dear maine bahut saray online work kiye hain jin main kuch dair tak kaam kia hay aur phir ya to wo khud he bhaag jatay hain ya unhone hamari invest zabt kar li hay laikn jub say maine forum work join kia hay mujhay aik saal say ziada arsa ho gaya hay aaj tak maine jitna profit bhi hasil kia hay usay safe tareekay say withdraw bhi karwaya hay aur jitni aik month main mehnat ki hay usk hisaab say maira bonus bhi mujhay mila hay mujhay to pak forum say koi shikayat nai hay ap sab?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим