Small Lots size Ka Faida
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small Lots size Ka Faida
    Aslam o alikum dear friends small lots size rakny ka bahoot zaida faida hai kio k small lots size rakny say account ko lose hony say bacha sakty hain aur lots size humey chahiye k apny balance k mutabak set karna chahiye. Aur trade open karny say pehly lots size k sath sath stop lose option ka istamal karna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small Lots size Ka Faida

    G Bhai belkul app sahe keh rahai Hain small lot size agar hamarai account balance ke mutabiq ho to oss say hamai buhut fayda hoga aik to hamara account wash honay say bacha rahai.ye money management ke zamrai may ata hai aur money management jitna acha ho bnda otna he risk free trafing krta hai
    • #3 Collapse

      Re: Small Lots size Ka Faida

      Dear brothers forex trading men jo log small lot size ko use kartay hen unn ka account kabi wash nhi hota kiun k woh kabi ziyada profit k lalach men bari lot nhi lagatay aesay log thora thora kar k acha profit hasil kar letey hen aur jo log small lot size ko use nhi kartay aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss hota hey aur account wash bhi ho jata hey iss liay small lot size ka faida yeh hota hey k account safe rahta hey
      • #4 Collapse

        Re: Small Lots size Ka Faida

        Samalot soz ka ham ko hot zeada faid ahy jiyna ha. Te tion free hona chaty hy ham ko utna hi zeada kam sy kam ot soz ko yse krna chiya agr ham jam sy kam.apni lit soz ko use kry gy us ka hamy hi faida hy ham us sy acha eaen kr sgty hy ham acha loss ko cover kr sgty by loss bhi zeada nai hota hy hamra
        • #5 Collapse

          Re: Small Lots size Ka Faida

          Small lot size ka astamal ap ko ak acha trader banny main aham kerdar ada karta hy ap agar money mangment karen gay to ap kabhi bhi noksan nahi othaen gay bal k ap hamesha profet main hongay kameyabi asi main hy k ap apny acount ki worth k motabeq trade lagain
          • #6 Collapse

            Re: Small Lots size Ka Faida

            Ji dear bilkul, kiu ke agar ham apne account balance ke mutabiq apni lot size ko small rakhain gy aur SL aur TP option use karain gy to aik to ham zyada loss b bacahin gy, account b wash nahi ho ga , aur ham tension free ho kar trading karte rahain gy,
            • #7 Collapse

              Re: Small Lots size Ka Faida

              G Bilkul bro ap ne theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hon hamesha small lot size he use krne chahye or apne capital ke hesab se lote size he rakhne chahye kyn small lot size ap use kr ke ziyadeh dair tk trading kr paye gyen or jub bhe trading kren tu stop loss or take profit zaroor set kr lena chahye then ap apne account ko secure rakh paye gyen other wise forex boht he risky business hai jitna profit hai utna loss bhe hai is business main
              • #8 Collapse

                Re: Small Lots size Ka Faida

                G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me ham trading me jitni kam lot size use karty han hamra is me itna he bonus save rahta hai so hamen trading stop loss or take profit ka use bhi karna chahye agr ham wo nhe karty han to us sy bhi hamen bhot loss ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Small Lots size Ka Faida

                  Small lot size rakhne ka fayda ye hai ki Hamara account wash Nahin Hota aur hamein apni loss wali trades ko cover kerne mein asani ho jati hai kion k is trah hamein kam lot istemal karne se Hamara loss bhi kaam Hoga aur Hamein profit bhi kaam Hoga lekin Hum is kam lot se apne account ko save Rakh sakte hain aur Hamara Pehla target Yahi Hona chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Small Lots size Ka Faida

                    Small lot size darasal trainees k lye best ha chon k wo jb practice kr rahy hoty haen real account pe tu unhaen chaye k sb se kem Wali lot ka use krean ta k unhaen trades krny ka ziada se ziada Faida ho aur wo hr trade se kuch seekh sakaen baqi jo experienced traders hoty haen unhaen pta hota ha k unhn ne ktna lot size rakhna ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Small Lots size Ka Faida

                      Wha alukun slam dear small lot size ka humain bhut zayda faida hota hai us se hota ge hai kay aher ap ka trade ghlat lag jata hai tu jo ap lose hona hota hai wo kam hota hai us se ap ka account wash honaye se bach jata hai jub kay ap kobprofit hota hai tu wo bhi thora hota hai but us ka ap ko faida he hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Small Lots size Ka Faida

                        G han brother ap thek kah rrahay hain, small lot size use karnay ka sab say bara faida yahi hay kah hamara account secure rahta hay aur kabi bi wash nai hota q kah small lot size say market jetni bi loss main chali jaay account wash nai hota aur aga stop loss use keya geya ho to account aur zayda secure ho jata hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Small Lots size Ka Faida

                          Aslamualaikum wese humain forex trading main humesha lot size chota hi rakhna chahiye small lot size se ager humain profit kam ho ga lekin loss bhi kam ho ga or humara account bhi safe rahay ga or humari trade bhi safe rahay gi or specialy chotay account walay traders ko must apna lot size chota hi rakhna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Small Lots size Ka Faida

                            Forex trading business aik risky business hai jis main loss ka risk hamesha rehta hai. Risk management forex main bohat hi zaroori hai. Aur risk ko minimum rakhna chahiya. Lot size is directly proportional to the risk. Agar lot size bara hoga to rism bhi zyada ho ga air loss bji zyada and vice versa.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small Lots size Ka Faida

                              forex mai hamy ache amount invest kat ky small lot lagane chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X