Greed aur emotions me difference

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed aur emotions me difference
    Greed

    Market me unlimited profit ki earning traders ko greed karny par majbor kar sakti hay ham agar apny profit key targets se zeyda ki earning kar be lety hey to greed karny lagty hey, agar profit ka target achieve ho jaye aur trading stop na ki jaye to es ko greed ka name dia ja sakta hay.

    Emotions

    Loss ka dar traders ko emotional kar deta hay agar traders market ko judge karny me expert nahi hon gey to wo orders place kar key dar mehsoos karen gey esi dar ki waja se traders emotional ho kar jald apny orders porfit me ya loss me close karny ki koshish karta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed aur emotions me difference

    Bahi greed or emotion mai kafi difference hai kiun ka greed mai lalach or hawas shamil hai or emotion mia jazbat shamil hain lalach hum karta hain ka huma zyada s zyada money lain or emotion mai ya hota hai ka ap log jazbati ho jata hain or bina socha samja trade lagata hain jis s buksan hota hai is lia greedy or emotions ko ak tahra mat sochain dono different hain
    • #3 Collapse

      Re: Greed aur emotions me difference

      Greed aur emotions main bunyadi taur par to koe itna khas farq ni hay. Greed ye hota hy kay traders boht kam waqt main boht kam sarma'aye kay sath boht sara profit earn karna chahty hain jo ky trading kay liye boht dangerous hota hay. Emotions bhi yahi hoty hain kay market oper ya neechy ja rahi hay to boht sara paisa foran he ikatha kar liya jay.
      • #4 Collapse

        Re: Greed aur emotions me difference

        Foerx trading karty waqat greed our emotion dono ko contraol rhkna chiyee forex main earning ki koi limit ni Hai jitni marzi Kar lo aksar apna targart profit ka achive karny ky bad bi Dil main lalch see rhti Hai kyu na doubra tradr laga Kar our profit hasl Kar Lia ya greed karty Hai our emotion ya Hai ky in hum jazbatt main a jaty Hai our sochy smjhy bgr trad laga dety Hai ..
        • #5 Collapse

          Re: Greed aur emotions me difference

          G Bhai app belkul sahe keh rahai Hain greed aur emotion n2 mukhtalif cheezai hai Jo hamarai loss ka sabab bnti hai aur in cheezo ko control krna intehaye zrori hai agar hm profitable rehna chahtay hai mairay khyal Mai agar hm complete money management ke sath trade karay to emotion ko control kr saktay hai aur margin hamesha know rakay iss say greed kise had to control keya ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Greed aur emotions me difference

            Gread our emotion k sath hamy kam nai krna chiya ny chiya hamtrading my emtiinal my ah k ham apni tade na lagi kry ham aoni trading my mhant sahibkry oyr ham emotional na ho ham apny emotion ko countrol my rakhy ham aony emotional hony k salahiyat ko trading k liya m kr dy
            • #7 Collapse

              Re: Greed aur emotions me difference

              Firex trading mein aap ko 2 trha ki situations ka samna karna par sakta hy ek to yeh ky jab aap ko bhot profit ho rha ho to cnfidence me aa kar ya lalach mein aa kar lot sizes bari kr lety hain.jis se achnk nuqsan uthana pr jaya hy. is k ilawa ap agar loss kr lety hain to us ko recover krny k liye ap by tab ho jty hain or emotions pr qabu nahin rkh pty tb bhi jld bazi me loss hskta hy.
              • #8 Collapse

                Re: Greed aur emotions me difference

                Dear bro bilkul sahi keha aap ne hame greed or emotions dono ko control kerna parega. Tab hi jaker hum log trading ker sakenge or kuch hasil ker paenge agar hum ne sirf greed ka socha or us khush fahmi me reh gai k hame profit hoga to ye hamare liye nuqsan de sabit ho sakta he or hoga. Is liye zaroori he k hum profit or loss dono ka soch samjh ker trading kerna parega.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed aur emotions me difference

                  g han dear ap ne bohat ache tareeky se greed aur emotions ka difference btaya hai bohat sare log greed ki waja se apna loss krwa lyty hain aur emotions bi loss he dyty hain is liye agar kamyab trader bnna hai to phir khud ko greed se door rakh kr aur apny emotions ko control men rakh kr trading kren ta k ache earning ho sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed aur emotions me difference

