forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy
    dear forum members forex trading main luck per depend ni kerna chay wo is liy ke aik to forex koi juwa ni ke luck per depend kia jai aur dosry bat luck hamesha sath ni daity is liy luck per depend kerny ki bjay learning per depend kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

    G forex trading business is traha ka business hy js mein hum agr learning knewledge aur experience hasil na karain tu kaamyaab nhi ho saktay is liye forex mein hum ko luck par depend nhi karna cahaiye kiok luck se profit aik do bar hi hota hy is k bad loss hi hota hy aur agr learning knewledge aur experience ho tu forex trading business mein kaamyaab ho saktay han aur long time trading kar saktay han
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

      G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main luck kbhi kbhar he apky kam ata hai ziada tar apki mahnat aur apka forex k bary main experience aur knowledge apko kamyab hony main apki help krta hai esly apko chaiy k ap apny luck k bajay apni mahnat par aur apny experience k balboty par apny apko kamyab karen aur acha profit hasil karen
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

        g ha sir pak folrex trading me luck khbi khbar hi kam ati ha hum ko chahy kay hum is pak forex trading par search kary kary or is kay roll ko follow kary or me mistake nay kary to hum is kam ko achy exprince kay sath kary to hum ko acha bounas mily ga hum ko luck par nhi apni ki hoi mehnat par yaqeen hona chahy q kay luck to khbi khbar kam ati ha agr mehnat ki ho to har bar kam ati ha
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

          dear friend forex trading mn luck kabi kabhar to kam aa jati ha lekin hr bar luck kam naen ati keun k luck pa depend krnay walay aksr log nakam he hotay hn isliay apko chayay k luck pa depend krnay ki bjay ziada sa ziada mehnat kren jiski waja sa hmesha kamyabi milti ha
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

            dear jo traders luck pay beleive kartay hain wo kabhi experts nai ban saktay hain unka dhayan hamaisha lalach aur tukkay ki tarf rehta hay jis say wakti tour pay to earning mil jaty hay magar us main hamaisha k liye master banna na mumkin kaam hay jaisay jaisay wakt guzarta jayega unko lose hota jayega aur akhir wo forex markeet say tang aa kar isay chornay pay majbur ho jayengay is liye in bay tukkay kamonsay best hay k ham kuch seekh kar markeet main enter hon.
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
              dear forum members forex trading main luck per depend ni kerna chay wo is liy ke aik to forex koi juwa ni ke luck per depend kia jai aur dosry bat luck hamesha sath ni daity is liy luck per depend kerny ki bjay learning per depend kren
              Forex trading main acchi trading karne ke liye Hamein hardworking karna hoti hai sirf love fail Band Karke Humma chief riding nahin kar sakte agar pad Band Karke trading Karenge to loss ke chances jyada hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                Dear ap ki bat se agree krta hon kabhe bhe luck per depend nhe krna chahye kyn ke luck kabhe kabhar ap ka sath de gye laken jo knowledge or experience hamesha ap ke sath hote hain or jo trader forex ko juwa samjh kr join krta hai or investment bhe krta hai tu yaqeen jane wo apni investment or apna time sirf waste krta hai forex per sirf ap apne knowledge ke base ke uper he profit earn krte hain tu luck per depend na kren hard work kren kuch sekhen then ap acha profit earn kr paye gyen
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                  Forex trading main luck kabi kabi kam at lykin agr knowledge experience ho ga wo bar bar kam ayy ga forex main luck bi ous waqat kam at Hai jb mehnt ki huo mehnt ky bgr luck kisei kam ka ni luck par depend karny waly zaida loss hei karwtyy Hai forex main agr mukaml kamybi has karna chahty Hai to forex main experience hasl krenn ..
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                    yes bilkul dear forex main luck say ziada ap ka expereince kam ata hi luck app ki aik dafa ya phir 2 dafa kam ajaygee long term k leay aur long life main ap ko kamyabi diany wala expereince hai jiss say ap ko forex main success milti hai iss leay short cut ka chaker chor kar forex main ziada say ziada hard work karin kamyabi ap ko zror mil jati hai iak din
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                      As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein Lucky Hamare Kabhi Kabar kaam Aati hi Har dafa Hamara Sath lucky Nahi Deti Jo log lucky par Yakeen rakhte Hain va woh log na kaam Hote Hain agar aap Forex trading mein knowledge or experience Sikar Uske rules ko follow Karenge aur Zyada hardworking Karke aap apna kaam start Karenge to Inshallah aap ko kamyabi Jarur milegi aur accha profit Bhi Milega isliye aap apni mehanat per Yakeen rakhe hain Phir hi kamyabi milti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                        Luck par depend nhi kiya ja sakta kiok luck se profit tu ho sakta hy lakin ye aik do bar hi hota hy aur agr knewledge aur experience ho tu hum knewledge aur experience se acha profit earn kar saktay han aur knewledge aur experience par depend kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                          forex ik aisa business ha jis par ap ko kabhi be mehnat ka bgr ap ko kuch be nai milt ha is liya forex par aya kar hamay apni mehnat ko double kkar dana chayia aur forex par aya kar hamay kabhi be luck par depnd nai hona chayia ku ka is ki waja sa hamay sirf aur sirf loss hi hoga aur forex par without analysis ka hamay kuch be nai karna chayia
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                            forex main luck ki koi be ehmiyat nahi hain is main best knowledge or experience hasil kar ky is ky analysis ko use karny ka method seekh kar market ky up or down ko dekh kar is ki movement ko made nazer rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading main luck kabhi kabhar hi kam aty hy

                              Forex trading main new trader ko luck per bara yaqeen hota hay. un kay khayal main luck hi forex trading main kam ati hay. lakin jab un ko trading kay doran yeah realize hota hay kay luck kabi kabi kam ati hay. to wo forex learning ki taraf mutwaja hotay hain. un ko realize ho jata hay kay luck nahi balkay forex main knowledge kam ata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X