Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience k bagher investment ka koi faida nhi?
    Dear brothers forex trading men sirf woh log hi achi earning hasil kar saktay hen jin k pass acha trading experience hota hey iss liay jo log forex trading men investment kar k business karna chahtay hen unn ko chahiay k woh pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir investment karen kiun k experience k bagher investment zaiya ho sakti hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

    G dear bilkul aisa he hai ager ap ka expirence acha ni hai tu ap investment na karain kiyu kay expirence kay beghair tu ap jo bhi invest karain gaye wo doob jaye ga investment se phlaye achi tarha practice kar laina he bhter hai
    • #3 Collapse

      Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

      G Dear apne sahi kaha hai agar kisi k pas acha knowledge nahi hai aur experience bhi nahi hai to wo invest kar k loss karwaige to sabko chahiye k pehle forex ko learn karen basic learn karen phr advance level ki learning karen acha knowledge hasil karne k bad he invest kr k trading karen
      • #4 Collapse

        Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

        Investmint ha.y wasy bhi nai jrni chiya hamy chiya ham invest na kry ham bunass bante is or hi ham kam kry jo bhi is sy earn hi wgo ham nikal ly our us ko ham yse kry jan ha.y idr si hi free my bunass mil jata hy to hamy kiya zarorat hy apni investmint jrny ki
        • #5 Collapse

          Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

          Dear experience ky bgr investment karny ka koi fida ni Hai experience ky bgr investment bekar hei Jani Hai kabi bi investment na Karo agr experience ni Hai foerx main phly experience hasl karna chiyee demo account main khoob parctice karni chiyee in smjh a jaiyy ab main axhei profitable trad Kar skta ous waqat real account main investment Kar ly ...
          • #6 Collapse

            Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

            forex mein aap ko chahye hota hy ky aap pehly is mein learning karyn or experience gain karhn or us ky bad aap koi investment karng ka sochain.aap agar investment karty hain bgher kisi knowledge ky to aap apna paisa dabo rahy hoty hain kyun k forex mein luck ki base par bgger mehnat ky aj tak koi bhi banda kamyab nahin ho paya.
            • #7 Collapse

              Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

              g han bro ap thk kehty hn forex main investment kerny se pehly forex ko learn kren forex ka experience bnain forex ka knowledge hasil kren aur phir hi investment kren ager ap without experience deposit kren ge to phir loss hi ho ga
              Signature removed by moderator
              • #8 Collapse

                Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain agar appke pas knowledge hai magar experience nahe hai to tab be app iss market say kuch earn nahe KR saktay ye aik risky buisniss hai jis kelye experience ka hona behad zarori hai abi experience kaha gain karay to demo pe hamai chaye ke learning ke sath sath demo pe practice krtay rahai aur cheezo ko samjai experience gain karai
                • #9 Collapse

                  Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                  g han dear aia he hai forex men kamyabi k liye forex se related knowledge aur experience ka hona lazmi hai is liye koshish kren k jab tak ap ko experience na ho tab tak trading start na kren balky pehle apny experience ko strong bnaen us k baad he trading kren aur bgher experience k investment krna galat hai is se ap ko siwae loss k kuch hasil ni ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                    Hi g bel.kul experience k begair invest ka koi b faida nahi hai hany chahite k hamy chahiye k hm jo b kam kr rahy hein pehly us kam ko kar kar k experience haseel karein pher us k bad hm trade lagain kyun k sirf invest krny sy kuch nahi nahi ho ga invest krna hi sb kuch nahi hai invest k ilawa hamy experience b ho na chahiye experience bohat hi zaroiri hai us main kamyabi k leye is leye time dy k experience haseel karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                      Dear brothers forex trading men sirf woh log hi achi earning hasil kar saktay hen jin k pass acha trading experience hota hey iss liay jo log forex trading men investment kar k business karna chahtay hen unn ko chahiay k woh pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir investment karen kiun k experience k bagher investment zaiya ho sakti hey
                      As-salamu alaykum jahan tak Meri maloomat Hai Uske mutabik 2 experience ke bagair Forex trading Mein Koi fayda Nahi Agar Hamara experience Hoga To Ham ese Jyada fayda Utha sakte hain Aisi Baat Hai Kisi bhi kaam ko karne ke liye aapko learning or knowledge ki jarurat hoti hai Iske bagair koi kaam Sahi tarike se nahi ho sakta Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                        Bro ap ki bat se mukamal agree krta hon experience or knowledge ke bagir trading ka koie fayda nhe hai kyn ke without knowledge ke ap kitne bhe investment kr lyen ap sirf or sirf loss he kren gyen kyn ke forex business per ap profit tab he earn kr paye gyen jub tk ap ke pass proper knowledge or experience na ho pehly practice kren demo per jitna ho sake cheezen samjhen or dhiyan dyen then ap forex per kamiyabi hasil kr paye gyen
                        • #13 Collapse

                          Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                          As-Salaam-Alaikum dear friends ab ki baar say agree karti hai Forex trading mein experience ke bagair investment Nahin Karni chahi investment karne se pahle aapko iska knowledge aur experience sikhana bahut zaroori hai phir hiaap Kamyab ho sakte hain aur Agar Bagar knowledge aur experience ke a investment Karenge to aap ki income Zaya Ho Jayegi Is Tarah aapko loss hoga Is Tarah investment karna bahut badi galti hai Is Tarah aapko losd ke swa kuch nahi milega
                          • #14 Collapse

                            Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                            g bilkul sahi kah rahy haain jab tak forex pay humary pass experience nahi hai tab tak humari investment k koi faida nahi hai kyu k agr humary pass experience nahi hoga tab tak hume trade k pata nahi chaly ga aur hum trade main loss he uthaye gay aur humari sari investment b zaya ho jaye gi aur humara doble loss ho jaaye ga aur account b wash ho jaaye ga..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Experience k bagher investment ka koi faida nhi?

                              ap nay bilkul sahi kaha hai k hamein forex market main experience k bina he trade nahe karni chahye kion k es ka hamein koi faida nahe hota hai,dear fellow hamein chahye k ham soch samaj k trade karein jis k liye forex market ko samjhna bohat he aham hai,dear fellow forex market main kuch chezein sirf experience k sath he ati hain es liye jald bazi say kam nahe laina chahye or sekhnay main jitna waqt lagna hai ose bear karna chahye.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X