                    Greed
                    GREED mean lalach lalach buri bhala hai ye aik bohat hi buri habit hai us sy bach k tmrehna chahiye jb trader bohat zaida orifit ki khaish rakhein aur us k leye hikmate amli sy na chaky aur resk ly ti usy greed kehty gein is k zareeye hm aona khud hi nuqsaan krty hein
                    EMITION
                    EMOTION ye k jb kisi ko forex main loss ho jae to us waqt kuch log emotional ho jaty hein aur us condition main wo galat faila krty hein ta emotional main a gy pher sy sochy samjy begair trade laga dety hein ya pher forex ko churny ka faisla kr lety hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed aur emotions me difference

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Greed

                      Market me unlimited profit ki earning traders ko greed karny par majbor kar sakti hay ham agar apny profit key targets se zeyda ki earning kar be lety hey to greed karny lagty hey, agar profit ka target achieve ho jaye aur trading stop na ki jaye to es ko greed ka name dia ja sakta hay.

                      Emotions

                      Loss ka dar traders ko emotional kar deta hay agar traders market ko judge karny me expert nahi hon gey to wo orders place kar key dar mehsoos karen gey esi dar ki waja se traders emotional ho kar jald apny orders porfit me ya loss me close karny ki koshish karta hay.
                      assalamu alaikum bhai Meri maloomat Ke mutabik togari Dori motions Mein Fark Hai jo aap lalach mein bahut jyada post karte hain yaar trading main market ki movement Canal ishqe analysis ke bagair aap Jyada Se Jyada profit Hasil karna chahte hain aur Apna nuksaan kar lete hain aur emotions Hote Hain Jo aap Jazbaat mein Main Aakar apni knowledge Apne analyses on learning Ke bihav Par chatting kar ke Paisa kamate Hain To usse apko fayda hota hai na ke nuksan Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed aur emotions me difference

                        g bilkul sahi kah rahy haain forex main greed aur emotions pay hume control rakhna chahye agr kamyab hona chahty haain to greed lalach hai jo hum agy barhny k liye karty ahain aur jis k liye hum shortcut use karty haain jis se hume loss he hota hai koi faida nahi hota aur emoition main hum jazbat main aa k to ghlt faisly kar daity haain jis se hum loss main jaaty haain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed aur emotions me difference

                          Bahi greed or emotion mai kafi distinction hai kiun ka greed mai lalach or hawas shamil hai or emotion mia jazbat shamil hain lalach hum karta hain ka huma zyada s zyada money lain or emotion mai ya hota hai ka ap log jazbati ho jata hain or bina socha samja exchange lagata hain jis s buksan hota hai is lia grasping or feelings ko ak tahra mat sochain dono distinct hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed aur emotions me difference

                            Greed our emotion main ya diffrence hai ky forex main earning ko koi limit ni hai dil main lalch sei paida hoti ek trad profit main chali jati hai ous profit par shukar ni ada balky lalch karni our profit hasl kar kia jaiyy abi lykin lalch marwa deti hai aksar markeet loss main chali jati our emotion jb apny jazbat ko qabo ni rhk patyy bgr sochy smjhy gusyy main a kar trad laga ddty hai emotion our greed dono sy bachna chiyee..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Greed aur emotions me difference

                              G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex men bohat sare logon ko greed aur emotions ki waja se loss face krna parta Hai aur phir ye log forex ko chor jaty hain jab k aisa krna galat Hai humen bar bar ek he baat kahe jati Hai k apny emotions ko control men rakh kr he trading krni chaheye kyun KY hmare emotions humen loss ki traf hee le kr jaty hain is liye Agar kamyab trader bnna chahty hain to apny emotions aur greed ko control men rakhen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X