Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.
    Dear member aj main ap ke sath aik esy indicator ke bary main baat karun ga jis ke istimal se ap trend ko samjh sakty hain. Jee han main Relative strenth index (RSI) ke baat kar raha hun. Yeh aik momentom indicater hay jo magnitude ko judg karta hay and ap ko trend ka signal deta hay. Relative strength index below 30 buy and above 70 sell ka signal deta hay but ap three days, seven days,14 days, and 30 days ko zaroor check kijiay ga.
    Last edited by ; 21-04-2019, 03:19 PM. وجہ: mistake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

    Forex trading main RSI aik aisa indicator hay jo kay trader kay liye boht hi ahm hay aur boht say trader forex trading kay liye apni tamam strategies main RSI ka use kertay hain. RSI really aik boht hi acha aur profitable indicator hay jo kay tamam trader ko apni trading strategy aur ideas main use kerna chahye.
    • #3 Collapse

      Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

      RSI aik bohut he acha indicator hai jiss say ap markeet main over bouhgt aur over sell ka andaza laga sakty hain mager RSI ki working ko smajhna bhi bohut zrori hai aur iss main jab tak app ki practice nahi hogee tab ap ko RSI main achi tra say working karny nahi ayy gee kyon k ye bohut sari stratgey ko add kar k kam kia jata hai jesy divergance hogai aur bohut see.
      • #4 Collapse

        Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

        kuch logh hyn jo is indicatr ko istimal karte hyn paar maain in ko bil kul bhi nahin dekhta hun maain to ayhun paar just aik hi cheez maain trade karta hun or woh hy mere trend line jis se mujhy yahun paar achi ernig hasil hoti hy maain yahun paar jab new ath tab maain imndicator ko dekhta tah a maain bil kul bhi anhin dekhta hun
        • #5 Collapse

          Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

          market main indicator ko use kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur market main expeirnce hasil kar k hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain market main bi kisi bi waqt trad ekarny main bi sani ho saky gi aur hamain is forum main bi trade karny main bi asani ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

            market main planing kar k hi trade karni ho gi aur indicator ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main expeirnce hasil kar k hi hum real main bi trade karny k kabiil ho sakty hain aur hamain is forum main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain tab hi hum perform karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

              indicator ko sue kar k hi trade kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main bi demo main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain market main trend ko use kar k hi hum sucess ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

                market main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain indicator ko use kar k hi trade karni ho g itab hi hum suces hon gay aur hamain market main mind ko fresh karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain expeirence hasil kar k planing karni ho gi tab hi hum bi demo main practice karni ho gi tab hi hum trade karny k kabil ho sakty hain it is best job
                • #9 Collapse

                  Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                  Dear member aj main ap ke sath aik esy indicator ke bary main baat karun ga jis ke istimal se ap trend ko samjh sakty hain. Jee han main Relative strenth index (RSI) ke baat kar raha hun. Yeh aik momentom indicater hay jo magnitude ko judg karta hay and ap ko trend ka signal deta hay. Relative strength index below 30 buy and above 70 sell ka signal deta hay but ap three days, seven days,14 days, and 30 days ko zaroor check kijiay ga.
                  Indicators Jitne Bhi Hai sare hi trading mein bahut jyada useful aur acche results Dete Hain lekin traders mistake Kuchh time Karte Hain Jab total indicators per depend Karke kam karte hain status ko chahie ke kabhi bhi sirf indicators per depend Karke Kamna Karen Kyunki Jab traders sirf indicators per depend Karke kam Karte Hain To Unka risk bahut jyada increase ho jata hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

                    hamy indicators ko use kar ky is main mhehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar bana kar br kam kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain yai aik world wide business hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                      Dear member aj main ap ke sath aik esy indicator ke bary main baat karun ga jis ke istimal se ap trend ko samjh sakty hain. Jee han main Relative strenth index (RSI) ke baat kar raha hun. Yeh aik momentom indicater hay jo magnitude ko judg karta hay and ap ko trend ka signal deta hay. Relative strength index below 30 buy and above 70 sell ka signal deta hay but ap three days, seven days,14 days, and 30 days ko zaroor check kijiay ga.
                      Intex wale jitne bhi indicators Hai vah Ham Logon ke basically friends Ki Tarah hote hain yah Hamare liye beneficial hote hain aur se Ham Logon Ko Achcha profit bhi Mil Jata Hai koshish Karenge Inko follow Karen Se Acha profit ham log market se grab kar sakte hain Achcha profit aaega tu hi ham log sirf kar Payenge otherwise ham log market se nikal jaenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

                        Dear R.S.I aik acha indicator hay laykin agar aap iss ka best result chahtay ho to iss ko aap eur/usd par 30 mint time frame may moving average kay saath use karo laykin aik bath ko zayhan may rakh lo kay jab bi news aati hane to phir koi bi indicator working may fail ho jaata hay quen kay news par brokers ka reaction kiya hota hay ya kisi ko bi nahi pata hota hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

                          jee han dear ap ne bohat he miyaaro or maloomati post shair ki hai iss se new member kafi mustafeed ho sakty hain relative strrenth matlab rsi aik bohat he help full inde cater hai hmary kuch trader bhai sirf or sirf isi par kam karty hain or bohat he acha profit earn kar rahy hai har aik ne apni apni stratgy bnai hui hai or apnay knowldge k hisaab se profit kama rahy hain lekin kabhi kabhi apki stratgi bh apko dhoka de jati hai iss lye jis tarah ap profit accept karty hain loss ko bhi kia karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Relative Strength Index ap ka dost indicator hay.

                            jee han dear ap ne bohat he miyaaro or maloomati post shair ki hai iss se new member kafi mustafeed ho sakty hain relative strrenth matlab rsi aik bohat he help full inde cater hai hmary kuch trader bhai sirf or sirf isi par kam karty hain or bohat he acha profit earn kar rahy hai har aik ne apni apni stratgy bnai hui hai or apnay knowldge k hisaab se profit kama rahy hain lekin kabhi kabhi apki stratgi bh apko dhoka de jati hai iss lye jis tarah ap profit accept karty hain loss ko bhi kia karen with out tetion is se ap main strenth paida hogi or ap kabhi bhi dilabrdashta hai hon ge forex se oe apko woh loss cover karnay ki bhi anergy hasil hogi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X