai aur ap jab khud analysis nahi krty hain tu ap ko tab tak market main expereince haisl nahi hota hai iss leay doron k analsysy pay na aarhin khud k analsyis kar k market main kam karin is say ap ka expereince bhi ziada ho ga aur ap success bhi jaldi hongy.
            • #7 Collapse

              Re: Market ka analysis kerna.

              Ager app achi trading kerna chahtay hain to us k lie bbt zaroori hy k app market ko achay se analys kerna bht zaroori hy jo bhi trader market ko analys nai kerta wo kabhi bhi achi trading nai ker sakta kiun k market ko analys kerna bht hi zaroori hy analys kiye bagair koi bhi trader kabhi bhi achi trading nai ker sakta analysis ker k hi app her cheez ko achay se samajh saktay hain
              • #8 Collapse

                Re: Market ka analysis kerna.

                trading say pehlay market ko analysis kerna trader kay liye boht zarori hay. que kay market kay analysis kay baghair trader ko kabi bhi yeah idea nhi hota kay market kahan jana chahti hay ya kahan ja sakti hay. kabi kabi analysis bhi wrong ho saktay hain. lakin iska yeah matlab nahi hota kay analysis ka knowledge wrong hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ka analysis kerna.

                  forex mai market ko analysiz karna bohat zarore hain pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat ache earning be deta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ka analysis kerna.

                    Friend ap nay sahi kaha hai,forex mien success key knowleg ko kehte hain . little learning laker of tnowleg asink big loss ki waja ban jata hai . pekle is ko achi tarha learn kren phir trading karen ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ka analysis kerna.

                      Dost umeed hai ap ki trading achi ja rahi hogi,jab ap kisi b cheez ko us k bare main with out gaining knowledge use karin gy to wo ap ki strt main buht nuqsaan de sakti ha same forex tarde main ager ap kuch b knowledge gain na kiye hoye invest krt hain to ap ka loss paka ha coz ap ko kia maloom ka ap ny kis main invest krana ha or ap ko kn c investment profit de gi ,jitna mehnat kar sako karo and apni life ko badlo.good luck
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ka analysis kerna.

                        Dear Fellow ham, agar ham koshish karein tu har sawal ka jawab mil sakta hai,Mehdood learning dangerous hai hamay zayada sey zayada time learning ko dayna chahiya because forex ka kuch nahi pata hota kisi ko bhi bus sambaky guess hee hotay hain forex base hee knowledge par hai ya thora sa mushkil kaam hai but bohat acha kaam hai ,Stay happy
                        https://t.me/pump_upp
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ka analysis kerna.

                          Dear main ap ki baat say mutafiq hon, i think it is good when a person has loss in something he will learn more about this if he does not lose he will not think about it in the same way if a person loss he will think on that way he mistake the will result in loss,mehnat kartay rahein es main kamyabi hai,take car
                           
                          https://t.me/pump_upp

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X