Loss ki waja se Himat mat Haro.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja se Himat mat Haro.
    Dear members, agar hamain trading ke shuru mein losses hoti hain to hamain un losses ki waja se apni himat aur hosla nahi harna chahye , balke in losses mein apni ki gai galtio ko theek kar ke dobara trading karni chahye, kiu ke forex mein kamyaabi ke liye hamain mehnat, aur hosle se kaam lena ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon or me ye samjhta hon koi bhi trader ho us ko is bat ko samjhny ki zaort gai business koi bhi ho us me loss or profit dono sath sath he hoty han lehaza hamen agr kesi trade me loss ho bhi jata hai to hamen is me tension leny ki bilkul bhi zarort nhe honi chahye qk ye ek business ka hissa hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

      Gbhan ap NY bilkul thk bola Hai loss ki waja sy himat mat Jo log forex trading karty Hai ounhy pata hona chiyee ky markeet kisei waqat bi loss ki trf ja skti Hai loss sy wo log himit harty Hai Jo money mangment ko ni dehktyy take profit stop loss ka istaml no karty forex trading main jis Tara profit Hai ousei Tara loss bi Hai apny loss syy seehkna chiyee na ky himat kharr jaoo ..
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

        Yes dear aisa hei hai forex busneiss hai aisa hai is main loss ka ni pata kb ho jaiyy is main bary ihtiyt ky sat chlna parta hai forex main axha trader wohei banta jo apny loss sy himat ni kharta balky apny loss syy hony wali mistake par learing karta hai apni mistake ko contral karta hai..
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

          Dear forex member, AP ne bilkul sahe kaha k forex ma loss see dar k bhagna nai chaye bilkey mazeed mehnat see seekh Kar acha result Dan aur apna loss recover Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
            Dear members, agar hamain trading ke shuru mein losses hoti hain to hamain un losses ki waja se apni himat aur hosla nahi harna chahye , balke in losses mein apni ki gai galtio ko theek kar ke dobara trading karni chahye, kiu ke forex mein kamyaabi ke liye hamain mehnat, aur hosle se kaam lena ho ga.
            Dear friends.. Loss ki wajha se hamien Himmat nhi harni chahiye or apne kam ko bhter bnana chahieay k hum loss ko recover kre or zyada hardwork kre
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

              Faida nuqsn zindgi kaa hisaa hy aur jahan achy din hain wahan bury din bhi hain islie kbhii bhii loss ko mind m nai bthana chaiye aur iski wjh sy apna future nai khrb krna chaiye balky loss sy learn krna chaiye ky yh glti hum repeat nai krengy taa ky usi loss ki wjh sy mind asa change ho ky future m kbi loss na kren.
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

                dear friend forex trading mn aksr new traders yeh soch kr forex join krtay hn k forex trading sa profit hasil krna easy ha lekin jb loss hota ha to himat har detay hn aur forex ko chhorr detay to meray khial mn himat sa kam lena chayay aur ziada mehnat krni chayay ta k profit hasil kr sken
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

                  forex aik online business hain is main kam ky duran jab ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey na hi himat harni chahey balky hamy is main hard work or mehant sy ka karna chahey her hi ham is main acha profi hasil kar ky apni zarorto jko proa kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

                    g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main ham ko loss ki waja se hiomat nahi harna chahiy hai aor as main ham ko chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor as main greed ka bare main soche hi na q k agar ham as main greed kare gey tu ham ko as main greed karne se ham ko katrana bhi chahiy hai q k kareed karna kabhi bhi aik acha chez nahi hai as liy ham ko as main greed se bachne ki kushsh karni chahiy hai tab ja kar ham as main se earning kar sake gey as main ahtyat se bhi ham ko kam karna chahiy hai tab ja kar ham as main kamyabi hasil kar sake gey
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

                      Jee bilkul Kisi bhi kaam Himmat nahi Harni chahiye agar humne Soch Lia ky mein ya kaam nahin kar sakte Tu Ham wa kaam argaz nahin kar sakte isiliye ye nahi sochna chahiye kya main kaam nahin kar sakte Palki bus mein Aur mehnat Karni chahi balky our mannat karni chaya our is kaam ko pura karny ki koshash kary
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex aik unique business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja se Himat mat Haro.

                          Forex trading main trader koi bhi ho uska start loss se hi hota hey. Jb usy trading main kuch experience ho ja ta hy to uska loss hona kem ho jata hy aor profit berhna shuru ho jata hey. Loss se ghebrana aik weak mind waly trader ki nishani hy jo loss se derta hy aor tough situation main loss ko control nhen ker sekta.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X