Emotional posting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotional posting
    Ufff log kitna emotional post karte hian

    par business emotion ki game nai .......... we need to show spirit for it
    Not use emotional atyachar :mad:
    Last edited by ; 18-08-2014, 06:07 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    You are wrong emotional kay bagahair life ka koi concept hi nahin hai aur emotions ka control hum forex main seekh jatay hain isliyay yeh kahna kay emotions kuch nahin aisa nahin hota.
    • #3 Collapse

      yes brother must be control you emotional while trading in Forex Market ... emotion can make more mistake in trading which can lead to the big loss. for this reason traders have need to practice more for control emotion during trade.
      • #4 Collapse

        mere khayal mein emotion har jaga kam nahi karta or forex mein emotion ka koi kam nahi hai q ke aksar emotion hame barbadi ki taraf le jata hai or phir kuch nahi hota
        • #5 Collapse

          g ha bhai is main bohat se posts emotional karty hain and is k elawa yaha par bohat se fazool ke threads post karty hai jab k un ko aisa nai karna chaye is se sab ka time he waste hota hai.
          • #6 Collapse

            forex main jab ham emotion k saath trading karin gain tu hamain is main kafi ziadah loss ho sakta hai and ham is main say earn kam hi karin gain.so emotion par control karin
            • #7 Collapse

              emotions waqy hi trading krty wqt insaan py asar andaz hoty hn mgr posting krty wqt to inka koi itna frq nhi prta. posting krny k liye emotions se pareshan hony ki zarurat nhi ha. yaha ap jaisi mrzi posting kr lo chahy emotions wali hi kyu na ho mgr trading ya forex ka mutalaq hi honi chahiye ya topic k mutalaq honi chahiye.
              • #8 Collapse

                jahan tak posting ka sawaal ha to aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss se hi aap ko fayda ho sakta ha aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen aap ko iss kaam ko krney ke liye iss kaam ke liye forex trading ki pori information ki zaroorat ha
                • #9 Collapse

                  Emotional trading is very big problem so always trade with confidence and with little volume size and by using some better strategy to make positive pips.
                  • #10 Collapse

                    emotional posting tu trading k leye be buri hai and ap ki posting k leye be so es se bach kar kaam karo and es mai sahe profit be nahe hai brother
                    • #11 Collapse

                      Dear emotional or Greedy trading say trader ko loss ho skta hai.isi liye trading mai bilkul b emotional nhi hona chahiye or na hi greedy trading krni chahiye trading 1 art hai phlay is art ko properly learn krna chahiye or us bad hi apni knowledge ki base pr complete patience k sath trading krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        G BHI JAN Ap nay sai kha is me log sawal say hat ky wcy hi kch ajeeb say answers likty hain jinka qustions ky sath koi link ni hta iasy osting say parheez ki jay or maqsad ki bat kar ky trade ki jay or earn kya jay
                        • #13 Collapse

                          dear firend ager ap forex k business mien emotional ho jy gy to yeh haamry lye acha ni h bekl k hmain es mien positive ho ker k trade kerni chhye or loss ko dakh ker na khush ni hona chhye
                          • #14 Collapse

                            yes you are right trader forex mein spirit ki bina per he win kerta hai ager traders ya koi bhe kisi bhe kam mein struggle nhi keray ga to kuch hasil nhi hoga jabky struggle mein mehnat chupi hoti hai or mehnat ka sila zaroor milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              emotional posting se b kafi help mill jati hai q k kai log emotions main a kar humhe forex ki koi na koi tip de he jate han humhe kisi b baat ko ignor nahi karna chahiye balky har baat ko note karna chahiye or use samaj kar us per amal karna chahiye shaid wo baat hare kisi kam a jay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X