Forex trading mein market kay analysis kerna bahut zaroori hotay hain aur agar analysis na kye jayain tou phir loss hota hai kuch traders market mein trade market ki movement ko dekh ker aur RSI ki position per lagatay hain jab market peak bottom ya top per ho tou woh buy ya sell ki trades laga detay hain yeh soch ker kay ab market reverse ho gi jab kay aisa nahin hota kyun kay market tou trend mein chal rahi hoti hai jis ki wajah sae woh over sold ya over bought hoti hai iss lye aap ki trade open hotay hi loss mein chali jati hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим