Are you afraid of losing in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    bhai loss se darna chaiye sahi baat hai magar agar hum kisi senior se sikh kay aur dimagh laga kar trading karen mien ye to nahi kehta kay loss nahi hoga but kam hoga loss hoa bhi to
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Brother, the two components of income from forex trading, so we have our spirit that we should not be afraid of the negotiations will be positive rather than negative, so the fear of loss, fear, as it should not trade with.
      • #123 Collapse

        yes friend your question is good jee mai darta hn forex mai loss hony sy mai abe new hn is liye mujy dar lgta ha mai experience hasil krna chahta hn or apna knowledge mai izafa krna chahta hn phir pta chly ga loss or profit ka thanks
        • #124 Collapse

          afraid forex mein hona nai chaiye is mein aap tensions na llaye is busines mein aaur womens aur students kay liye bi yeeh business bohat achaa hia aur sab sy acha yeh hai ky meiin manual trading kartaa hoon aur koi robots use nai karta aaur khuch greedy nai kaarta tab mein success hasil kar leta hon.
          • #125 Collapse

            forex trading agar ap ku loose ho ga tu es mein tention aur afraid baray ga par kosis karay es mein tention na ley ap k liye better ho ga aur es mein small volume se trade karay
             
            • #126 Collapse

              no dear, I am not afraid from loss, because loss and profit is always the integral part of any business, and we can not separate them from business, but we can iluminates the loss and increse profit ratio by expereince ,,
              • #127 Collapse

                forex mein trading kartay howay es mein fear ka hona buhat he zorri hai kiyon asa karna better ho ga kiyon k asa ho ga tu ap es mein fear nahi karay gae thankful for question
                 
                • #128 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                  Hi guys.
                  Are you afraid of losing in forex.I have heard some other members said that losing in part of forex.Do you agree?
                  We may lose some profit now and then,when meeting the losing,are you feel frightened then?Do you have the courage to go on trading in forex?
                  I find most us traders may be not willing to make orders so easily then.
                  What about you all?
                  dear in start when i was new trader then i have much fear of loss but now i have much knowledge i realize we have to take low risk and trade by confirm trend by making good analysis then we can get success
                   
                  • #129 Collapse

                    janab ma loss sa darta ho is ma mujha maza nahi ata afsos hota ha is liya jiss me hum ko loss hona he hota hai hum ko apnay kam ko samjhna chahye
                    • #130 Collapse

                      well ya tu apkay account per depand karta hai or app ki trads per kay app kay acount katana bara hai or app ki trad katanay ki lagi howe hai us kay bad hi app loss deside kar saktay ho agehr app achay trader ho tu
                      • #131 Collapse

                        Dear may forex market may us wakat apni treading say darta tha jab may analyzer nahi tha or market ko analysis nahi kar sakta ta or mayray paas backup bi nahi tha to may ya koshsih karta tha kay mayri lot size kam say kam ho quen kay market ka koi bharosa nahi hota tha kay kis wakat flow over hojay iss laykin quen kay may aik acha analysis nahi tha to mayra account phir bi wash ho jata tha.
                        • #132 Collapse

                          janab I my point of view daar tau hr ik ko he lgta hy loss hony sy . janab koi loss ko mazy sy acceot nai krta. or loss ke kiaa resons ke wja sy he hota hy jb hum bgair sochy smjy invest kr dety hain tau humy loss hota hy etc etc etc.
                          • #133 Collapse

                            jab be muje forex sa loos hota hain muje apne ap per bohat gusa ayta hain main loos sa bohat darta ho kyon ka loos hone per us ko cover karna bohat mushkal ho jayta hain is waja sa mian ja he kusesh karta ho profat kam ho jaye theak hain but muje forex main loos na ho
                            • #134 Collapse

                              Han ye to he bhaei main jab es karobar min shamil hua tha to meira concept kuch ziyada clear nahi tha main ye samjhta tha k main es karobar se kafi bari raqam asani se hi earn kar sakta hon es k lei main ne kafi mehnat bhi nahi karni pare gi magar jab main es trading ko karne k lei aya to mujhe es min loss ho gaya phir main ne samjha k es karobar min loss buhat hota he ab main loss se waqaei buhat darta hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                Dear sir forex trading main every person earning kay liay join karta hay and every trader losing say afraid hota hay, but agar aap market kay trend ko analysis kar kay lot lagain gain gay and money management kay sath kam karian gay to losing kay chanaces kam ho saktay hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X