Group trading karni chahiye keh nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Group trading karni chahiye keh nahi?
    Mery khyal main agar hum aik group main hy to esmain humara faida hota hay keh jis kisi kay pass bhi new cheez ati hay to wo share karta hay es trha jis ko nahi bhi pata hota usko market kay bary main idea ho jata hay aur market main es trha trading knowledge main azafa kea ja sakta hay aur es trha humary profit hsil karnay ki ratio bhi increase hoti hay
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

    G Dear apki bat sahi hai group trading k bahut se faide hote hain kabhi kabhi ham jo chez anlyis nahi kar sakte market se wo hamare group k baki member kar lete hain aur aksar ek dosre ko ache ache ideas dete hain to main to yehi kehna chahunga k group trading best hai is main bahut help ho sakti hai sabki
    • #3 Collapse

      Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

      G dear jhan tak mera khyal hai tu humain group trading karni chaye kiyu kay us se ap ko kafi faida hota hai kay ap kay thanks bhi zayda hotaye hain aur ap kay post ka reply bhi zayada hotaye hain jis se ap ka bonus zayda ata hai
      • #4 Collapse

        Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

        As-Salaam-Alaikum dear friends Aap Ki Baat bilkul theek hai hi Forex trading mein Hamein group trading Karni chahiye ismein Ham Sab Ka fayda Hota Hai hi Ham Jab Apna knowledge aur experience Ek dusre ko share Karte Hain Tu Hamare knowledge or experience May izafa Hota Hai Jab triding Karni hoti hai to Hamein Agar Kisi chij Ka ilm Nahin Ho ho Tu ham dusre mumber Hamari madad kar sakte hain Is Tarah Agar group ki Shakal mein trading Karen tu bahut zada fayda hoga aur acchi earning bhi e Hasil Hogi aur ek dusre ki post par bhi e reply Bhi Milega aur thanks Bhi zyada Milega Is Tarah aap ko bonus Bhi zyada milega
        • #5 Collapse

          Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

          Forex trading main main agar ap group bana k trading krty han tu ya ak bhut achi bat ha is k bhut sary faida hoty han jis sa group traders ak 2sra ki help krty han or ik 2sra ki mistakes ko door krty han or banda bhut c chezna ak 2sra ki madad sa kar sakty han is lea group trading best ha
          • #6 Collapse

            Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

            krnio cheyae bhai gropup tradign sae bht fauida han agr hm group trading sae kam krty han tu us sae hm fore xpr axe trah profti bans kty han or group tradign m bth sary logon ka mind ml kr ajb b kam krta ha tu su sae a[pko profti ho skta ha or a p axe trah prfti ban kr kam kr skty ho forex pr aram sae
            • #7 Collapse

              Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

              yes dear yeh bahut he acha idea hay k hamko aik group main reh kr kaam krna chaye jis say agar hamko lose bhi hota hay to ham is ka koi na koi acha hal nikaal saktay hain agar ham groups main kaam krtay hain to first of all lose bahut he kam hota hay jisay recover krna bhi bahut asaan hay har wakt ham har trade lainay say pehlay discus kr saktay hain ham bahut saray masail ko hal kr saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

                yes dear ager app k pas asy friends hain ju ap ko achi tra say janty hain aur ju ap k sath scam nahi kr sakty un k sath app apni investment ko aik he account main deposit kar k ap achi trading kar sakty hain kyon k jab big accoutn hota hai tu us main loss hony k chanse kam ho jaty hain aur profit ziada hota hai iss leay achi hti hai group main trade karna.
                • #9 Collapse

                  Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                  Mery khyal main agar hum aik group main hy to esmain humara faida hota hay keh jis kisi kay pass bhi new cheez ati hay to wo share karta hay es trha jis ko nahi bhi pata hota usko market kay bary main idea ho jata hay aur market main es trha trading knowledge main azafa kea ja sakta hay aur es trha humary profit hsil karnay ki ratio bhi increase hoti hay
                  As-salamu alaykum jahan tak mujhe lagta hai bhai Hame group trading nahi karni chahiye Kyunki group trading Mein loss ka nuksan bahut jyada hota hai aur Hamein Itna Bada risk Jante bhejte nahi Lena chahiye Kyunki Hamare nahi Lena chahiye Jitna game Ford kar sakte hain Jada ke nahi Lena chahiye Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

                    Forex trading main group trading kerni chahye. ager trader kay pas acha knowledge ho. lakin ager saray traders new hon gay to group trading boht zayada loss ker sakti hay. jis say kisi aik kay mushwaray say sab ko loss ho jata hay. aur ager saray experience trader hon to us say wohi trade li jati hay jo sab trader recommend kertay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                      Mery khyal main agar hum aik group main hy to esmain humara faida hota hay keh jis kisi kay pass bhi new cheez ati hay to wo share karta hay es trha jis ko nahi bhi pata hota usko market kay bary main idea ho jata hay aur market main es trha trading knowledge main azafa kea ja sakta hay aur es trha humary profit hsil karnay ki ratio bhi increase hoti hay
                      Agar aap junior trailer hain aur aap ko abhi acchi training Nahin Karni Aarti aur aapke kuch senior traders Jain Wale Hain To aapko group mein training Karni chahiye UN se trading ki help Lekar aap bhi acche trailer Ban sakte hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

                        Forex trading zaror kerni chaye. que kay mil ker trading kernay say tader ko chart per behs kernay say chart ko mazeed clear kernay aur us ko analysis kernay mani help mil jati hay jis say trader trade lenay say pehlay yeah achi trah say idea laga letay hain kay next move kahan honay wali hay. que kay har trader apnay zehn say sochay ga to same idea per trade lagai jaye gi.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Group trading karni chahiye keh nahi?

                          Gee han group trading main zaida faida hai is main new new cheez share karnay se kafi faida hasil ho jata hai ek 2nd ko kafi knowledge hasil ho jata hai share karnay se agar koi b group members kanjoosi na kare dil khol kar knowledge share kare phir zaida behtar hai group trading agar group k sare members imandari and good ho phir achay knowledge k sath acha profit b ho jata hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X