agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se
    mere pyaro main ap sab se ye pochn achata hon ke agar ham aik threa par do bar as main reply kare tu as se koi khtra tu nahui hai na
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

    Dear forex member, aik thread ma ap 2 bar jwab da saktey han magar AP k jwab alag huna chaye, aur agar aik jesa bi ho Jaye to no matter agar wo forum rules k mutabiq ha.
    • #3 Collapse

      Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

      Dear brother forum pe aik thread pe hum sirf aik reply post hi kar saktay hen aur agar ap se aik post double ho jati hey tu foran moderator se rabta karna parhta hey aur phir woh post delete ho jati hey kiun k double post karnay se forum account banned bhi ho sakta hey iss liay jab bhi post karen soch samaj kar achi tarah check kar k phir post karen
      • #4 Collapse

        Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

        Mere mutabik AP ki will post accept hi nahi ho gi aur ye aik dangerous kaam hai agar AP is ko bar bar karain to account bane ho sakta hai is liye is ka kheyal rakhte hue aik thread pe posts again na karain refresh karain page AP ko new questions mil jayen ge in pe ap answers de sakte Hain aur AP ka account bhi save rahe ga is tarah AP ki mehnat rang le aye gi practice karain aur learn karain then real trading karain aur earn karain
        • #5 Collapse

          Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

          G dear fellows ap aik threat ka 2 bar jawab daye saktaye hain but ap ko chaye kay ap ka jawab mukhtalaf ho aik jaisa tu bilkul na ho aur ager ghlti se ho jata hai tu koi bat ni but kisi aur kay jawab ko copy paste mat karain us se ap ka account ban ho jaye ga
          • #6 Collapse

            Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

            dear friend aik he thread pa ap aik he reply post kr sktay hn lekin agr apki aik he post double mn chali jay to yeh forex rules k khilaf ha iskay liay apko moderator sa request kr k remove krwana chayay istrh apki dosry post remove ho jay gi naen to apka account bain bhi ho skta ha
            • #7 Collapse

              Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

              Soch kar Samajh Kar FIR kaam karna hota hai investment create karna hoti hai agar aapko Yahan Par kam karne ke liye confidence kahin se nahi milega aapko Jyada learning se Milta hai aapko chahiye ki Aap Yahan Par Forex ke account mein Rakhe Kitni Achi Hogi Kabhi aapko apna suitable hoyega yahan se
              • #8 Collapse

                Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

                Nhen friend is se koi ferq nhen perta. Jeb apka reply mukhtalif hey to phir ap jitni bar chain reply kerain. Problem us reply se benta hey jo repeated ho yani same post ko ap dobara send ker dain. Isterhan kerna forum key rules key khilaf hey aor yeh repeated post ata hey jiski wajhan se account bann bhi ho sekta hey.
                • #9 Collapse

                  Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

                  Assalamualykum dear members main apko btana chaho ga keh ap ek thread ky reply me ek hi post kary to zyada behter he ek sy zyada post krny par koi faida nahi he ek to post delete kr di jay gi or account block hony ky chances bhi hoty hen
                  • #10 Collapse

                    Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

                    Some time Internet slow hony ki waja se ham se ye ghalti ho jati hay key ham 2 times posts ko send kar lety hey agar kesi thread par 2 time hamari same post send ho jaye to members ko chaye key apni es duplicate post ko delete kar ley, members ko ye allow hota hay key wo forum se apni useless aur duplicate posts ya thread ko kesi be time delete kar sakty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

                      Dear Brother ap ny acha question kia k forex forum main ap rolls k mutabq ap ka answers same tera k nai hona chahyae ager ap ka answers alag alag hain tu phr ap ko duno ka. Bonus milay ga ager same hain tu pher ak post delete ker di jay gi as ka bonus nai milta.
                      • #12 Collapse

                        Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

                        Walikum salam dosto aik he thread main 2 bar reply nahi dena chahiye kio k aik post ko 2 bar reply nahi dey saktay kio k ya tu duplicate post ho gia aur fourm rules k mutabak tick nahi hai aik thread par bar hum jawab nahi dey sakty kio k ya fourm k khalaf warzi hai humey aisa nahi karna chahiya kio ya tu copy-paste hai. Pakforex forum ka rules main yahi chize allow nahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

                          Sir mujhy lagta hai k as mien kio khas masla na hai agar hum aik he thread ko do bar reply ker dety hien aagr hum forex mien aa ker kam kerty hien tu hum ko as mien aa ker try kerna hota hai k aik he thrad ka aik bar jawab dian agar hum bar bar mistake kerty hien tu yeh achi bat na hai as lye hum ko forex mien aa ker kabi b mistake na kerna hota hai ro hum ko as mien aa ker hard work ker kam kerna hota hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: agar aik thread main do bar jwab den tu ghalty se

                            dear agar ap as main do bar aik hi thread main jwab dete hain tu ap ke account ko khtra ho sakta hai likn as ka waze tur par mujh ko pata nahi hai as liy ap ko dhyan se as main posting karni chahiy hain as forex trading main as main ap ko chahiy hai kee ap as main posts ki myar ko bi acha banne ki kushsh bi kare

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X