Lot Size ki Selection
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Size ki Selection
    Dear Friends lot size ko select karna asal me money mangment hamay sikhati hai agar hamne analysis sai ki hai sab kuch sai hai lekin lot size sai nh rakhi hai to kabi na kabi ham apni accpunt ko wash b kara saktay hai simple forumla ye hai ap k pas 100 dollors hai to ap ki lot size 0.01 honi chahye kuch b hojae bhale ap ki income kam ho rahi hai jab ap 200 dollars k pas posch jae tab ap ;ot size 0.02 is tarah se bharatay jaen gai aur profit me jaen gay yahi forex traing ka asal qanoon hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot Size ki Selection

    Profit aur loss lot size ki kam ya zeyda key selection par depend karti hay, agar lot size ki selection me ham se zara si be mistake ho jati hay aur esi mistake ki waja big loss me ham face kar sakty hey, market me loss aur profit ratios ko agar ham determine kar lety hey to lot size ki selection me ham kabi be mistake nahi kar sakty, lot size ki selection hamesha market key behavior dake par select karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Lot Size ki Selection

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Azaad پيغام ديکھيے
      Dear Friends lot size ko select karna asal me money mangment hamay sikhati hai agar hamne analysis sai ki hai sab kuch sai hai lekin lot size sai nh rakhi hai to kabi na kabi ham apni accpunt ko wash b kara saktay hai simple forumla ye hai ap k pas 100 dollors hai to ap ki lot size 0.01 honi chahye kuch b hojae bhale ap ki income kam ho rahi hai jab ap 200 dollars k pas posch jae tab ap ;ot size 0.02 is tarah se bharatay jaen gai aur profit me jaen gay yahi forex traing ka asal qanoon hy

      Dear forex member, meray khayal se lot size ka taluq account se zyada hamare experience aur inexperienced PE ha agar ham forex ko samaj Gaye to 50 Dollar pe bi .2/.3 ki trade laga k profit ma ka sakte Han aur agar inexperienced Han to hamara account beshak 300 dollar ka ho ham .1/.2 ki lot se below account Khali Kar Dan gay.
      • #4 Collapse

        Re: Lot Size ki Selection

        g bilkul sahi kah rahy haain hume chahye k hum jab b trade karain to hum small lot ko use karain taa k agr hume loss b ho jaye to hum us ko easily recover kare sakain aur apny account ko b secure rakh sakin aur big lot ko mat use karain kyu k is se hume loss b big hoga jis ko hum mange nahi kar sakin gay aur humara account b wash ho jaye gaa.
        • #5 Collapse

          Re: Lot Size ki Selection

          forex market main lot selection ki bohat he zaida importance hai es liye hamein chahye k ham forex market k kuch basic rules ko must follow karna chahye dear fellow ,agar hamara balance kam ho tu hamein chahye k ham os hisab say he trade lagaeyin ,dear fellow agar ham apnay balance say zaida trade na karein es k hamein loss he hota hai
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Lot Size ki Selection

            Agar ap lot size ki selection ko karte hain to apko is meiin kam se kam lot size ko rakhan chahye aur apko forex mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein ap zaada earn kars akte hainaur forex hi best hain jis mein ape arning kars kate hain lot size ko kam rakhe pher ja kar ap is mein trade kare aur apko is mein kam hi loss hoga
            • #7 Collapse

              Re: Lot Size ki Selection

              g brother lot size forex main bohut ziada importance rakhti hai forex main kamayab hony k leay money mangement ko follow karna bohut he zrori hai phir he ap success ho kar apni earning kar sakty hain ju log big lot use karty hain un ko forex main kamyabi kabhi bhi nahi milti hai kyon k wo short cut k chaker main par jaty hain jiss say wo apna pesa bhi barbad karty hain aur time bhi barbad karty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Lot Size ki Selection

                Ap ney dear perfect brief kia hey. Trading main money management bahut zarori aor hamary account ko safe kerti hey. Apny balance ki calculation kerty rehna chaey. Lot ki selection key liey forex calculator ko bhi use kia ja sekta hey. Beri lot ka use mery khial main to greed ki nishani hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot Size ki Selection

                  forex trading main lot size ko 2 baton ko khyal main rakhty howe set kiya jta hai aik tu ap ki lverage es main boht effect karti hai q k aghr tu apki lveargae zayda set ki hai tu ap lot bhi bari lga ksty hain es k ilwa yah tab possible hota hai jub ap nari lot ko mange karny ki ability rakhty hain q k es k lye apka trdaing knowledge high hona zarori hai os k bad ap apny balnce ko madhe nazar rakhty howe lot set karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot Size ki Selection

                    lot size agar hum sahi say select karty huwya use karen gay to he humari trading ziada achi aur behtr ho sakti hay humay kabhi bhi es business main ziada lot size ko select nahi karna chahiye es chakar main hum nuqsan bhi kar sakty hay humya money management karty huway he trading karni chahiye esi main safe trading karni chahiye
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot Size ki Selection

                      forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai amount invest kar ky lot lagaty hain or loss sy bach ky hum acha profit gain kar lety hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik international business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X