Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?
    Bohat say new traders confuse ho jaty hay keh jo trade market main place kar daity hay to against he jati hay pehli baat to humay market ka analysis karnay kay baad he trade place karni chahiye kyun keh agar hum bina analysis kay trade place karen gay to humari trade aisy he phans sakti hay aur eskay sath humay ye bhi baat main mind main rakhni chahiye keh stop loss lazmi use karen esi main faida hota hay aur hum time say market say thory loss main nikal jaty hay agar market trend change karti hay to
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

    hmare tradee isloyee phnstee haii ya hmaii nuqsan iss wajah see hotaa haii bcozz hm sahee se analysis nhe ekrtaii sahee se watch hee nhee krtaii haiin markett kO ....tradee lgaa detaii haiin aiswyy nhee krnaa chaiyaii hneshaa proper analysis aurr trend ko follow krtaii hOwaii tradee lgne chaiyaii aurrr....stop loss musst use krnaa chaiyaiii
    • #3 Collapse

      Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

      ager ap ki trade phans jay tu ager ap ko yaken ahi k markeet ap k order k mutabik wapsi ayyge phir ap ko uss ko hold karin aur ap ko paka pta chal jata hai k market yahn say ap k order k aour ziad akhelaf jayygee tu ap ko order ko close kar k ziada nuksan say bavch jana chaheay yehi ut los stratgey hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

        dear bro jub ap koi trade lagaty hn aur wo trade loss main chali jaty hy aur loss main hi atak jaty hy to ap ko preshan ni hona chay aur na hi juldbazi kerny chay keon ke it is the part of forex ap ko chay ke mazeed analysis kren aur wait kren
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

          Dear sahi baat ki ha apne forex me har trade hi profit me ni hoti kuch loss me b chali jati ha ic k liye hi ak best tool ha aur wo stop loss aur take profit wala hota ha bus jab b ap koi trade lagaien to os pe stop loss must use kairien aur take profit b agar apki trade loss me chali jay to parshan ni hona chahie to ap trade ko cover karna chahte hain to phr double lot k sath trade laga k jahan first trade ka loss second trade k sath equal hota ha wahan margin rakh k close kar dien jis se apko na profit aur na hi loss aise hi apni trade ko bacha sakte hian.
          • #6 Collapse

            Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

            Some time aisa hota hy k humari koi trade phans jati hy to aisi soorat main mere khayal se hamain her mumkin had tak wait kerna chahiye kiun k wait kerne main hi behtary hy or bht ziada loss main ja ri ho or koi soorat nazar na a ri ho to humain kam loss main hi trade close ker deni chaiye takay loss kam ho or hum achi trading ker sakain
            • #7 Collapse

              Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

              trade pance jy to hamy market ky move karny ka intazer karna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum live trading be kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky be acha bonus earn kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                forex aik online business hain hum is mai trade laga kar acha bonus earn kar sakty hain agar is mai trade pance jy to hamy isy remove kar dena chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                • #9 Collapse

                  Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                  Bohat say new traders confuse ho jaty hay keh jo trade market main place kar daity hay to against he jati hay pehli baat to humay market ka analysis karnay kay baad he trade place karni chahiye kyun keh agar hum bina analysis kay trade place karen gay to humari trade aisy he phans sakti hay aur eskay sath humay ye bhi baat main mind main rakhni chahiye keh stop loss lazmi use karen esi main faida hota hay aur hum time say market say thory loss main nikal jaty hay agar market trend change karti hay to
                  Agar trade fas Jaaye to Tu Mere Khayal Mein tho uska wait karna hi jyada beta hai Kyunki Agar aapki trade Jyada loss Mein Fasi hai tu bonus wale account Se Jyada loss Kaur cover karna impossible hoga
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                    Trading kay doran ager trade phans jaye to trader k us level per close kerna chahye jo kay entry kay qareeb ter ho ta kay loss kam say kam ho. lakin ager trader ko yeah confirm ho jaye kay ab marke reverse nahi hogi to us ko chahye kya wo zayada loss lay ker bhi market asy out ho jaye ta kay aur trading kay liye money ko bachaya ja sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                      trade panence ky to market ky move hony wait karna chehey ya trade ko remove kar dena chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex aik real business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai trade laga kar bonus earn kar sakty hain agar trade pance jy to hamy isy remove kar dena chahey or new order place karna chahey forex aik legal business hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                          jitu bhai jaan agar koi trade fas jaaye to aapki baat bilkul dost hai usko sahi karne ke liye hamein trade ko thoda time de na chahi ya nahin ke haar man kar Ham trade off kar den yahdil ko khatam kar denge nahin aisa nahin karna chahiye bol ke thoda bahut risk bhi Lena chahi aur Agar aapko kuch samajh na aa raha ho to come loss mein dene ko off kar dena chahie dost Mera 2 account was hua hai but I don't take tension loss hone se jyada knowledge or experience hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                            Gee han trading main baaz dafah aisa b aa jaty hai humari trading phans jaty hai aisay imtehan se main b guzar ho chuka ho agar trading jab phans jay phir mistake ko pata chalana ho ga q k phansi hai phir wo mistake dubara nai karny agar aap k pass azafi paisa mojood hai phir wo laga kar trading ko bachaya ja sakta hai agar nai hai phir next bonus ka wait kar k trading ko bachaya ja sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade Phans Jay to Kya karna chahiye?

                              Dear forex trading main jab ham trading krta han tu kafi dafa dakha hai ka hamari trading main koi mistake hoti hai jis ke wajah sa hamari trade phuns jati hai ham ko chaya ka ham trade ko lgana sa phala acha sa analysis kran aur phr trade open kran kiun ka trade phansti he tab ha jab ham koi galti krta han ham ko chaya ka forex main jab trade phuns jaye tu phr patience sa kam lan agr tu lose recoverable ho tu phr trade close kr dan aur agr lose ziada ho tu phr trade chalna dan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X