market ko analyse na krne kay nuksan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ko analyse na krne kay nuksan
    dear dosto mera new members ko yeh mashwraa hai kay agr ap forex market main new hain ap kbhi bhi market ko analyse kiye begair trade na lgayn aksar new traders market ko analyse nahi krty jis ki wjha sy wo loss krty hain agr apne profit earn krni hai to pehle market ko analyse kro agr market chance daiti hai to trade lgao wrna wait kro..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ko analyse na krne kay nuksan

    Dear ap jab tak market ko analysis he nhe kro gay to me samjhta hon ap profit wali aesi tarde bhi nhe kar sakty ho leahza prfoit hasil karny kay lye apko market ko lamzi analysis karn pary ga warana to ap trading nhe kar sakty ho or kon aesa trader hoga jo market ko analysis kye bena he tarde open kary ga
    • #3 Collapse

      Re: market ko analyse na krne kay nuksan

      market mai entry lana s pahla is ka analysis karna lazmi hai agr ap analysis nahi karta tu ap ko loos ka samana karna pahrta market mai analysis karna lazmi hai analysis ka bina ap entry mat lain market mai warna ap ko loos ka samna karna pahra ga
      • #4 Collapse

        Re: market ko analyse na krne kay nuksan

        G dear ap ki bat thk ha market ko analyze krna chaye analysis k baghair trade ni lagani chaye q k ap aik business kr rahy ho na k game khail rahy ho es liye ap businessmen banaen Apna analysis hamaisha complete rakhaen aur wait krean jb tk market trade na de
        • #5 Collapse

          Re: market ko analyse na krne kay nuksan

          ok Jab Hum Log Yaha per capital some amount amount investment karte hain to hume Yad running Kyon kam hoti hai iska jawab hai kya account mein paise kamaye hogi hogi isliye aur confidence increase kar Chacha hi Sab Baatein Aankhon Mein Bata Do Forex continues continue Rahane wala business hai yah bahut acche se chall raha ha
          • #6 Collapse

            Re: market ko analyse na krne kay nuksan

            agar ham market ko analysis k bina he trading karein gay tu es ka matlab ye hoga k ham bina kuch sochay samjhay he trade kar rahy hain jis ka loss ye hai k hamein profit and loss donu ki wajah samaj main nahe aye gi es liye ye zarori hai k ham technical analysis karnay ko sekhein so that jab ham trade enter karein ya close tu hamein os ki wajah maloom ho
            • #7 Collapse

              Re: market ko analyse na krne kay nuksan

              forex market mai hamy analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: market ko analyse na krne kay nuksan

                market ko agar analysiz na kiya jy to hamy loss ho ga forex mai loss or profit hamy apne he waja sy hota hain forex aik risky business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise be rule ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy ache learning ky bad mahet sy forex mai kam karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: market ko analyse na krne kay nuksan

                  Yes sir hamain as mien aa ker her bar analysis kerna hota hai or hamain as mien aa ker trading karna hota hai or hamain as mien aa ker khud ki life ko easy bana ker kam karna hota hai jab hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aa ker her bar earning hasil ker sakty hien as lye hamain as men market ko deeply watch kerna hota hai or hamian as mien analysis kerna hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: market ko analyse na krne kay nuksan

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: amjad1 پيغام ديکھيے
                    dear dosto mera new members ko yeh mashwraa hai kay agr ap forex market main new hain ap kbhi bhi market ko analyse kiye begair trade na lgayn aksar new traders market ko analyse nahi krty jis ki wjha sy wo loss krty hain agr apne profit earn krni hai to pehle market ko analyse kro agr market chance daiti hai to trade lgao wrna wait kro..
                    Assalamu Alaikum agar aap market ko analyse Nahin Karte to aap ko uski movement ki samajh nahi aati aur aap Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil Nahin Katte agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to fundamental aur technical analysis ke jariye se market ki movement ko samajhna sabse Jyada Jaroori hai
                    • #11 Collapse

                      Re: market ko analyse na krne kay nuksan

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Hame chahiye ki hum Jab Bhi Forex mein trading karne Aaye To hamein chahiye Ke Us Waqt market ko analyses RK trading Karen Kyunki Agar Hamesha main market ko Soch Samajh Kar trading Nahin Karenge to Hamein loss Ho Jayega Aur Hum baad mein pashtyenge Hamara account Bhi wash ho jay ga
                      • #12 Collapse

                        Re: market ko analyse na krne kay nuksan

                        Dear frnds forex ma trading krny k liye lazmi ha k sab sa phky ap market ko analyse krain us k bad market na trade open krain taky apko faida ho sky market ko analyse krny k liye demoo account pr practice krain pgr achi trah sa market ki movemnt ko smjh kr apko trade krni chae
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: market ko analyse na krne kay nuksan

                          Dear friend Agar Hum market ko analyses kiye bagair trade Laga Dete Hain To is se Hamara account wash bhi ho sakta hai Kyunki market ki movement ka Hum Sahi tarike se na lajat abhi kar paate Hain Jab Hamare Paas knowledge or experience Hota Hai Magar knowledge or experience Ke Hum Kabhi Bhi accha profit Nahin kama Payenge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X