Money Management Na ho to?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management Na ho to?
    agar hum apny trading account ko as per money management run nahi karen gay to hum esmain bohat ziada nuqsan main ja sakty hay yahan tak keh apna trading account khatam bhi kar sakty hay es ka andaza humay es baat say ho sakta hay hum apni sari amount ko zaya kar sakty hay es liye humay chahiye keh money management ka khass khyal karen tab he hum safe trading kar sakty hay
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management Na ho to?

    Forex mein money management tou bahut zaroori hai aur iss kay beghair tou hum forex mein achi income bhi nahin ker saktay aur humain loss zayada aur income kam ho gi iss lye humain chahyea kay apni her trade mein money management zaroor kerain iss sae humari trade mein reisk mein bhi kami aye gi
    • #3 Collapse

      Re: Money Management Na ho to?

      forex main agr humary pass money management nahi hogi to hum jab b trade ko open karain gay agr koi b trade loss main chali gi to humara account wash ho jaaye ga aur hum koi b trade open nahi kar sakty haian is liye hume chahye k hum money management phly kar laain aur phr he trade ko open karain taa k humara account to secure rahy aur long term tak market main reh sakain.
      • #4 Collapse

        Re: Money Management Na ho to?

        agaar money managmntt nhe hOgee tO uskaa hmaiin yeh nuqsann hOgaa k hamata accnt chOtaa hOgaa aurr lott hum bhht baree lgaa k trade kraiin gyy tO thOrii see movemnt mein hmaraa aant washh Ho jaii money mngmntt kraiin gyy tO sahe trade lgain minimum lot k sthh aurr currency pairs or trading kraiin gy to aacnct safe rhaiii gaa
        • #5 Collapse

          Re: Money Management Na ho to?

          agar hum money management nahi karen gay to es waja say hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main nuqsan ka samna karna parta hay es liye humay chahiye keh money management ki adat bna lain kyun keh adat bna kar he humari trading ziada achi aur behtreen ho sakti hay aur market main achi earning kar sakty hay
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Money Management Na ho to?

            trading money k baghair na-mumkin hai. agr apny account ko manage na kya jay to business tbah ho jata hai. apny account py check and balance rkh kr hum nuksan sy bach skty hai. r boht bardy project mai behter manajement ki waja sy invest kr skty hai warna money manage na krny ki waja sy wo kabhi bardy project mai invest nhi kr pay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Money Management Na ho to?

              Forex trading business mein kaamyaab honey k liye aur achi trading k liye money management zaroori hy kiok money management kar k trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han money management se hum lot size use kar k apne account ko save rakh saktay han aur agr money management nhi kartay tu account wash ho sakta hy is liye money management zaroori hy
              • #8 Collapse

                Re: Money Management Na ho to?

                forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasail kar sakty hain hum is mai part time bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain
                • #9 Collapse

                  Re: Money Management Na ho to?

                  agar hum money management ky bager kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka ko qasur nahi hota forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Money Management Na ho to?

                    forex aik online business hain hamy is main achi earning hasial karny ky liye market ko achy sy learn kar ky money management kar ky is main is main amount ko invest karna chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Money Management Na ho to?

                      agar money management nahi ho ge to hamy kamyab hony ke umed nahi rahkne chahey forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai agar tukky laga kar kam karg gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Money Management Na ho to?

                        Gee han forex main trading money management hi behtar rehty hai new and old trader dono k liay agar money management nai kar sakte phir long trading kare zaida behtar hai q k start trader ko short trading boht mehngi pare gi apna bonus hi boht zaida loss or wash kare gai is liay un aisy short trading se gareez karna chayie is liay money management par paisa na banao balke loss risk ko manage karo

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X