Tijaarat ma Barkat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tijaarat ma Barkat hy
    Ess tijaarat ma barkat hy aur dil pakka kar k chal na parhta hy zindagee ma.. Himmat k bagar apki soch hey kabbi koi kaam nhee hoo saktaa hamain zindageee ma pakka ho kar chalnaa paray gaa tbb hee kaheen jaa k ess forex ma hmaaray kaaaam seedhay hoona shurru hngyy aur hum apnay achay karobaar kaa surf aur surf tnheee sovh saktay hyyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tijaarat ma Barkat hy

    Han dear ye business eik kisam ki tijarat ha hamre liye hum is main investment krte hein ur hume mn ya tu nuqsan hita ha ya faida is main barkat ha hume market ko koi tex nai dena parta jo money investment krte hein wo save rhy ti ha hume is main experience ur knowledge hasil krna chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Tijaarat ma Barkat hy

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny ny bhot achi bat shear ki hai dear tijarat jis ko ham trading kahty han ye hamry abiya karam ka pesha hai or un ki sunat bhi hai zeyada tar abiya karam apna kam or tijarat kia karty thy is me bhi wo he hai ham is ko business katy han jo kah is ko abiya karam kia karty thy ek traha sy ham ek sunnat pe bhi aml kar rhy han
      • #4 Collapse

        Re: Tijaarat ma Barkat hy

        Dear forex members, Allah ne tejarat ko hilal aur sood ko heram karar dya ha, Tejarat Ambeya bi kartay the, magar aj jadeed technology ne tejarat ko totally change Kar dya ha. Trade ki new types introduce ho rahe han, Hamain chaye k tejarat Karen ta k apni Zindagi ma barkat sameet saken.
        • #5 Collapse

          Re: Tijaarat ma Barkat hy

          jeevantara grahan Tijarat Karte Hain To usme Jarur Barkat hoti hai aur Pakistan Forex Mein kaam karna to Hamari khushnaseeb Hai Kyunki Pakistan Forex Mein Jo Bhi kaam karta hai use bahut hi accha Ko Milta Hai Aur Woh Pakistan Forex mein bahut jyada profit Hasil kar sakta hai Agar wo Apne dil se Pakistan Forex Mein Kaam Karen 2 thanks
          • #6 Collapse

            Re: Tijaarat ma Barkat hy

            g han sir asa he ha humain iss main kabi be laalach nahi kari parti jab hum iss main laalach karta hain tab hum iss main noqsaan he karwatye hain humain chaiye k hum acha sy iss main mehnaat kariye jis sy hum acha profit bana sakiye hum iss main acha trader tab he ban sagtye hain jab humain iss k bariye main acha knowledge hasil ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: Tijaarat ma Barkat hy

              tijarat mey bohat ziada barkat hoti ha apki bat sy itfaq karta hon apny ny bhot achi bat shear ki hai dear tijarat jis ko ham trading kahty han ye hamry abiya karam ka pesha hai or un ki sunat bhi hai zeyada tar abiya karam apna kam or tijarat kia karty thy
              • #8 Collapse

                Re: Tijaarat ma Barkat hy

                sahe kaha dear...tijarat min brkt hy ..q k quran pak min b hy k tijarat hilal hy or suud haram hy ..is lye jb hilal treeky sy kaam krin to tijarat min brkt b hoti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Tijaarat ma Barkat hy

                  soch hey kabbi koi kaam nhee hoo saktaa hamain zindageee ma pakka ho kar chalnaa paray gaa tbb hee kaheen jaa k ess forex ma hmaaray kaaaam seedhay hoona shurru hngyy aur hum apnay achay karobaar kaa..
                  • #10 Collapse

                    Re: Tijaarat ma Barkat hy

                    forex aik online business hain hamy is main mdil laga kar mehant or sabar sy kam karna chahey pher hi ham is main kamyab ho sakty hain or acha profit hasial kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik tijaarati business hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Tijaarat ma Barkat hy

                      Dear member Yeh Baat bilkul theek hai ki Tijarat mein Barkat hai aur trade karna read karna bhi Tijarat thi hi hi Kyunki trade ka matlab bhit Tijarat hi isliye Yahan Yahan Par Forex trading me Tijarat hi Karte Hain Jaisa ke gold ko kharida aur jab gold ka rate Jyada Hua to sale Kar Diya Is Tarah Hum Tijarat Karke apni profit kamate Hain aur yeah Hamari mehnat ki kamai hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Tijaarat ma Barkat hy

                        Ji deaR is koi shak ni h tijarat m barket h hmy tijrat krni chyee ta k hmy ziada se ziada profit hasil kr skay or beathr future bna sktay ho q k job sirf family palati h jab k tijarat naslay palata h
                        • #13 Collapse

                          Re: Tijaarat ma Barkat hy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
                          Ess tijaarat ma barkat hy aur dil pakka kar k chal na parhta hy zindagee ma.. Himmat k bagar apki soch hey kabbi koi kaam nhee hoo saktaa hamain zindageee ma pakka ho kar chalnaa paray gaa tbb hee kaheen jaa k ess forex ma hmaaray kaaaam seedhay hoona shurru hngyy aur hum apnay achay karobaar kaa surf aur surf tnheee sovh saktay hyyn
                          Jee bilkul aap nahi thi Kaha 1008 Mein banta hai aur sunaiye trading Dzire Ki Hai Bus is ko English mein Forex trading Kaha jata hai yeah Ek bahut Jabardast business hai agar Soch Samajh Kar kaam kiya jaaye to Forex trading se bahut jyada profit Amir Kiya Ja sakta hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Tijaarat ma Barkat hy

                            G han dear ap na sai khaa ha or islam ma b is chz ka zikar ha k tijarat halal ha or forex ma jo hm kam krty hain wo aik tareeky sa daikha jae to tijarat hi ha or jis kam ma apko losss profit hota ha wo kam to waisy b halal hota ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tijaarat ma Barkat hy

                              Aap ki baat thik hai ki tijarat main barkat hai lekin hum tabhi kamyab ho sakte hain jab hamen acche analysis achha experience aur acche plane ke sath achi strategy banayenge agar hum lalach emotional aur overtrading overconfidence hoga trading karenge jaldbazi karenge to kuch bhi hath nahi hoga koshish karna chahiye ki lali se avoid Karen aur trading mein stop loss Short trick profit ka use Karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X