Trading main sub sa zyda loss ki wajha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main sub sa zyda loss ki wajha
    Forex trading main sub sa zyda loss ki wajha greed or emotions han agr ap in 2no ko khud sa door krden tu ap kabi v apna loss ni kro ga is lea hmy chaiya k hm emotions or greed ko apna pas na any den or forex k asulon k mutabik trading kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

    G Bhai app nai belkul sahe bat ke hai trading may loss ke sab say bari waja yahe 2 cheezai hai ye aisay bndo ko be nhe bakhste unka account wash Kara daite hai jinho nay proper ISS ko seek aur experience gain ke ho lehaza agar hm profitable banna chahtay Hain to hamai chaye ke emotion aur greed ko control Mai rakay
    • #3 Collapse

      Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

      jee han greedy jo hay wo insan ko loss dati hay or kuch nahi ku kay bra logu nay is lyia he bola hay kay greedy mean laluch jo hay wo bri bla hay is mein hum nahi dekhta kay humay loss ho ga ka nahi balky hum apna acha profit ka laluch mein kam kar lata hein jo kay bad mein humay loss data hay or bad emotion b hum acha sochna par help nahi data hein.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

        Yahan Par chatting Mein launch hone Ki Sabse Badi bachi hoti hai kya main aap par kaam ke time par Jyada bat nahi karte hain Jada Intezar Nahin karte hain Jiski wajah se hum log long time ke liye working generate karna Hamare liye bahut Mushkil ho jata hai aur hum Apna line character Yahan Par lost pen Le Jate Hain Saare kaam khatam ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

          G bahi ap ki bat teahk hai sub s zayda loos ki waja emotions or lalach hai is lia in baton pr control karian agr ap in baton pr control nahi karian gain tu ap ko loos s koi nahi bacha sakta dear members lalach mat karain or apna emotions pr control karain dear agr ap na in baton pr control kr lia tu ap ko profit hasil krna s koi nahi rok sakta
          • #6 Collapse

            Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

            sub sae zyda loss ki wja apki lalchj ha or apkae emotions han agr ap plannign bna kr or sstratgy kae sath kam kro gy tu us sae pko loss ni hog aor ap axe trah tradign kr ksty ho or profit ban skty ho apko chyeae kae lot ka size hmesha blnce kae mutabik kya kro taki apko loss na ho skea or apko loss na ho skae
            • #7 Collapse

              Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

              loss ke sub sy bare waja lalach hain lalach mai aa kar hum mistakes ko avoid kar ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai hamara koi boss nahi hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

                Boss ham ko as mien asal mien as lyee nuqsan hota h k hm as mien zyada lalach kerte hien jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee hamain as mien lalach sy pak kam karna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

                  forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne apne mistakes ko acoid kar ky mahnet sy kam karn chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

                    forex aik world wide business hain jab ham is main fazool or tukky kar is main posts or threads reply karty hain to hamy loss ho jata hain hamy zada tense nahi hona chahey balky hamy is main apni galtio ko improve kar ky is main mehantor sabar sy kam karna chahey pher hi ham is main successful ho kar acha profit haisl kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

                      forex aik bohat bara business hain is mai hamy apne galtiyo ke waja sy loss hota hain or galtiya tab hote hain jab hum lalach mai aa kar jald baze mai kam karty hain or loss kar bathy hain or apna paisa zaya kar dety hain is loss mai forex market ka ya brokers ka ya modiraters ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main sub sa zyda loss ki wajha

                        Assalamualaikum dost Forex trading market business name Hamari sabse Jyada Badi loss ki wajah Mere Khayal Mein Aaya Hai Ki hum jo Apne account ki money management Nahin Karte aur bill Wagah Apne trade open kar sakta kar dete Hain Mujhe Bhi Nahin Jante ki Humne Ankleshwar par kaam kar rahe hain uski movement Kitni jyada hai aur uska separate Kitna jyada hai aur hum foreign trade kar dete Hain yeah Hamari Sabse Badi Galti hoti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X