Example of effect of news in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mana k news market main bohat halchal machati hai. mager meray hial say sab say haternal news usa ki hoti hai jis ki waja ye bhi hoti hai 1 hi waqat main usd ki bohat c news release hoti hai jis ki waja say kabhi market up jati hai tou kabhi down jati hai. meray hial say app eur, gbp, aud ,cad ,nzd , jpy aur chf ki news ko tou trde ker liya kray mager usd ko kabhi trade na kia kray is say app ziada prfit kemay gay aur loss say bachay gay. main tou aisay hi kert ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex mein news ka bht effevmct hkta he is liye hmen khud ko fotex news se ht wqt hr lmha update rkhna chye ta k hm kamyab ho sken trading ki field me
      • #33 Collapse

        dear friend me app se agree kerta hun forex trading news boht effect kerti hain hamen trading se pehle forex news ko read ker lena chahye or phir hamen trading start karni chahye iss se ham ek achi trading ker sakte hain
        • #34 Collapse

          ji haan ye baat apki bilkul sahi hain k zyda tar traders jo hai wo greed par control nahi kar poatey jis ki waja se lose kar jaty hain isliye humein chayeh k hum greed bilkul nahi kary kyun k greed se hum bht lose kar sakty hain ..
          • #35 Collapse

            mostly speeches jo hoti hain monetarists kee wo news zyada effect krti hain market pay. . .jb aa ker new policy announce hoti hy or previous ko mazeed polish kia jata hy tb market main movement zyada hoti hy
            • #36 Collapse

              han dear news bhi bahut ahm hai is sy trader ko kafi help ho jati hai ye aik acha business hai lekin mehnat sy kia jata hai aur bahut sy loog is ko kr rahy hain ye aik acha business hai aur kafi loog kr rahy hain
              • #37 Collapse

                humaina gr trade main kam karna hay too humain ews ko follow kar kay achy say kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay demo ko use karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #38 Collapse

                  Jo news hamarey knowledge main hoti hain, un sey to hum muqabla kar letay hain. Lekan jo unexpected news hain un ki waja sey loss ho jata hy. Sometimes market unexpected movement show kr rahi hoti hy aur yeh samjh main nahi aata keh market ney kitna up ya down hona hy aur isi waja sey small investors loss utha letay hain.
                  • #39 Collapse

                    Forex news ka trading main buhat important role hota hy aur is ki madad sey trend ko judge kia jata hy. Lekan sometimes unexpected news ki waja sey loss ho jata hy. Is leye hamain news par 100% depend nahi krna chaheye aur is key sath sath khud bhi market ki movement ko judge krtey rehna chaheye.
                    • #40 Collapse

                      news ka effect market pay hota ha ic man koi shuk wali bat nae ha ager ap apni ankhoon say daikhna chahty han tu usa k unemployment ratio ki news jysy hi ayn tu ap market man moves daikh sakty han
                      • #41 Collapse

                        dear men ne abhi tak ho sab se zada news effect hoi thi wo ye dekhi thi, jo brexit ki news thi, ye bhot zada forex market per aser hoi thi or boht zada logon ko is se loss or profit howa tha
                        • #42 Collapse

                          There are a number of websites which update daily upcoming news calander which can affect forex market. Therefore all traders should keep themselves aware of specially the big news so that they could avoid any expected loss due to sudden market change.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Forex trading mai important news kay time per market mai bohot taize say price change ho sakti hai iss lye traders ko chaiye ke woh apny app ko news say har waqat bakhabar rakin tu woh iss say kafi advantage hasil kar sakty hain aur apny app ko loss say b bcha saktay hain .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X