Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay
    Jo bhi trade bary loss main chali jati hai aur phir loss main hi run kerti rehti hai tou uska reverse hony ka intezar kiay baghair hi trade loss main close ker ky kisi aur pair main try kerni chahiay ky loss ko recover kia ja saky warna ho sakta hai ky long time ky liay trade loss main hi chalti rehy tou koi profit hasil na ho saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

    G dear ap ki bat bilkul shi hai ager ap nag koi trade lagaye hai aur wo kafi arsa se lose mai he ja rhi hai tu ap ko chaye kay ap us trade ko band kar dain kiyu kay wo trade ap ko kabhi bhibprofit ni daye gaye balkay lose mai he kaye jaye gaye
    • #3 Collapse

      Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

      dear bro ye to ap ki trading skills per depend kerta hy ke ap forex market ko kitna janty hn jub ap trade open kerty hn aur ap ki trade loss main chali jaty hy aur phir loss main hi chalty rehty hy to ap ko juldbazi ni kerni chay again phir market ka ashy tara jaiza lain aur phir hi koi decesion lain
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

        Loss main agar trade run kerti rehy tou agar sath kisi other pair main hi jany wali trade sy profit bhi ho jaey tou jab tak hamari trade loss main open rehy gi ham woh profit withdraw nehi kerwa sakty tou hamain her surat loss main run kerny wali trade ko pehly close ker dena chahiay phir new trades sy loss ko recover kerna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

          Gee haan yeh aap nay theek kaha hai forex mein jab hum trade zayada daer open reh jaye aur woh profit mein na ja sakay tou uss mein bahut zayada gap aa jata hai aur loss barhta jata hai tou aise surat mein humain chahyea kay uss trade ko loss mein hi close ker dain
          • #6 Collapse

            Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

            Brother aap nay sahi mashwara dia hai.Agar trader ka account balance itna hai kay wo kisi trade kay ziada loss mai janey kay baad bhi koi or trades open ker sakta hai to usay zaroor new trades oen ker laini chaiye takey aik trade ka loss dusrey trades mai recover kernay ki try ker sakey but agar account capital kamm hai to usi aik trade ko he run kernay daina chaiye iss tarah may be account wash honay sey bacha rahey or trade reverse mai ajaey
            • #7 Collapse

              Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

              long time loss mai jany wali trade ko close kar dena chahey hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                forex aik online business hain ham is main trading karty hain agr is main hamari trade bohat hi slow chal rahi ho to hamy apni trade ko close kar dena chahey hamy is main next experience or knowledge hasil kar ky is main market ki movement ko dekh kar is ky up hony par trade lagani chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                  forex mai hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey forex mai hamy expert trader ban ky long term trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                    Yeh sab aapke ae analysis par depend karta Hai agar aapke analysis aapko trade cloth karne ka keh rahe hain to aap train cross kar sakte hain lekin mere khayal mein agar loss long-term ke liye ho kya hai to use close na Karen koshish karon ki dusri trade bhi udhar se laga kar dobara usi trend mein tel laga kar to aap acchi anil Castle kar sakte hain kyunki market wapsi jarur aati hai aur aap ko achi earning ho jayegi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                      G dear ziada daer m chalni loss wali trder ko close kr dani chyee q k is se ap ka account bi wash ho sktay h is ly trde ko ziada time chalni ni dany chyee q k agar aik trde time loss m chal tho ho tu ous ka wapis Ana Mimkin ni hota h
                      • #12 Collapse

                        Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                        G han bilkul forex main agar hm koi trade open karty hain aur woh musalsal loss main ja rahi hai to hmaien us ko close kar daina cahiyay kyun ky is say hmara account bhi wash ho sakta hai is liyay eysi trade ky open reh y say loss hi ho ga is liyay agar musalsal loss ho raha hai to us trade ko close kar dain
                        • #13 Collapse

                          Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                          Forex trafing business main agar ap kay pass acha bonus hy to ap ko chahiye kay ik say zayada trade oen kar saktay hyn or long time loss main janay wali trade ko close kardyn or dosari trade main agar ap ko itna he profit ho rah ho to woh loss ap ka recover ho jatahy
                          • #14 Collapse

                            Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                            Assalamu Alaikum dosto haan yeh aap nay theek kaha hai forex mein jab hum trade zayada daer open reh jaye aur woh profit mein na ja sakay tou uss mein bahut zayada gap aa jata hai aur loss barhta jata hai tou aise surat mein humain chahyea kay uss trade ko loss mein hi close ker da
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Long time loss main chalny wali trade ko close ker dena chahiay

                              Jiya bhai jaan aap ne Sahi kaha hai hamein chahiye kya miss Mein acche se kam Kare aur Hamesha main Jyada Se Jyada mat karna chahiye Kyunki isme Main Toh Insaan hi kaam mein aap Hota Hai jo minute Nahin Karte Ho Har Kaam Mein Na kaam hote hain isliye main isme mehnat karna chahi to Ms maker Mein Basa kar Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X