Har Same Lot Size Rakhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har Same Lot Size Rakhna
    me yaha per new trader ko kahna chahta ho ke jub b trade open kare tu lot size har dafa aik jaisa rakhe kabi thora or kabi zaida na kiya kare is se mind kharb hota hai lalach aa jati hai agr loss b ho jaye phr b lot size wohi rakhe jo pahle tha ya expert trader karte hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har Same Lot Size Rakhna

    G han brother ap thek kah rahay hain, hamain har trade main ek jesa lot size rakhna chaheay aur kabi bi kisi trade par lalach main aa kar zayada lot size use nai karna chaheaey q kah agar lot size sabhi trades main ek jesa hoga to kuch trades loss main jaain gi to kuch profit main bi aain gay aur es say loss aur profit balance main rahay ga.
    • #3 Collapse

      Re: Har Same Lot Size Rakhna

      Dear newbies ko chahiye k wo pehle 1 saal tak kam se kam lot size ka use karen is se uski kamyabi k chance barh jate hain qk agar wo big lot use karege to uska account jaldi wash ho jaiga is lye koshish karen k pehle apna experience banain mehant karen learning karen acha knowledge hasil karen us k bd earning ki taraf jain
      • #4 Collapse

        Re: Har Same Lot Size Rakhna

        yes dear ap ki bat thek hai main bhi iss sa agree karta haun forex main jab ap order lgaty hain tu volume ko bar bar nahi change karna chaheay iss ay ap rules k khelaf ka shikar ho skaty hain jiss ka name money mangment hai iss leay aik dafa lot select kar lain aur aur ko money mangement k mutabik istmal karin ap ki trading main bohut acha fark paryga.
        • #5 Collapse

          Re: Har Same Lot Size Rakhna

          G dear ap ne theek kaha ha jab bi trade lgaen lot size same he rakhen kyun KY jab ap bar bar lot size change kren ge to ap ka mind disturb ho Jae GA ap ko samajh ni aye ge k kis tarha se is ko cover Kiya Jae Agar loss ho to us ko kaise recover Kiya Jae kyun KY jitna lot size bra ho GA utna ziada loss ho sakta Hai jis ko recover krna mushkil he ni balky kabi kabi namumkin ho jata Hai is liye jab bi trade kren lot size same rakh kr he kren.
          • #6 Collapse

            Re: Har Same Lot Size Rakhna

            Hi g bel kul hamy Chahiye k hm jb b lot size lagsin to usy pher bar bar na badken us sy hamari trade disturb ho hi Sur hany khud b pher Kuch samaj Nahi aye ga is leye hany Chahiye kbhm lot size aik hi dafa soch samaj k lagsin ta k hanybpher usy change krny ki zarooryat na parenbis business main har kambko krny sy pehly soch Bacharach Jr Len tb hibap is business main kamyab ho sakty hein hilmate amli bohat hi zsroiri hai
            • #7 Collapse

              Re: Har Same Lot Size Rakhna

              Paure k hesab sy hamri lit siz hoti hy agr ham kit ziz ko esy hi lga dy to us ka hamy faida nai hota hy hamy aoni kit siz jo sahi trha sy kgananchiya paire ko dykh kr agr who zeada riaky oaure ho to ys my kan sy kam lot siz ko use rna chiya agr who paire sahi acha oaure hy jis my roam bhot zeada kam hota hy to phr us my hamy zeada lit siz use krni chiya
              • #8 Collapse

                Re: Har Same Lot Size Rakhna

                Agr to new Hai to apna lot size khar dafa sme hei rhkyy jis ky pass experience Hai wo risk lyta rhyy kabi kam our kabi zaida JB moqa milyy experience waly trader Joe's risk Lena chiyee lot size ka lykin Jo new hot ounhy apna lot size ek hei rhkna chiyee jitna lot size kam rhkyy Kar trading strt krenn gy best rhyy gyy aista aista experience at jaiyy ga ..
                • #9 Collapse

                  Re: Har Same Lot Size Rakhna

                  Hi g ye zaroiri gai hai ye rules main b nahi gai.k ap ny lot size same hi rakhna hai ager ap is ko change krna chahty hein to kr saktu hein ye ao ki aoni marzi hai ua main koi kisi kisam ki pabandi nahi hai oer ao ko.chahite k ao bar bar lot size ko change na karen ager ao bar bar lot size ko change karen gy to is tarha sy ap ko nuqsaan ho sakta hai ap ka mind sahi kam nahi kary fa confusion ka shakar ho jae ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Har Same Lot Size Rakhna

                    Aslam o alikum dear friend apka bat tick hai kio k jub be hum trade open karty hai tu lots size kaam raky kio k small lots raky aur apny balance ka hisab say lots size rakna chahiye isi tarah hum apny apko ko safe rak sakty hai aur himesha same lots size use kary aik he pair pa zaida trades open nahi karna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Har Same Lot Size Rakhna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: naghman123 پيغام ديکھيے
                      me yaha per new trader ko kahna chahta ho ke jub b trade open kare tu lot size har dafa aik jaisa rakhe kabi thora or kabi zaida na kiya kare is se mind kharb hota hai lalach aa jati hai agr loss b ho jaye phr b lot size wohi rakhe jo pahle tha ya expert trader karte hai.
                      I'm a trading karte hue lot size Hamesha reasonable Rakhna chahiye abhi bhi trading karte hue lot size Bada na Rakhe agar aap Bada Saheb K trading Karenge to loss hone ke chances bahut jyada Honge
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Har Same Lot Size Rakhna

                        Forex trading main new members jo hotyy iunhy chiyre ky aona lot size khar dafa same hei rhkyy kyu ky jb wo apna lot size bar bar change kryy gy to confuseing sei hoti rhy gei kuj smjh ni ayy gei lot size ek jaisa rhk kar trading karty rhy aisa aista smjh lagny paryy gei jo expreince rhktyy hai ounhyy kabi kabi risk lrna chiyrr lot size ka agr axhi trad mil rahi huo to..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X