Demo man profit k bad real man loss ki waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo man profit k bad real man loss ki waja
    Bhai jan humyah dakhty hain k jb demo join krty hain to is man aap ko profit hota ha but real man trade krty hain to loss hota hai is ki ak waja to yah ha k aap demo man zuada deposit krty hain or real man atna deposit nahi kr paty is luy khty hain k atna deposit aap demo man krin jitna aap real man krna chahty hon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

    Jitna humain demo mein profit hita hai itna hum real mein bhi ker saktay hain agar hum real mein bhi waisay hi kaam kerain jaisay hum demo mein kertay hain tou phir humain real mein bhi waisay hi profit ho ga bus real mein trade kertay waqt apnay andar sae loss ka dar khatam ker dain
    • #3 Collapse

      Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

      Dear real account main apko sab se bari waja ye hoti hai loss ki k agar ap demo main trade lagate hain to sabar karte hain lakin real account main apse sabar nahi hota aur jaldbazi main trade laga dete hain tab market ka trend change ho jata hai aur loss ho jata hai real account main trading karen to phr sabar se kam kia karen
      • #4 Collapse

        Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

        G ha dear ap ny tk bt ki ha ky hm sy ko both he aahtayat sy km Lana chahey q ky is my hm sb ko br br market ko dakhna hota ha or ager hm asa ni krty to pher he loss hota ha is leay hm sb ko is my br br Chak krna hota ha ky market kis trf ja rahi ha profits my ha ky loss my ager loss hota ha to hm trending ko bd kr daty ha or ager profits ho rha hota ha to hm sb ko both he khochi hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

          forex main jab hum demo account pay kam karty haain to hume profit hota hai liken jab hum real account py apply karty haain to hume loss hota hai is ki main reason ye b hai k hum demo account pay hum zada deposit karty haain aur real account pay hum kum deposit karty haain jis se agr hume loss b ho jaye to hum recover nahi kar sakty hain easily aur humara account wash ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

            forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky is business ko apna life time career be bana sakty hain agar hum forex mai tuky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

              demo hamy as a teacher guide karta hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta han is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain is mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

                Dear Forex member jab ap demo par trade karty hi to kasi kasm ka dabao ya dar khof ni huata ha ap ko ak ko as lia ap ko profit hu jata ha jab wohi real account par trade karty hi to as ko dar huta ha ka knhi loss na hu jay ap bad dafa greed karty karty loss kar jaty hi as lia ya maan waja hi ap ko loss huny ki as lia ap jab b trading kary apny mind ko fresh rakh ka kary
                • #9 Collapse

                  Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

                  dear ap nay bohut he achi post shar eki ha jab bhi ham demo main kam akrty hain tu ham ko profit hota hai aur jab bhi ham real main kam karty hain tu ham ko loss hota hai us ki sab say bari waja apka darna hai aur app k emotions hain ju real main or hoty hain aur demo main kuch or hoty hain iss leaty jab ap demo par kam karain tab usko real samjh kar aur proper rules ki had main reh kar karna chaheay phir he ap success ho sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

                    demo hamy as a teacher guide karta hain forex mai hum learning ky sat earning be deta hain demo mai kam karny ky bad jab hum real account mai amount invest kar ky kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

                      forex market zigzag Hai iski movement ka kuch pata nahin hota real account mein loss ki koi badi baat nahi ho sakti profit bhi ho jayega agar time par experience achha hai tu real mein analysis karke trade Karen achha profit hi hoga aur jalwa dinakaran profit mein der ho sakti hai lekin jaldbazi mein woh trade laws may close na Karen aur apne andar ke mutabik trend may trade Karen toota bhi acha profit hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

                        agar hum demo account mai kam kary gy to hamy acha knowledge or experience mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain is mai kam karny ky bad jab hum real accont mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik unqiue business hain is mai dunya ky bary bary mumalk sahmil hain forex aik real business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo man profit k bad real man loss ki waja

                          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Suraksha Mein trading karte hain aur Dam account mein trading karte hain aur Hamein Dam account mein acchi practice mil Jati Hai To Hame kabhi bhi real account mein loss Nahin Hoga Agar hum bahut hi acchi Tarah Se practice Karenge to hum Har Waqt achha profit Hasil kar sakte hain thanks

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X