Limit ki warning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Limit ki warning
    Dear friends, aj kal bahut saray members ko yah problem ho rahi hay kah un ki 50 posts puri nai hoti but un ko 50 ki limit warning aa jati hay aur woh posts nai kar patay, actually aisa esleay hota hay q kah woh ek hi time par posts kartay hain agar ap den main different time par 10 say 15 posts kartay hain to es tarah 50 posts kar sakain gay. main daily 10 posts subah, 15 posts den main aur 20 posts rat ko karta hon aur es tarah meri daily ki 45 posts ho rahi hain aur ub tak mjhy koi limit ki warning nai mili.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Limit ki warning

    G han dear me apki bat sy itfa qkarta hon apny bilkul thek kh ahi or apny bhot achi information shear ki ki hai dear mery kheyal mery khayl me hamen thory thory time kay bad posting karni chahye agr ham ek sath laga tar posting karty han to is me hamen forum ki janib sy warning mil jati hai
    • #3 Collapse

      Re: Limit ki warning

      mere bhai ap n ek bht hi achi bat nki h ye msla kafi membr k sath ho raha tha uski wja yaeh the k kisi k kisi ko isk bare mein saeh malomat ni the to apn ek achi bat ko yahan shair kya h k hamein is bat ka khyal krna chahye k tim ki limit jo h hm usko cross na krein dhyan se kam krein to hmara limit ka isho na ae ga
      • #4 Collapse

        Re: Limit ki warning

        G dear sir humain chaye kay hum aik time table kay mutabiq ager chaltaye hain tu hum easily 50 post per day kar saktaye hain aur ager hum ye sochtaye hain kay hum last kuch dino mai 50 ki limite se 300 ya 400 post kar lain gaye tu ye humari ghlati fahemi hoti hai aur hain post ki limite pori hotaye hai ap us kay bad post ni kar saktaye ho
        • #5 Collapse

          Re: Limit ki warning

          Dear aap bilkul sahi ker rahey hai,Humey apnay pak forex forum kay kaam ko din kay mukhtalif times mai taqseem ker laina chaiye.Iss tarah hum ziada or achi posts ker saktay hai.or humey ye zaroor khayal rakhna chaiye kay hum 50 sey kamm he posts karey is tarah humey posts limit ki warning bhi nahi aey gi.Agar hum pooray month mai daily average ko mantain rakh kay posts karey to month ki posts ki tadad bohat achi ho jati hai jo humey acha bonus dila sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Limit ki warning

            Darasal bt ye ha bhai k hr member ki 50 k limit tu ha but forum pe bht ziada log posts kr rahy haen tu forum ki bhi limit hoti ha jb forum ki apni daily limit poori ho jati ha tu forum spams se bachny k lye sb members ko warning de daity haen ta k bht rash na bany aur server achy tareeqy se chalta rahy
            • #7 Collapse

              Re: Limit ki warning

              Dear brother bilkul sahi keha aap ne k different time me kam kia jai to behter rehega Musalsil post kerne se banda khud bhi comfort feel nahi kerta or weha se warning aana bhi start ho jati he is liye hame chahiye k different time me posts karte rahe to acha hoga. kia 3/4 ghante me ye kam nahi ho sakta k hum 3/4 ghante kam ker k khatam ker le? hame hame chahiye k jaise unki demand he posts ki us tarah se kam kerte rahe.
              • #8 Collapse

                Re: Limit ki warning

                G bahai app belkul sahe keh rahai Hain mairay sath khud be 2 martaba aisa hua hai ke 50 post na hotay aur limit ke warning ajate lekin bad Mai jb Mai nai mukhtalif time Mai post krna shuro kr deye to abi to mairay sath ye masla dobara nhe aya hai.lehaza apna aik time table bana ke mukhtalif time Mai post kranai chay.
                • #9 Collapse

                  Re: Limit ki warning

                  G dear ye bat bhi apki sahi hai aksar member jaldbazi main jaldi jaldi posting karte hain k wo apni day ki 50 post puri kar saken aur time ka khayal he nahi karte bas posting karte jaate hain to aese main limit ajati hai aur 24 hour k lye acccount banned ho jata hai unko chahiye k wo 5 se 10 mint bad ek post kia karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Limit ki warning

                    G bhai aj kal bahut saray members ki 50 posts honay say pehlay hi warning mil jati hay aur woh mazed posts nai kar patay aur ap nay es ki reason thk batai hay q kah woh ek hi wakt par bahut sari posts karnay lagtay hain aur ap nay es ka thek solution bataya hay agar ap kuch breaks k bad posting kartay hain to ap ko 50 say pehlay kabi limit nai milay gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Limit ki warning

                      mere bhai ap n ek bht hi achi bat nki h ye msla kafi membr k sath ho raha tha uski wja yaeh the k kisi k kisi ko isk naked mein saeh malomat ni the to apn ek achi bat ko yahan shair kya h k hamein is bat ka khyal krna chahye ok tim ki limit jo h hm usko cross na krein dhyan se kam krein to hmara restriction ka isho na ae ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Limit ki warning

                        bhtt dfa aisa hootaa haii k hmaree 50 postss nhee hOte haii aurrr....warning ka notification ka jata hai k limit purii hOgyee haii dailyy kee...yeh aosaa hItaa haii k hmareee rozz ke ak fixx timmingg nii hItee haii postss krnaii kee jiskee wajah see time mein differencee a jata haiii...isliye he aisaa hOta haii ak trteeb k sath postiing krnee chaiyaiii

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X