Loss Zaoori Hay Kya?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss Zaoori Hay Kya?
    Forex trading aik aisa business hay keh esmain har koi loss karta hay but experience traders bohat kam loss karty hay unkay profit earn karnay ki ratio ziada hoti hay kyun keh bohat baar aisa hota hay keh humary stop loss hit ho jaty hay but eski waja say humara trading account safe reh jata hay es liye humay ghabrana nahi chahiye balkeh trading mazeed seekhni chahiye ta keh loss ki ratio ko kam say kam kar saky
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss Zaoori Hay Kya?

    g han agr ap forex pr kam kr rhy ho tu apko is bt ka kyalr krhan lazmi h akae apko life m loss lazmi hoga agr loss na ho tu ap sekh ni skty ho kabi b expert ni bn skty ho agr ek bndae ko bs prfoit hy hota jae tu wo bnda ex[ert ni bn skta ha or hmesha pko cheyae kae ap mhnt sae akm rko isi trah ap kamyab ho skty ho
    • #3 Collapse

      Re: Loss Zaoori Hay Kya?

      Forex mein tou loss zaroori hai iss mein tou baray baray experts loss kertay hain aur her new trader seekhnay kay dauran bhi loss kerta hai agar iss mein loss na ho tou aap iss mein kuch seekh bhi na payain iss mein ghalti ki koi gunjaish nahin hai iss lye aap zara si bhi ghalti kerain gay tou aap ko bara loss ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Loss Zaoori Hay Kya?

        yes brother forex ek aisaa business hai jis main loss bhi hota hai or profit bhi hottaa hai is liye jo perfect traders hoty hain wo loss kam karty hain q key wo kafi knowledge or experience gain kar chuky hoty hain ye he waja hai un ko loss bhot kam hotaa hai is liye j new traders hoty hain un ko sirf learning ko focus karna chiye na key earning ko
        • #5 Collapse

          Re: Loss Zaoori Hay Kya?

          agar hum forex trading ko bina seekhay run karen gay to es trha hum market main achi earning nahi kar sakty es liye humay chahiye keh forex trading main ziada say ziada knowledge ko enahnce karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur hum market mian ta he kmai bhi kar sakty hay es business main mehnat zaroori hoti hay
          • #6 Collapse

            Re: Loss Zaoori Hay Kya?

            agar hum achi trha trading ko learn karnay kay baad run karen gay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es liye humay chahiye keh market main ziada say ziada mehnat karen aur seekhain es business ta keh loss kay risk ko kam say kam kar kay achi trading earning kar saky aur kamyab ho saky es business main
            • #7 Collapse

              Re: Loss Zaoori Hay Kya?

              Agar ap ko loss na ho to ap ki trading behtar nahi hogi loss ak achy trader ki trading ko or b acha bna deta hai or forex trading me loss hona lazmi baat hai loss sy seekhy na k preshan huwa kary.
              • #8 Collapse

                Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                G forex trading business mein profit aur loss hi hota hy aur profit tu hum mehnat kar k hasil kar saktay han aur jab loss hota hy tu apni mistake se hota hy aur Jo experience trader han un ko loss kam hota hy is liye forex trading business mein acha profit earn Karne k liye knewledge aur experience hasil karna cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                  Forex trading aik aisa business hay keh esmain har koi loss karta hay but experience traders bohat kam loss karty hay unkay profit earn karnay ki ratio ziada hoti hay kyun keh bohat baar aisa hota hay keh humary stop loss hit ho jaty hay but eski waja say humara trading account safe reh jata hay es liye humay ghabrana nahi chahiye balkeh trading mazeed seekhni chahiye ta keh loss ki ratio ko kam say kam kar saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                    forex trading k es business main jahan profit hota hai tu loss hona bhi zarori hota hai q k es busness main expert tradrs ko bhi loss hota hai es liye kbhi bhi loss se ghbrna nahi chahyye q k jub ap loss se ghbra jaty hain tu apko apki trading main leraning sesson stop ho jta hai or ap jald bazi main koi na koi galti kar jaty hain jis se ap ko still loss hota rhta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                      forex mai loss ky bad he hum kamyab ho jaty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                        Forex trading aik aisa business hay keh esmain har koi loss karta hay but experience traders bohat kam loss karty hay unkay profit earn karnay ki ratio ziada hoti hay kyun keh bohat baar aisa hota hay keh humary stop loss hit ho jaty hay but eski waja say humara trading account safe reh jata hay es liye humay ghabrana nahi chahiye balkeh trading mazeed seekhni chahiye ta keh loss ki ratio ko kam say kam kar saky
                        Forex trading Mein loss trading ka bahut important baat hai trading karte hue kisi ko bhi loss ho sakta hai lekin Hum Apne loss ke chance isko hardworking Karke minimise kar sakte hain iske liye mehnat Karni hoti hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                          Dear member Aisi koi baat nahin hai ki hum loss Hamare liye bahut Jaruri Ho Kyunki Kamyab trader wahi hota hai jo loss bilkul bhi nahin karta aur uska her trade profit Mein Jata Hai Kyunki wo Jyada Se Jyada mehnat karta hai aur apne knowledge or experience ko badhane ke liye Pakistan Forex form ko Jyada Se Jyada time Deta Hai taaki Woh market ko achi Tarah Se analyses kar sakte
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                            brother agar loss first ho phir zaroori hoty hai is se experience milta hai pata chalta hai yeh loss kitna loss karta hai is ka kitna nuqsan hai yeh kis mistake ki wajah se hota hai phir yeh loss acha hota hai agar isy loss ko 2nd bar kya jay phir koi faida nai hota apna hi loss karna hota hai is liay aisy trading se bacha jay apnay account ko safe rakhnay ki puri koshash ki jay aap ka faida b isy main hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss Zaoori Hay Kya?

                              loss zarori ni h lakin aisa boat e mushkil hta h k apki 100% trades profit mn jayen loss mn b jati hen trades r successful trader wo hta h js ki profit wli trades loss wli trades y zyada hn average trading profit hni chaiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X